Important Announcement
PubHTML5 Scheduled Server Maintenance on (GMT) Sunday, June 26th, 2:00 am - 8:00 am.
PubHTML5 site will be inoperative during the times indicated!

Home Explore ANGRAIZI KAY URDU PAR LISANYATI ASRAAT

ANGRAIZI KAY URDU PAR LISANYATI ASRAAT

Published by maqsood5, 2017-06-05 11:47:50

Description: ANGRAIZI KAY URDU PAR LISANYATI ASRAAT
Maqsood Hasni
Abuzar Barqi Kutab’khana
May 2017

Search

Read the Text Version

1 ANGRAIZI KAY URDU PAR LISANYATI ASRAAT Maqsood Hasni Abuzar Barqi Kutab’khana May 2017

2 ANGRAIZI KAY URDU PAR LISANYATI ASRAATOmuman samjha socha aur kaha jata hai kah hakamzobanain mahkoom zobanoon par lisani hawalah seasar’andaz hoti hain , yah nazrea eak haad tak darust hosakta hai likin es ki sehat ka mokamal toor par eqrarnahain kiya ja sakta. Zobanain kisi bhi hawalah se jab eakdusray kay qareeb aati hain, apna lisani asar zaroorchoorti hain. Kam ya zeyadah asar kay zeman main chandomoor paish paish rehtay hain. Maslan1- Awazoon ki ginti aur oon ka lisani nazam2- Zobanoon ki lachak’pazeri3- Mutradaf aur mutbadal aawazoon ki farami aur mojodgi4- Bolnay waloon kay mazaj rujhanaat aur khasusi ravaeay

35- Bolnay waloon ki mail mulaqaat ki suratain aur zaroratain6- Majmoe aur shakhsi andaz-o-atwar7- Halaat, qudrati mahool, aur moashrat8- Zaroratain aur oon zaroratoon ki noeat-o-ehmiat9- Zobanoon ki anna, jo oon se mukhsus hoti hai10- Aalaat-e-notaq aur moavan aalaat-e-notaq11- Mutradfaat-o-Mutbadlaat12- Murakab aawazainMujbori se juray afaal estakam se door rehtay hain yaphir oon ka saliqah darust nahain hota. Yah bhi mumkinhai kah oon kay andaz-o-atwar na’darust rahay hoon.Bahar’toor kahein na’kahein kharabi, kaji ya adhoray’punki koe na’koe surat zaroor baqi rehti hai jis kay sababaatay waqtoon main oon afaal ki moot waqey ho jati haiaur woh qessah-e-parenah ho kar reh jatay hain.

4Mukhtalif alaqoon aur qomiatoon se motalaq logBar-e-Sagher main mukhtalif hawaloon se aatay jatayrahay hain. Bar-e-Sagher ki zobanoon nay badaisizobanoon se asraat qabool kiay. Urdu nay bhi badaisizobanoon se asraat qabool kiay. Urdu dunyaan ki tamaamzobanoon se ziyadah social, milan’sar aur lachak’pazeerhai. Essi wajah se aaj yah dunyaan ki dusri bari zoban haiaur es ka daera-e-ezhar mahdood nahain. Jab yah bolirahi ho gi, es ka qad-o-kath batata hai os waqt bhi ezharkay moamlah main os ehad kay motabaq mahdood nahinrahi ho gi. Yah jab aur jis se mili os ko apna kar liya.Hoor, ahwaal, oqaat, majlis, misaintuo chain, touch, mint’mar, chargalmaicha, naicha,ladiaan votran, sportran wagherahab Arbi ya Angraizi kay alfaz nahain rahay. Urdu zoban

5main en ki apni haiseat zarorat istamal aur nahvi set uphai aur Urdu kay apnay lisani nazam se mukhsus hai. Isqesam kay un’gint alfaz Urdu kay liay ajnabi nahain hainaur na’hi in kay istamalaat Arbi ya Angraizi kay lisaninazam kay marhoon-e-mint hain.Angraizi Bahadar Shah Awal (1712) se taqrebanBar-e-Sagher kay liay majbori ka darjah ikhtayar kar gaelikin jab Urdu kay jussay ko malahzah kartay hain toba’khoobi andazah hota hai kah essay kisi bhi hawalah semajbori ka naam nahain de saktay. Angraizi alfaz koqaboltay samay kahein aur kisi moor par es ki annamajro hoti nazar nahain aati. Badaisi/Mahajar ko es kianna kay hawalah se libas ekhtayar karna para hai.Shalwar Qameez pehnay bagher os ki nahain bani. Herbadaisi lafz Urdu kay zaati hawalah se apni shanakhtrakhta hai. Angraizi alfaz ko qabonay ki bohat sarisuratain samnay aati hain. Agli satoor main chand eak katazkarah kar raha hoon ta’kah es hawalah se kaam ko

6aagay bharnay main, kisi haad tak sahi, madad mil sakay.Es tehreer ki tayari kay liay Qeblah Syed AkbarAllahabadi kay qalaam se bhar’poor estafadah kiya giyahai. Bawar rahay mojood talafaz kay motabaq alfaz kayendraj ki koshesh ki gae hai.• Bay’shamar angraizi alfaz Apni asal ashkaal kay sathUrdu zoban main dakhal ho gay hain. Oon ki yahaan farestdaina mazmoon ko la’yaeni tawalat dainay kay mutradafho ga.• Angraizi aur Urdu ki amaizash se mukhtalif qisamkay aamaizay/marakbaat parhnay sonnay ko mil jatayhain. MaslanEnglish masadar, Lat sahib, jhutay biskit, natural cheez,natural baat, paper dhandli, shookh mis, natural hai, aglakoras, anrairi andleeb, london tak/talak, gharbimashinoon, paish commission, maghrabi operation, dhilipatloon, shakhastah note book, shiya college, siyasicommittee makhfi policy/palisi, angraiz society, tikat

7ghar, dak train, mula majistrate, sufi professor, politicalzarorat, third walay, sintific tareeq, social halat, politicalaab-o-hawa, eak inch, liague se, kolaig se, bar main, jailmain, college kay, college main, hotal mainalam-e-teacher, mis-e-farang, milat-e-angraiz,khooh-e-kalaktar, taraqi-e-pension, meh-e-nature,chasham-e-mis, shah-e-england, shah-e-jarmany,mission-e-enkalaab, taqleed-e-english, saz-e-piyano,androon-e-asia, deen-e-naturi, shahid-e-hotal,sarjun-e-raqeeb, fikar-e-salution, ehhad-e-english,pabandi-e-patloon, patloon-o-kot, banglah-o-biskit,latin-o-english, college-o-teacher, englastan-o-jarman,shaikhi-o-kalarki, naghmah-e-aspensar-o-mal,karnal-o-comissioner, naghmah-e-yorap,ghamzah-e-enginiri, mai-e-london, saya-e-hotal,nokri-o-membriso-e-london, nuskhah-e-resolotion, kochah-e-service,tazkarah-e-college, tazkarah-e-visit, pardah-e-sacreen,

8kiresmis ka pechla, kalaktar ka day, aspeach ka honar,aspeach ka sur, taitar ka sama, hukam English ka, englishka bojh, yorap ka qafiya, council ka vote, masjid kanotice, shahi ka charage, kalaktar ka didar, university kamaslah, bikit ka choor, biskit ka joor, lecture ka sabaq,enlish ka door dorah, beaf ka chaska, patloon ka paich,astation kay sadqay, fesion kay sadqay, fasion kay khalaf,fasion kay sath, bangloon kay moqeem, college kay kiray,college kay mufti, putloon kay batan, yorap kay log,English kay falait, parh kay angraizi, government kaydaftar, nito kay wastayizzat ki history, yorap ki taraf, boot ki char char, wahdatki mistari, history ki basti, aspatal ki dawa, deputation kisar sabzi, college ki bakvas, league ki government, nitochacha, yorap ki dastan, rail ki patri, nito ki ghis ghis,maiz ki varaity, leader ki raqasi, nito ki tunkhah, Londonki masjid, aschool ki garaimar, shitan ki sectarybangloon par tarkay, paraid par qoaed, paraid par laid,

9chahray par gilat, moter par sawar, stage par dunyaan,committee aur resolution, tajarat aur politics,December ho ya augest, history ko bhool stage kosanwar, votoon main mukhtalif, bangloon se namaz,bangloon main namaz, government to kush hai, angraizihi ko, bari mistake, government hi responsible, league sekeh do, choor literature ko, majoon nay kot pehna,munchi kah kalarak, government ki policy, kilisa mainangraizi, resolation kay seva, yorap nay kaha, bai’tekatfareshtay, madam diyana• Sabqoon lahqoon ka bhi bari khoobi se istamal hotrehta hai. MaslanBay’tikat, khushnama dinner, dilkosha sciene, bay’harm,bila’gilt, bila’colour, bila’operation, miss na’shanas,pension yaftah, banglah nasheen, science dan, kalarkbaadshah, kalark baadshahi, mumkinilty, trarablaatwagherah• Urdu masadar kay sath angraizi alfaz ka estamal

10aam se baat hai. Baz aisay marakbaat hain jo mohavraykay darjay par faez ho gay hain. MaslanAspatali ho rehna, operation karna, operation hona,operation ho chukna, editor banna, edit karna, advancedaina, advance laina, bag sambhalna, batan kholna,putloon charhana, patloon dhili hona, reject hona, rejectkarna, rail par charna, teckt katna, select hona, selectkarna, sciene dekhana, science bunna, science banana,sciene daikhna, photo chatna, photo dikhana, photo laina,photo daikhana, photo khichna, college ki rah laina, lifelikhna, life raqam karna, life banna, life banana, lifebigarna, life tabah hona, mistar hona, wish karna, landhona, land karna, motor pakarna, waqt pass hona, waqtpass karna, history likhna, history parhna, nation banana,defance hona, defance karna, copy karna, copy hona,botal se pina, report likhna, report likhwana, reportdaina, lecturer sonna, lecturer daina, lecture hona,lecture jharna, lecture pilana, tekat katna, tekat katwana,

11tekat milna, committee milna, committee dalna,committee dalna• Angraizi alfaz ki jamein Urdu kay apnay lisani nizamkay zair-e-asar tarkeeb pati hain. MaslanBangloon, calljoon, kalarkoon, laidioon, misooon,membroon, votoon, voteroon, biloon, bankoon,universitoon, scholoon, motoroon, sportroon,teacheroon, doctoroon, professoroon,Misain, busain, carain, calainCommitiaan scocitiaan, veritiaan waghera• Bohat se angraizi alfaz ki Urdu main aawazainbarhae ghatae gae hain. MaslanSchool se ascool, scheme se askeem, steam se asteam,sacutar se askotar• Yay aur ee ki barhoti se alfaz bananay ka ravaj aamhai. Maslan

12Aspatali, ministry, ragistari, daktari, mastari, kalactari,clerki, leaderi, aishiae wagherahKhudsakhta alfaz masla mokinilty, wajbal, sochanable• Moanas bananay kay liay daisi toor ekhtayar kiayjatay hain. MaslanDaktarni, masterni, membarni, afsarni, ledarrni,tarablaat, faradi waghera• Bohat se alfaz tabdili-e-mafaheem kay sath Urdumain dakhal ho gay hain. MaslanBlade, break, discharge, taxi, copy, glass, circle, carkat,school, tube, lead, plate jug waghera• Baz jamein Urdu main wahad mustamal hain. MaslanMedia, bictairia• Mutbadal aawazoon kay sath bohat se alfaz parnaysonnay ko mil jatay hain. Masancd se ct, praid se parait, wagherah

13• Alfaz gharnay ki adadt tamam zobanoon main barihai. MaslanBaek, tuch, lakat chain, pilshun, gainsa (gass), tony blade,jaraj bursh (buch),Chain’step (change step), tuochun, rapat waghera• Talafaz ki tabdili aur tabdili-e-ashkaal ka aam ravajhai. MaslanMarbal, garaemar, maral, bursh, such, batal, banglah,varaeti wagherah• Bohat sari ashya kay naam, omomi bool chal maindakhal ho gay hain. MaslanCooler, farej, desh, fish, glass, matan, beaf, wall clock,washing machine, wash room, bath room, kitchen,television, telephone, baisan, blade, ovan, bed, shampoo,bed sheet, chair, table, boot, coat, iron, cooker, shirt,vcr, shameiz, cup, soop, book, copy, pencil, pen, modalpaper, medical wagherah

14• Bohat sari adviyaat aur medical se motalqaat kaynaam aam bool chaal main dakhal ho gay hain. MaslanBrufen, septran, ponestone, paracetamol, disprine,needal, nurs, surjan, ms, medical store, blood group,medical offcer, emergency delivery, care, ward waghera• Foji ohdoon aur foj se motalqaat kay naam Urduzoban ka hessah ban gay hain. MaslanCaptain, karnal, major, wing commander, wing headquarter, field officer, gun, tank, machine gun, brain gun,praid ground wagherah wagherah• Dafatar kay naam Urdu main dakhal ho gay hain.MaslanPresident house, Prime minister house, Assemblyhall/chamber, governor house, subae secretariate, dcoffice, sp office, post office, sdo office, edo office, deooffice, wapda house, inspectorate, doctorate, ag office,account office, police station, railway station, booking

15office, wagherah• Un’gint civil ohdoon kay naam Urdu main ravaj pagay hain. MaslanMetar redar, driver, post man, lungar commandar, lineman, clerk, head clerk, accountant, controller, principal,head master, judge, session judge, barester, dg,economist, accountant garnal, dean, counciler, manager,casher, gate keeper director wagherah• Bohat saray niji adaroon kay naam angraizi amaizhain. Maslan• City view high school, pakistn modal high school,garden town college ofscience, alkhair university, Irhapostgraduate college, Lahore college of sciences, shibadelivery house, raza health service, saeeda healthcentre, qamar health calinic, noshabah beauty clinak,nikhar beauty parlar, nitasha beauty centre, jaded bookhouse, ezhar sons, ferooz sons, taj compney, Ahmadcloth house, sajid landry, kasur landry, shizan baikery,

16nazir anaetullah transport compney, zaki transportcompney, chenab transport services wagherah• Bohat saray purzoon kay naan Urdu main mustamalho gay hain. MaslanRing pistan, liver, break, bell, haran, ranch, sacru,handle, stayring, madguard, tyr, tube, carboraitar, axsal,chain, carrier, plug wagherah• “Un” donoon zabanoon ka mushtarkah sabqah hai.MaslanUn’parh, un’gint, un’haad, un’jan, un’daikha, un’mit,un’data waghera

17 ANGRAIZI KAY URDU PAR LISANYATI ASRAAT Maqsood Hasni Abuzar Barqi Kutab’khana May 2017


Like this book? You can publish your book online for free in a few minutes!
Create your own flipbook