lisanyaat say motalaq kuch sawal jawabBy Maqsood Hasni Abuzar Barqi Kutab'khana July 2016 lisanyaat bara ahum aur hisas subject hai is par kam hi likha parha jata hai. Ahbab ki dilchaspi kay liay main nay sawalan jawaban is mozoo ko chera hai kayoon'kah is hawala say bhi aaghi rehni chahiay.
lisanyaat say motalaq kuch sawal jawab1- Zoban ka safar kab tehrao, oljhao aur pachidgika shakar hota hai?a. Taza za , sakoot au la’yae iat kay doo ai . . Bay’fik i au sakoo kay doo ai .2-Zoban ka khameer kin kin aanasar say othta hai?Kiya in aanasar ka ta'aluq waseab say bhi hota hai?Shakhas kay aalaat-e-notaq aur moaawanaalaat-e-notaq.In say aawazain nikalti hain aur in hi kay hawalasay istamaal main aati hain
aalaqa, mahool, zarorat, aab-o-hawa, mosamMoaashrat/ motalqa waseab kay rovaeay aurrujhanaat zoban ki taraqi ka sabab bantay hain.Kam az kam doo ashkaas jin ki moaashrat aurzoban eak hoEak si aawaz nikalnay par qadar hoonMahajrat ki surat main main bhi mahajarsa ’zameen par doo eak zoban bolnay walayashkhaas apni zoban main goftagu karkay aasudgimehsous kartay hain. oon ki nasal bhi aisa kar kayaasudgi mehsous karti hai.Es main asbeat ka bhi dakhal hota hai.3-Zoban kay mazaaj aur rowaeyoon ko samjhnaykay liay ki pehlo’oo ka ja a za o i hota hai?Os kay mohawray ko janna zroori hota hai.
4-Kiya mukhtalif zobanoon kay milaap say eaknaee zobaan banti hai?Nahai , ilkul ahai , yah az iya a a gu ah’kuhai.Haan zobanain kisi bhi zoban ki taraqi ka sababbanti hain.5-daisi au a’daisi zo a kay ahu alfaz sayzobanoon main jidat aati hai ya mafaheem maimgehraee paida hoti hai kay hawala say kuchkahain?• Izhaar ko vosat milti hai• Lafzoon ka talafaz badal jata hai• Na’ay lehjay ta kee patay hain• Na’ay alfaz ta kee ptay hai asla : eain+nak• Na’ay a ak aat a tay hai
6- Kiya zoban kay rasam-ul-khat main bhi tabdeliaati rehti hai ya nahain?Aati nahain laee ja sakti hai ya laree jati hai. Jis taraTurki kay sath howa. Is say zoban ko noqsanponchta hai:Porana warsa zaya ho jata haiKuch aawazain baqi nahain rehtein. Maslan Urduaur Roman Urdu khat ko hi daikh lain.Urdu khataur dev nagri khat ko malahza farma lain. Punjabiaur gurmakhi ki misal mojood hai.Urdu kay pas 63 say ziyada aawazein hain RamanUrdu main likhtay waqt marakab aur mutradafaawazoon say kaam chalana parta hai.7-Mukhtalif zobanoon main kiya koee qadarmushtarek hoti hai?Ji haan, maslan:
a- Bohat sari aawazain mushtarek hoti hainb- Zarab-ul-Amsaal aur mohavray mushtarek hotayhainc- Marakab aavazain eak si milti haind- Eak dosray kay alfaz laiti hain ya yoon keh lainbohat say alfaz mushtarek hain jis tara Urdu maintumbakoo Punjabi main tamakoo japani maintabakoo is hawala say u ’ge t isalai di ja saktihain8- zoban main vosat kin aanasar say hoti hai?o takhliqi azhaano zaroratoon ka bhar janao Azhaar ki aazadio Taghaeraato Samaji moaashi aur masharti tabdiliaano Aazmaesh ki surat-e-haal
o Inqalaabo Pareshani, baicheni aur iztarabi kafiyaato dukh aur karabo Agar qomoon main khud say zinda rehnay ka sha’oo au ada ho to ohmotaharak rehti hain simabi firat Kuch kar gozrnay ka janoon aur jazba moqablay ki aadat/jazba harkat masalsal harkat malghobiat ka shidat say ehsaas jis ta a afsa ay ai ahdat-e-ta’assa kaybagher afsani, afsani nahain rehta bilkul ossi tarala hak’paze i kay a’ghe zo a koo ai kamandak hoti hai.
9 badaisi, daisi jabkah daisi badaisi ki zoban bolnayki koshesh kartay hain. badaisi Hakam ki zoban kistara matasar karti hai aur os kay asraat kis qisamkay moratab hotay hain?assal moamla rabtay ka hai. Badaisi ki khaesh hotihai kah woh baat ko behtar toor par samjha sakaydaisi chahata hai kah ossay os ki zoban mainsa jhaya ja’ay. Woh yah hi hahata hai kahHaka kay ziyada azdeek ho. Is say a’si af alfazka tabadal hota hai balkah lehjay bhi tabdeel hotayhain. Woh apnay apnay nahvi set up kay motabaqalfaz daitay laitay rehtay hain.Arbi manay na manay Urdu, Punjabi, pothohari,Saraeki, Mivati, Sindhi, Barahvi waghera mainhoor,ahwaal, okaat wahad hain. tazkeer-o-taneesmain Pashto apna mazaj rakhti hai aur woh liay gayalfaz ko apnay lisani set up kay motabaq lay gi.bilkul issi tara zima ko zoma, qof'li ko qulfi, khalvatko khilvat boolna Urdu Punjabi waloon kay liay aebnahain.
Momkinility, voteraan, sportraan, moteraan,motarain, horain, Urdu Punjabi waghera main kabghalt hain. yahhi surat-e-hal maeni ki hai. Dosrizobanoon main kuch kay kuch ho jatay hain.Ghareeb bamaeni moflisKhsam bameni khawandRashi bameni rishwat lainay wala10- kiya Hukaran tabqay ki zoban ghalib rehti haiya maqami zoban/zobanain/boliaan bhi baqi rehtihain?koee zoban apna vajood tayagnay kay liay teiarnahain hoti. Koee zoban mar nahain sakti jabtak oskay doo bolany walay mojood rehtay hain. Haanalbata tabdiliaan aati rehti hain rasam ul khatbadal jatay hain aur yah bura amal nahain.Amrikan, Bartanvi, Faransisi, Pakistani, Hindustaniangraizi main zameen aasman ka faraq hai. Yahhi
surathal Arbi Urdu Punjabi waghera ki hai.Hamaray haan baray dafatar main angraizi ka rajhai laikin bahar gali main issay koee pochta tak ahai is kay a ajood a’da ista too pa oolchaal main angraizi alfaz aa jatay hain. eak doormain yahhi surat Arbi aur Farsi ki thi. Jo alfaz bilajawaz dakhal kiyay jatay hain ehsas-e-kamtari kasaboot hotay hain laikin jo juz-e-zoban ho jatayhain aeb nahain samjay ja saktay masla:I mean aap wahaan kayoon nahain gay ya I thinkhum ko yah done kar laina chahiay.Yah Urdu set up kay motabaq hain laikin inhaina hi aza say ahai daika ja’ay ga. A yah ju laydekheay:Hamaray haan ki laydiaan aasman ki horoon saykisi tara kam nahain hain.(laydiaan, horoon)Tamamam omeedwaran apnay apnay sportran kaysath polling station kay bahar kharay natijay ka
intazar kar rahay thay.(sportran, polling station)Lari addy par har shehar ko janay wali moterainkhari thein.(Moterain)Yah jumlay qataee ajnabi nahain hain aur is qesamki guftagu aam toor par sonay ko mil jati hai.Maeni ko hi dekh lain:Sexy, animal , saer tamasha, jaluos kab apnay assalmaenoon main istmal hotay hain.Mukhtasar yah kah zobanain marti ya khatamnahain hotein, hakam aur mahkoom eak dusraysay mataar hotay hain. yah oon ki rabtay kizaroorat aur majbori hoti hai.11-kisi zoban kay acha ya bura honay kay barayaap ki kiya a’ay hai?Koee zoban achi buri nahin, tamaam zobanain
rabtay ka zariya-o-wasila hain. Urdu kay siwatamaam zobanain aawazoon kay hawala sayka’zoo hai . Is o yaad pa o hai a ha u anahain kaha ja sakta. Haan izhaar kay hawala saykoee a’ay di ja sakti hai. Ap i ka i au ka’zo i komarakab aawazoon say woh pura karnay kikoshesh karti hain.12- Is jadeed door main matrook ho janay walayalfaz ki koee ehmeat baqi hai?Kayoon nahain, woh os ehad ki masharti, moashi,samaji, nafasyati aur saqafti hawaloon ka warsahai. Guzra kal onhein kay hawala say jana aurpehchana ja sakta hai. Lafz kiya mahavroon ki suratbadal gaee hai aur wo soo tara say istamal main aarahay hain. in matrook alfaz, mahavraat maintabdiliaan aur aslobi tagheraat say zoban ki taraqiki rafter ka andaza kiya ja sakta hai. Wo os shaklmain mojood nahain hotay haan albatah tabdilioonke satha zoban ka hissa rehtay hain
Karvat laina, karvat badalna darust samjha jata hai:maslanwoh hal likh chala hoon karvat badal badal kaySatyanaas marna, satyanaas karna/hona mostamalho giya hainKitabi aur bazaar ki zoban mukhtalif hoti hai.Adakaeyaan ko kitab wala kab adaoon kaymaenoon main tasleem karay ga.13-kiya boliaan zobanoon kay sath sath chalti rehtihain?a- haan sath sath chalti rehti hainb- matasar karti hainc- matasar hoti hain14-kiya boliaan zobanoon ki takhleeq mainmoaawan sabat hoti hain?boolioon say zobanain takhleeq nahain hotein.
Haan• taraqi karkay zobanain ban jati/sakti hain• Zobanoon ki taraqi main moawan sabat hoti hain.• zobanoon kay izhaar ko vosat mayasar aati hai.Jan kay (Jan bojh kar), mokmakao aisay alfaz Urdukay liay ajnabi nahain hain.Yahhi surat badaisi zobanoon ki hai. Glass a’ ae i pa i/lassi aghe a pi ay ka pi a a,dafta a ae i offi e, t a’ ae i d, ta asha,jaloos waghera aam istamal kay alfaz hain.Mahajar apni assal par reh nahain sakta aur Yahasool-e-firat hai.Zobanain lafzoon ko apnay mazaj, zarorat, halaataur nahvi nazam ke tehhat laiti aur oon ka istamalkarti hain.
15-zoban main awazoon ki ehmeat kiya hai?Zobanain hain hi awazoon ka majmoah. Aawaz kitabdeli say maeni badal saktatay hain.Zikar aur zakar kay moenoon ko daikh kar baatsamjh main aa jati hai.16- In aawazoon ki kitni aqsaam hain?Urdu main 3 tara ki avazain hain: a- alap paran b- maha paran c- alamti• dusri zobanoon main marakab aawazain bhimilti hain. Maslan sheen ko sh waghera say likhajata hai. Za’ay Fa si ko io say azay kiya jata hai.Issi tara mutbadal/mutradaf aawazoon say bhikaam chalaya jata hai. Maslan Arbi Pakistan koBakistan likh parh aur bool saktay hainkayoon'kah arbi main pay awaz hai hi nahain.
Miwati sharbat ko sarbat hi istamal karay ga.Angraizi main دaur تmojood nahain hain lihazamotradaf d aur t ko istamal main laya ja'ay ga.• Japani main dou tara kay sign hain. Hira gana, Kana kata.Chini aur Korian ki bhi kuch is say mukhtalif suratnahain.• Aa azoo kay akhaz u ’haad au u ’gi thain.17- Kiya khita ki tabdili say aawazoon ki noeattabdeel ho jati hai?Ji haan, aalaqa ki tabdili say faraq aata hai.Mivaat aur Chatoor aur phir Rajistan main sheen kiaawaz nahain wahaan seen say kaam chalaya jatahai. Maslan basher say baserPunjabi walay zuma hi bolain gay halankah zimabool saktay hain.
Issi par hi moqoof nahain aawazoon ko wahaan kakalchar, nafasyaat, rasam-o-ravaj, mazaj aurrovaeoon ko apnana parta hai.18- Awazoon kay zeer-o-bum say alfaz kaymaeni-o-mafaheem main faraq aata hai?Kayoon nahain, maslanRoko, mat janay dooRoko mat, janay dooMaenoon main zamein aasman ka faraq aa giyahai.19-kiya aawazain farad kay andar ki aakasi kartihain?ji haan.Boolnay kay andaz say shakhas ka batan jan liyajata hai.
20- Aawazoon ko samajhnay aur haqiqat takrasaee kay liay kin lowazmaat ki zaroorat hotaihai?Aawazoon ko samjhnay kay liay hissi nazaam kafa’aal au kisi o s say pak ho a ai’haad za o ihota hai. Dosra tajarba aur mashaeda bari ehmeatkay hamal hotay hain.21-aawazoon kay hawala say aap nay kis noeat kakaam kiya hai?Zobanoon ki awazainTaqabli aur ishtaraki motalalahZobanoon ka bahmi ishtarak aur sanjain22- Aawazoon par kaam kartay waqt kisi qisam kidushwari paiash atti hai?Mehnat karna pari hai warna koee mushkal paishnahain aee.
Bazaar main, mukhtalif tabqoon say bohat kuch miljata hai, bas ghoor karnay ki zarorat hoti hai.23- Aawazoon say koon sa ilm mayasar aata hai?• Insan ka batan• Lafz ki nafasyaat• Lafz ka kalchar• Kaenaat say reshta aur os say motalqaat say aaghi24-zobanoon kay khandanoon kay hawala say kiyakehtay hain?Mein is nazriay ko tasleem nahain karta. Aawazoonkay makhaz kahein bhi alag say nahain. Tahumtraces wahaan kay mahool, halaat, zarorat,aalaat-e-nutaq aur moaawan aalaat-e-nutaq kayzeer-e-assar tarqeeb patay hain aur yah fitrat ka
teh kiya giya asool hai.Sun Jun 24, 2007 12:12 pm_________________ShaziaGlobal ModeratorAshi Batein Bataney Ka shuriya, very nice posting.Sun Aug 26, 2007 5:15 am_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabis mohabat aur lutaf-o-ata k liay
mumnoon-e-ehsan hoon.Allah aap ko kuh rakhy.Sun Aug 26, 2007 7:56 pm_________________ Read more:http://www.forumpakistan.com/lisanyaat-say-motalaq-kuch-sawal-ja wab-t944.html#ixzz4GLM4tHOu lisanyaat say motalaq kuch sawal jawabBy Maqsood Hasni
Abuzar Barqi Kutab'khana July 2016 lisanyaat bara ahum aur hisas subject hai is parkam hi likha parha jata hai. Ahbab ki dilchaspi kayliay main nay sawalan jawaban is mozoo ko chera hai kayoon'kah is hawala say bhi aaghi rehni chahiay.
Search
Read the Text Version
- 1 - 22
Pages: