1 Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Tehreer: Prof. Mr. Maqsood Hasni (P.PhD) Abuzar Barqi Kutab’khana June 2017
2 Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!Mein kae roaz say soch raha tha kah insan ko Allah Sahibnay khoob nahain khoob’tar bhi nahain balkahkhoob’tarein (Ahsan) kay darjay par faez farmaya hai tophir yah digar makhloqaat (1) aur janwaroon balkah bazouqaat janwaroun say bhi baad’tarein harqatain kayounkarta hai. ?Yah sawaliya maira hi nahain, her soch bichar karnaywalay shakhas ka hai. janwar ziyada tar paiat say sochtahai kayoun’kah os ki sochnay ki salahiatain insan kaybarabar nahain hain aur nahi insan jaisi tarjihaat hotihain. Janwar ko Allah Sahib nay ghaat laganay ki salahiatsay nawaza hai jab kah insan ko tatbeer ka rasta dikhayahai. Insan nay is salahiat say hamaisha bohat hi kamfaeda othaya hai. Yah to janwar say kahein ghaat’karsabat howa hai. Kavway ko chalak tarein parinda samjha
3jata hai laikin os ki chalaki insan kay samnay sifar ho karreh jati hai. Insan ko bardasht kay mada say nawaza gayahai laikin janwar main bardasht ka mada nahain rakhagiya. Bhook main woh bai’chain ho jata hai. Malahzafarma lain insan bhouk piyas main pagal ho jata hai aurher qisam kay insani taqazay aur asoul bhoul jata hai.Insan aur janwar lakhoun saal say zamein par eak sathreh rahay hain. Janwar insani moashrat ka ahum tareinhissa raha hai. Eak sath reh kar bhi rehnay kay hawalasay s insan os sa nahain laikin adaat aur khasael kayhawala say janwar say bohat hi qareeb raha hai. Aaj kaytaraqi’yafta dour main bhi yah surat-e-haal kuchmukhtalif nain. Donoun kay darniyan mojoudmamaslatoun kay hawala say maira yah tajziya malahzafarmaein:Fareshtay paigham rasani ibadat aur kae dosray farazanjam daitay aa’ay hain yah bhi oon say kaam karta aayahai.
4Jin sharat sar’kashi hukam odoli (2) waghera mainhamaisha marouf rahay hain. Insan main bhi yah khasaelpa’ay jatay hain.Devtaoon ko khush khasael honay kay hawala say missalbanaya jata raha hai. Insan bhi in sifaat say mehroomnahain raha.Rakhshash kabhi bhi achi nazar say nahain daikhay gay.Evil souls say bhi achay ki towaqo nahain rakhi gaee.Jin makhloqaat ka opar hawala diya giya hai mairi nazarsay kabhi nahain gozray ta’hum oon kay honay aur oonkay kamoun kay hawalay parhtay aur sontay aa rahayhain. Haan albata janwar nazroun say ghaeb nahain rahayaur insanoun say in ka rabta aur ta’alaq daikhnay aursonay say ta’alaq rakhta hai. In kay hawala say barayitmaad say baat ki ja sakti hai. MaslanJanwaroun ki aur insan ki body language main hairatangaiz mamaslatain mojoud hain.
5Odasi, dokh dard, khushi, dar, khouf, bhouk piyas,mohabat, nafrat, soach bichar ki kafiyaat, lalach, havas,sex ki talab, romanas, bimari, fikar’mandi, garmi sardi,dosti, doshmani, daranay dhamkanay ki kaifiat, ghossa,narazgi, douri, qorbat, madad ki talab, phansnay ki adat,ghat lagana, tashakur, shakaet, shakar karnay kaytaiwar, larnay marnay, soog, dostana andaz wagherawaghera ka andaz donoun kay chary aur jism kinaqal-o-harkaat (body language) say ba’khoubi lagaya jasakta hai.Insan aur janwaroun kay bachoun ko doudh pilanay kayandaz bhi eak say hain.Insan group aur family main rehna psand karta hai. Yahsift janwaroun main bhi paee jati hai.Insan naqali kartay hain janwar bhi naqali kartay hain.Khushi main insan hinsatay aur ghami main rotay hainjanwar bhi rotay aur hanstay hain.
6Insan sikhnay kay amal say gozartay hain. Janwar bhisikhnay kay amal say gozartay hain.Insan gatay hain janwar bhi sorili leh main gatay hain.Insan ko sorili leh aur aawaz khush aati hai hai.Janwaroun ko bhi sorili leh aur aawaz achi lagti hai.(3)Insan khail koud karta hai. Janwar bhi khail koud kartayhain.Insan raqas karta hai. Janwar bhi nachtay hain.Insan doshman kay sath jang kartay hain jab kah janwarbhi apnay sardar ki sar kardgi main doshmun kay khalaflartay hain aur apni bahadri kay johar dikhatay hain.Insan sinaf-e-mokhlif ko matasar karnay kay liay ajeebajeeb qisam ki harkatain karta hai aur yahhi surat-e-haal janwaroun main nazar aati hai.Insan janwaroun kay qareeb rehna ko mayoub khayaalnahain karta. Janwar bhi insan kay qareeb rehna pasandkarta hai.
7Insan kuch mil janay ki surat main anay malik say gaddarikarta hai. Janwar bhi haddi mil janay ki surat main malikyaapnay qabilay ka sath chour kar chour say mil jata hai.Insan boray waqt main sath chour jata hai janwar bhiboray waqt main apnay sathi ka sath chour jatay hain.Insan boray waqt main sathioun ka sath daitay hain.Janwar bhi boray waqat main apnay sathioun ka sathnahain chourtay.Mokhtalif hawaloun say Insan hijrat karta hai. Janwar bhihijrat kartay hain.Insan khorak ki talash main nikalta hai. Janwar bhikhorak ki talash main nikaltay hain.Insan apnay bachoun say piyar karta hai. Jawar bhiapnay bachoun say piyar kartay hainPadaesh kay hawala say khatoun zachgi ki dardoun saydou char hoti hai. Mada janwar bhi is say bala’tar nahainhai.
8Insan say bhool chouk hoti hai jis kay sabab ossay noqsanothana parta hai. Janwar bhi apni kisi ghalti kay sababnoqsan othatay hain.Insan omomun janwaroun ki si harkaat kata hai. Paltujanwar bhi janwaroun kay say kaam kartay hain auronhain os main koe diqat mehsus nahain hoti.Kuch kaam insan janwaroun kay say nahain kar patalaikin taqribun ki haad tak kar laita hai. Yahhisurat-e-haal janwaroun kay sath darpaish hai.Sonay jagnay kay andaz miltay jultay hain.Khanay pinay ki bohat sari chizain eak jaisi hain. Insanejanwar ki jhout kha laita hai. Janwar bhi insan ka chorahowa khana khushi say kha laitay hain.Donoun is matti say nikalnay wali chizoun ka istamalkartay hain.Donoun ka inhasar eak dosray par hai. Insan kay hawalasay yah moamla siraf paltu janwar tak hi mehdoud
9nahain.Gher paltu janwar bhi insan say jura howa hai aur insanbhi os say istafada karta hai. Maslan:Insan janwaroun ka doudh pita hai. Janwaroun ka doudhadviyaat main istamal karta hai is main soar, kotya, gadhiwaghera shamil hain.Gosht khour janwar gosht khatay hain. Insan sabziounaur daloun kay sath sath gosht bhi bari khushi say khatahai. Baz gosht khour janwar mordar kha jatay hain. Insanbhi barailar kay towast say mordar khata hai. Havaspasand qisaab morda janwaroun ka gosht bachtay hainaur khalatay hain.Kuch janwar ghar nahain banatay aur eak jaga paraonahain kartay. Is qamash kay insanoun ki bhi insanimoashrat main kami nahain hai.Insan aur jawaroun ko bohat sari eak si bimariyaan lahaqhoti hain.
10Hamal aur padaesh kay moamlaat taqriban eak say hain.Anday ka insanoun main istamal bara aam hai.Anday ka insan ki takhleeq se ta’alaq hai.Insan janwaroun ka doudh pitay hain. Janwar bhi insan kadoudh pitay hain.Insan dou paoun par chalta hai janwar bhi dou paoun parchal saktay hain ya kam az kam kharay ho saktay hain.Kuch dou paoun walay jawar bhi hain.Yahaan chand bohat qareeb ki mamaslatain araz ki gaeehain warana rooz mara say mota’alaq bohat sari batounmain eak sa pun paya jata hai.Insan kay janwaroun say jinsi ta’aloqaat aur reshta,mamaslatoun tak hi mehdoud nahain bal’kah oon kaydarmiyan jinsi reshta bara qaribi aur mazbout raha hai.Penis sucking janwaroun main bhi mojoud hai ya insannay yah illat janwaroun say hasil ki hai bilkul issi tarafemale sex organ sucking janwaroun main bhi mojoud hai.
11Baz janwaroun kay sex organ ho baho insan jaisay hotayhain. Haan lambae waghera main kuch farq ho sakta hailaikin insan kay liay khush kon rehta hai.Jin maoun say mojouda adam ki nasal ka aaghaz howahai, oon ki shakhasi haisiat mashqouk chali aati hai.Lilith: Adam say pehlay matti say banee gae, jin thi, Devithi, bhout thi, woman of sprit thi waghera waghera qisamki batain parhnay sonnay ko milti hain. Yah bhi ho saktahai soot nay aisa maroof kar diya ho kah woh insan nathi.Unnamed eve: kay mota’alaq kuch nahain milta kah wohkoun aur kiya thi. Os ka kiya bana aur os say Adam kikitni ouladain hoein.Hawa: aasman say otri, hoor, Adam ki bachi hoe matti saytakhleeq hoe, jin thi, pehloun main say thi, Adam ki paslisay banaya gae, devi thi waghera waghera qisam kibatain parhnay sonnay main aati rehti hain.
12Mein yahaan yah sabat nahain karma chahta kah mojoudaadmi janwar aur insan kay jinsi milaap ka ya phir janwarya kisi aur taraqi yafta makhlouq kay jinsi ta’aluq kanatija hai. Ya yah kah insan janwaroun ya kisi janwar kitaraqi yafta shakl hai. Mein siraf is zimun main dou batainarz karnay ka motmanni houn:*Pehli baat yah kah insan aur janwaroun aur dosrimakhlouqat ki bahmi moashrat kay natija main insanmain hiwani khasael chalally aa’ay hain.*Dosri baat yah kah janwaroun aur insanoun kay jinsimilaap say insan’nama log bhi vajoud main aa’ay hain jiskay sabab insan main na siraf janwaroun ki si adtain aagae hain balkah is kay Haiti dhanchay main bhi janwarounki si tabdiliaan aae hain warna insan ko Allah Sahib naykhoub tarein paida farmaya hai.Hazrat Adam (AS) say pehlay bhi daranay walay donyamain aatay rahay hain laikin onhoun nay oon daranaywaloun kay kehnay par apni harqaat-e-baad say toba
13nahain ki. Oon ki is baad’amali kay sabab onhain halak kardiya giya. (4)Adam ko tarji di gae onhain ilm ki doulat say sarfarazkiya giya. Is fazilat kay hawala say Fareshtoun ko jinmain, jin bhi shamil thay, Adam ko sajda karnay ka hukammila.Adam (AS) ko 120 ouladoun say nawaza giya. Yahouladain donya ki mokhtalif walaitoun main pehloun korah-e-rast par lanay kay liay mahajar hoein. Onhoun naypehloun say azdvaji reshtay qaem karkay onhain izzatbakhshi. Is tara daranay ka amal jari-o-sari rakha giya.Yah alag baat hai kah bohat saray logoun nay koe assarnahain liaya. jis ki waja say onhain saza bhi milti rahi. Issaza say ibrat lainay ki baja’ay Admi nay adaat-e-baadsay toba nahain ki.Allah Sahib apni adat kay motabiq daranay walay bhaijtahi raha. Soulaihein waghera islah kay liay tashreef latayrahay hain aur in Holy Spirt kay anay ka silsala aaj bhi
14jari hai.Yah moamla Allah Sahib hi janta hai kah admi itna baramartaba panay kay bavajoud insan janwar honay mainkayoun farhat aur fakhar mehsous karta hai. Admi jantahai kah woh digar makhlouqaat say afzal hai aur is amarka dawa bhi karta hai laikin kaam janwaroun kay saykarta hai.Ab yah faisla karma bara hi mushkal hai kah is insan ko,insan kaha ja’ay ya janwar ka naam diya ja’ay. Haiti itbarsay yah insan nazar aata hai laikin is kay kaam bhairioun,kotoun, soavroun, gidaroun, gidoun, lomaroun, ghadoun,bilioun, waghera jaisay hain. Mein soch soch kar halkanho giya houn kah aakhir is insan ko kiya naam diya ja’aykayoun’kah is kay moamlaat insan kay say nahain hain.Allah Sahib nay toiessay boland kar diya hai laikin issaybolandi khush nahain aa rahi. Pehloun ko hum is liaymatoub kartay hain kah oon kay sarbarahoun nay khudahonay ka dawa kiya . Aaj ka mohazab admi khuda honay
15ka dawa to nahain karta laikin kaam aur tamkanat khudajaisi hi hai. Os kay kisi ghalt ko ghalt keh kar daikh lain,agala din daikhna bhi naseeb na ho ga.Is makhlouq ko admi keh lain ya koe aur naam day lain.Yah madi taraqi main aasman ki balandioun ko hi kayounna chou lay, issay insan ka naam daina qatan zulm aurziyadti kay motradif hai. Yah woh insan nahain ya osinsan ki nasaql say nahain lagta jissay malaek-e-falki naysajda kiya tha. Agar yah woh insan ya os insan ki nasalsay hota to is main insanoun jaisi kuch to baat hoti.Kisi ko Noor Mohammad keh dainay say os ki mosalmanisabat nahain hoti. Issi tara kisi ko Yaqoub Masi kehdainay ka matlab yah nahain kah woh Essa (AS) ki shariatpar chalnay wala ho giya hai. Bilkul yahhi mitar aur kipehchan ka nahain banaya ja sakta. 20, 20 ropay kisi sayasal say zaed lay kar woh hazaroun ka mojram ho rahahai. Kisi aur ko takleef day kar mehsous hi nahain karraha. Khud to chain kar apna aur apnay ayaal ka paiat
16bhar raha hai yahhi nahain apni nasal kay liay bhi haramki kamae jama kar raha hai ossay yah yaad tak nahainkah eak roaz ossay Allah Sahib ko jawab daina ho ga. Joshakhas khud ko Khuda samjh raha hai aur khayaalkatrta hai kah sab kuch os kay hath main hain aur wohkuch bhi kar chuknay ki ehliat rakhta hai. Woh kisi kaysamnay jawab’deh hi nahain aur Os kay hukam kaybagher koe sanas bhi nahain lay sakta, ossay kis asoul kibonyad par insan kaha ja’ay ga?!Baad onwani kay zomray main kuch kaha ja’ay to kahajata hai kah bhouk piyas main marta kiya na karta. Kiyabhouk piyas ya koe aur hajit fitrat main tabdili la saktihai?!Fitrat to apni jaga par atal thous aur naqal-e-taghear hai.Is main tabdili nahain aa sakti. Agar tabdili aa jati hai tofitrat ko fitrat nahain kaha ja saklta. Lion ko ghaskhilanay kay lakh jatun karain woh ghas nahain kha’ay ga
17kayoun kah ghas khana os ki fitrat main dakhil nahain.Kha laita hai to lion ko lion nahain kaha ja sakta. Ga’ay kogosht nahain khalaya ja sakta. Agar woh kha lati hai towoh ga’ay nahain rahti os ko koe aur naam daina parayga.Hathi anda nahain daita agar dainay lagay to os ko kis balbotay par hathi kaha ja’ay ga. Bilkul issi tara insan khoubtarein aur Khuda kay image par banaee gaee makhlouqhai, is liay is say danista ghalt nahain hona chahiay. Khudpait bharta hai aur os ka humsaya bhouka say sota hai,khud jina chahta hai laikin auroun say jinay ka haq cheinlaita hai to admi ko admi kis tara kaha ja sakta hai. Agaradmi danista ghalt karta hai aur bhoul jata hai to is koinsan kehnay ka koee jawaz baqi nahain rehta.Kisi ko insan ya janwar qarar dainay kay liay koe to mitarhona cahiay. Aaj kay taraqi’yafta shakhas ko ba’ shourmakhlouq to kaha ja sakta hai laikin issay insan kehna kisi
18tara monasab nahain. yah woh insan nahain jis ka hawalaAllah Sahib nay Sura Tein main diya hai. Yah zalmounmain say ho giya hai. Kisi zalum na’insaf, khud’gharaz,lalchi, havas’pasand, rishwat’khour, aqraba’parast, paitu,zaat ka qaidi waghera ko insan nahain darinda ya hiwanto kaha ja sakta hai insan kehna baja’ay khud insan kitazleel hai. Insan to kaenaat ka khoub surat aurnafees’tarein bashinda hai.mujhy yah sab kehnay mainkoe sharmindgi mehsous nahain ho rahi kah aaj ka insan,insan nahain, janwaroun ki koee taraqi’yaft shakl hai johiwani kamoun main janwaroun say bhi bazi lay giya hai.Is hawala say is makhouq ko janwaroun ka sardar kaha jasakta hai.---------------------------------------------1- Jin, Malaek, Dev Devta waghera2- A. Ezazeel is ki behtarein daleel hai.b. Jinoun ki Sar’kashi karnay par ezazeel ko sarkobi kayliay bhaija giya to os nay jinoun ko maar maar kar
19jangloun main bhaga diya. Woh donya ka badshah honaykay sath afvaj-e-jin-o-malak ka garnael bhi tha.c. Pehli sar’kashi ko daikh kar hi Adam ko sajda karnaysay inkaar kiya giya.3- Hazrat Daoud (AS) ka qissa aam hai kah jab wohkalaam apni sorili aawaz main partay thay to parindayaur janwar bhi onhain sontay thay. Issi hawala saylehn-e-Daoudi tarkeeb marouf hai.4- Sura Yonis : 12, 13, 14
20
21
22
23 Thai Buffalo Gives Birth To Human-li
24
25
26
27
Search
Read the Text Version
- 1 - 27
Pages: