1
2Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaSawal paida hota hai kah kya Hussain saman-e-jangaur la-o-lashkar lay kar jang kay liay rowana howaythay ya phir oon par zamein tang kar di gae thi aurmajborun woh apnay Nana Hazour ki sonnat nibhatayhoway hijrat karkay gay thay?Kya woh os alaqa ki taraf khud say gay thay yaonhain bolaya giya thay?Kiya yazeed safaq zalim bai’insaf baad’kidar Insandushmun baad’diyanat na’hanjar aur na’ehal shakhasnahain tha ?Agar aisay kirdar kay logoun ki hamaet karma auroon kay kisi moamlay main madad karna ya jaezsamjhna jaez hai?
3Agar jaez hai to solaihain aisay logoun kay khalafkayoun aawaz othay rahay aur oon kay is fael ko achinazroun say kayoun daikha jata hai?Aaj bhi jahaan yah surat hoti hai khud zakr naek(bazarhir sahi) os ki mokhalfat karta hai. Os naykhulay lafzoun main amrikha ko dehshat’gard kaha.Agar yahhi paimana hai to os kay pas is qisam kibatoun aur zobani kalami biyan’bazi ka kya jawazhai?Hor ko Hussain ka sath dainay main mout nazar aarahi thi is ke bavajood os nay zindgi aur jah-o-hashmat ka rasta chour kar mout ka rasta kayounikhtayar kya?Aaqa Kareem (Aap par un’haad Daroud aur Salamho) kay qareeb koun tha aur oon donoun main AapKareem (Aap par un’haad Daroud aur Salam ho) kaydeen par behtar tour par chalnay wala koun tha?
4Koun khalafat ko maloqiat kay qareeb la raha tha?Kis nay mosalmanoun ki safoun main darar dali yadaal raha tha?Yazeed ka koee aisa kaam jo Allah ko kush karnaywala aur os ki marzi (Quran) kay motabiq ho tozakar zaek os ka hawala paish karay aur koee aisakaam jo hobal ko razi karnay wala ho Hussain kaykhatay main dikhya ja’ay to hi zakr naek ki baatsamjh main aa sakti hai?Oon donoun main jahil koun tha aur insan ko jahalataur safaqeet, khud’gharzi, mofad’parasti moashi qatlwaghera ki taraf lay ja raha tha?Jin soalaihain nay yazeed ko gher’haq qarar diya sabgomrah thay ya hain?
5zakr naek kay aba o ajdad main koee shakhasKarbala main shaheed nahain howa is liay wohmosalmanoun kay dard say aur sachae say kaisaywaqif ho sakta hai.Gher moslim to gher janib’dar kahay ja saktay hainonhoun nay moamlay ka tajziya kartay howayHussain ko gher haq kayoun qarar nahain diya. zakrnaek to in gher mosalim logoun say bhi giya gozranikla jo sach aur jhout ki tameez nahain janta. Aisayshakhas ki kisi baat par kis tara kis botay paryaqeen kar liya ja’ay ya ossay moslim qarar day diyaja’ay. Mosalman Alim kisi sata par danista baaddiyanat’dari ka shakaar nahain ho sakta.Namazain par lainay roza rakh lainay aur sar partopi rakh lainay say koee sacha mosalman to nahainho jata. Yah kaam to monafaq bhi kiya kartay thay.Gher mosalim jasous bhi jasusi kay hawala say yahdonoun kaam kartay aa’ay hain. Woh dahri bhi
6rakhtay hain. Kiya in omour kay hawala say onhainmoslim kehna wajib aur jaez ho ga…..Nahain bilkul nahain.zakr naek bhi kuch issi qisam ka shakhas lagta hai.Olma par faraz aed hota hai kah Woh khouj lagainzakr naek apni asal main koun hai?woh yaqinun kisi gher moslim qowat ka gher moslimkirdar hai.Yaqeen say kaha ja sakta hai agar diyanat’dari saykhouj lagya ja’ay to os kay jaili moslim honay kiqalaee khul ja’ay gi.Paitu hat’dharam aur zidi mazahib kay olma taj kasath daitay aa’ay hain. Oon kay nazdeek jo taqatwaraur fata par fata hasal kiay jatay hai wohhi darustaur sacha hai. Yaqinun zakr naek kay pas bhi yahhipaimana hai. Issi bonyad par woh aur is qamash kaylog is qism ki baad’niyati aur baad’diyanti par mabnibatain kartay hain.
7Woh to Akbar badshah ko bhi azeem mosalmanbadshah qarar daitay hain jab’kah Akbar ka apnadiya howa deen tha haan naam albatta mosalmanounka sa zarour tha. Taqat aur iqtadar ko darusti kapaimana nahain banaya ja sakta warna ambyashohada solaihain waghera bhi is ki zad main aa jaeingay.Eak shakhas far far angraizi boul laita hai kya os kois kamal kay hawala say angraiz ya kamal ka parhalikha kaha ja sakta hai. jawab yaqinun nafi main hoga. yazeed kay hath main haqomat ka bataira aa giyakya woh is batairay kay hawala say pak saaf Ganganihaya sacha socha aur haq’parast mosalman hogiya aur jis nay sachaee aur rasti kay liay apni aurapnoun ki jan tak day di woh (Allah mujhy moaaffarma’ay) ghalt aur haq say hat kar ho giya?!Aisi soch se bhar kar aur koon si hamaqat wali sochho sakti hai.
8Agar dalael hi sab kuch hotay to insan ka mazhab aurnazriya eak hota. Koee aur cheez bhi hai jo zindgi saymout ki taraf lay aati hai aur yah haq sach par emanhi hai. hi hai.Daktar siraf ossai ko kehtay hain jis nay Doktrait kidigri hasil ki ho. Jabkah orf-e-aam main dawa darusay her ta’alaq rakhnay walay ko daktar kehtay hain.Jis nay MBBS ki sanad hasil ki ho woh daktar nahainhota. Taham onhain daktar hi kaha jata hai. PhDwalay APC goli se bhi na'waqif hain. In sahib nealoom e islamia main PhD naihain ki, kehlatay daktarhain.Jo shakhas is bariki say aaga nahain hai woh to herdawa daru bachnay ya dawa daru ki digri walay kodaktar keh lay to baat samjh main aati hai laikin jojanta hai kah woh daktar nahain hai phir bhi daktarkehla’ay kiya yah baad diyanti nahain hai?
9zakr naek khud ko daktar kehlata hai aur janta haikah woh daktar nahain hai. Eak baad’diyanat ki baatko darust kis tara maan liaya ja’ay?Yahaan to pishab say koee tilak kar mar ja’ay wohshaeed jabkah Hussain Haq aur Rasti kay liaymaqtoul howay woh shaheed nahain. Goya darustwoh hai jo apnay ehad ka sab say bara baad’kirdartha.zakr naek janta hai kah woh siraf aur siraf hafzay kataiz tota hai phir bhi aalim kehlata hai ya ossay kahajata hai. Wah kya baat hai is galay saray aurbaadbu’dar mordar nazriay aur insaf ki.zakr naek nay aaj tak koee naee tehqiqi cheez nahaindi os kay pas to pehlay say mojoud malomaat kazakhira hai aur is zakhiray ko dakh son kar ballayballay aur jay jay kaar ki ja rahi hai. Koee naee
10tehqeeq, naee tozee ya tashreh paish kary ta’kahtehqeeq kay midan main farakhi aa’ay aur insan kibhalaee bhi ho. Totay ki tara rata howa sabaq far farbolay janay say ya zobani hawalay diay janay saytehqeeq ko koee faeda na ho ga.Jin kay pas ilm aur aaghi ki kami hai woh samjhrahay hotay hain kah zakr naek bara kaam kar rahahai. woh shakas kiya bara kaam karay ga jissay sachaur jhout main tameez karna nahain aati. jo shakhaskhotay aur ghoray main faraq nahain kar sakta os kibaat par yaqeen karna eman aur insan dushmni kaymotradif hai.Mein darasl yah arz karna chahta houn kah tarikh kodaikhnay samjhnay parkhnay aur paish karnay karovaeya kitna bhiyanak gomrah’kon aur gona’gar saho chala hai aur jah’parasti main shakhas kis haadtak apni asl say gir jata hai. woh janib’dari main sach
11ka kis tara gala ghount daita hai. Woh jannay kikoshesh hi nahain karta kah woh hiwaniat ki kis satapar aa giya hai. Tarikh ko jannay, samjhnay,parkhnay aur paish karnay ka yah amal tabahi aurhaq’koshi ki taraf lay jata hai. Dosra morakh toshahoon ke geet gata aa raha hai. Tarikh adab maintalashiay. Adab apnay waqt ki sachi gowahi daita hai.maslanChasham e qatil thi mairi dhushmun hamaisha laikinJaisi ab ho gaee qatil kabhi aisi to na thiBahadar Shah Zafarangraiz ehad 1854Majnoon ka koee kya haal pochayyahaan her ghar sehra ka naqsha haiRehman BabaAurang zaib ehadTum liay phirtay ho dastar fazilat
12Log rehtay hain yahaan sar'boridaQazi Jarar Hasni 1972Gomrahi kisi bhi hawala say sehhat’mand cheeznahain. Aap daikh rahay hain ghalt biyani kay natijamain kitna lahu baha aur lahu behnay ka yah amalabhi tak apnay ikhtatam tak nahain poncha. Aaptarikh ko daikhtay hain jah’parasti hi sab say holnakcheez rahi hai. Is main ab tabdili aa jani chahiay.Ehad-e-rafta ho ya dour-e-hazar, tamam hakomtiadaray yahaan tak kah adliya bhi baadshah hi kijotioun main panah laiti rahi hai. Is baat ko youn bhikaha ja sakta hai kah adaray hakumat bachao kayliay tashkeel diay gay hotay hain.Aap ko maloum ho ga, koee arsa daraz ki baatnahain, kal parsoun ki baat hai, Tipu kay pas moutkay elawa bhi dou aur rastay mojoud thay wohsorang kay zariay farar ho sakta tha ya phirhaith’yar daal sakta tha laikin os nay mout ka rasta
13montakhab kiya. Ab aap os ko bai’waqouf kahain gaylaikin mard aisa hi kiya karatay hain aur issi mainoon ki izzat poshida hoti hai ya youn keh lain issihawala say hi onhain mard kaha jata hai.Kiya aap baroni qovatoun kay gamashtoun ko Tipusay bar’tar ya os kay barabar ka samjhain gay ?Kiya aap Rana Sangh’ram ya phir Raja Poras kodash’bhagti kay hawala say kam’tar qarar dain gay?Is main koee shak nahain kah woh shakast kha gaylaikin her insaf’pasand onhain salam o parnam hikaray ga.Kuch aisi hi surat aur logoun kay sath mojoud rahihai. Aurangzaib chounkah mosalman tha is liay aapossay acha aur behtar qarar dain gay? Go’ kah os kabaap Shajahan issi laeq tha jo os kay sath howa yakiya giya laikin Aurangzaib nay koun sa teer mar
14liya? Os nay jo kuch kiya sab khoub khoub jantayhain.Eak Goru Sahib os kay hatoun maray gay.Itni bari hakumat barbad honay aur tafreeq-o-nafaaqki bonyad os nay rakh di.Hum es liay ossay sacha kartay rahain kah wohmosalman badshah tha to yah kahaan ka insaaf hoga. Diskashan karnay ki baat to yah hai kah tarikh kosamjhnay, jannay, parkhnay aur paish karnay kanahaet bora rovaeya jo sadyoun say chala aata haiaur aaj jab’kah taraqi ka dour kehlata hai, is dourmain to tarikhi hawaloun ki tafheim main tabdili aanichahiay.Agar aap kay khayaal main is tehreer main kehnay kikoee baat nahain to aap janay dain jis ko koee baatnazar aa’ay gi woh zarour is moamlay ko sanjida laygay ya phir aap kay pas ziyada say ziyada is tehreerko daleet karnay ka ikhtayar hai, aap os ka ba’khobi
15istamal kar saktay hain.Ab Farmaeay,kya kehtay hain Olma-e-Haq is ratu totay kay baraymain?!
16Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota MaqsOOd HASNI ABUZAR BARQI KUTAB'KHANA JUNE 2017
Search
Read the Text Version
- 1 - 16
Pages: