Important Announcement
PubHTML5 Scheduled Server Maintenance on (GMT) Sunday, June 26th, 2:00 am - 8:00 am.
PubHTML5 site will be inoperative during the times indicated!

Home Explore maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain

maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain

Published by maqsood5, 2016-11-23 08:30:54

Description: maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain

پیش کار
پروفیسر نیامت علی مرتضائی
paish'kar
prof. niamat Ali murtazaee

ابوزر برقی کتب خانہ
نومبر ٢٠١٦
abuzar barqi'kutab'khana
nov.2016

Search

Read the Text Version

Tum na howay toYah ghazab ho ga? ban jao gayDoo hisoon main bat gay hoJivan say thora hat gay hoDhoray chehray mainParakh ka soraj doob raha haiDoor gharab sayDoor gharab sayHavas kay sholay

Shikmoon main,Bhook ban kar otray hainRooh aur dilDhowaan pitay hainZehar ogaltay hainDoor gharab sayHavas ka sholayPholoon kay taiwarKalyoon ki aashaeinCharaghoon ki moskanainSubh shaam nigaltay hainHobal kay hath

Sharaq kay laat-o-manaatAnna baich chokay hainKalmoon kay sinay ka sachBaraf howa haiAas kay panchiPawan ki aasha lay karApnay apnay malja kay dar parGalay saray moqadar kiChoki bhartay hainWo janat hain:Hobal,Shitan ka bar dani hai

Barhma ho kah VishnuAisa bar dan kab daitay hainDoor gharab sayHavas kay sholayShikmoon main,Bhook ban kar otray hainhttp://www.forumpakistan.com/door-gharab-say-t25355.html#ixzz4KmDyvg4JQarzRat jagoon kay lashay par

Masaftoon ki subh nayKarb mosamoon kaySab zeharJaan liwa manzarSach say doorSapnoon main mehsoorOmeed kay kafan parLikh diya haiSohnahray khaab, raishmi sapnayGhamirta ko behlaein gayTapak tapak kay solain gayMout kay qadmoon ki chaap

Zeest ka bojh otha karQabr ko chal day gaOmidainZindgi ka qarzBai sar-o-samaniMout ka qarzNasri GhazalJin rastoon par chal kar aaya thaWo rastay darya ki nazr howayAur rasta mairay ghar ko jata nahain

Kitnay zabt ki baat haiDarya qadmoon main behta haiPiyas bhi, piya yaad nahainChoor aaein gay to kiya lay jaein gay?Aanay wala aa'ay ga, oth darwaza khoolJin aankhoon main dam kham ho gaDaikh lain gay kan son lain gayTairgi kay dar par sholoon ki dastak

Waqt say pehlay suraj ki tamana na karAndhairoon main daikhna sikhYa phir apna suraj nikalNasri GhazlMarnay waloon par rona kar day bandMartay ko bachaJawab aa'ay ga, mat sochoth, agla khat likhMat baith, qaafla aa'ay ga kalTu aaj hi chal

Maqtal say aanay waloon kikiya piyas bhoja'ay gasaat somandar, jalAuroon ko choorwaqt ka kehna haiApni keh, apni karEsa masloob howa ho gaTu bhi to latka howa haiOs ki mohabat eak hamaqat

Os kay hath main khishtZira pehan,hath main pathar rakhNa ro chop ho jaOs ka sina to patharTairi Aankh ka kajal abhi phela nahainTairi Aankh ka kajal abhi phela nahainTairay boloon ki kalyaan abhi jowaan hainKalae kay talae churay ki khanakKab kal say joda hoe hai

Kuch bhi to badla nahainTairi dunyan main koe aur thaMain yah kaisay maan loonTu to wohi haiJis nay mairy soch kay darwazay parSabr ka phera batha rakha haiSochna yah haiKis karda gurm ki wo saza thiKah tu mujh say khafa thiYa yah koe annokhy adda thi?Tu kayoon mujh say bai'parwa thiTum nay mujh ko sochnay nahain diya

Apni zaat kay jaziroon ko khojnay nahain diyaBand kowaroon kay pechayTujhy sochnay ki Aarzoo ka chehraKabhi jita tha kabhi marta thaMain sochay hoon?!Kaisay tum ko scoh sakoon gaMairi itni basaat kahaanTum wahaan ho jahaan main nahainMain zarra tu paharoon ka badshaMain zamein tu AasmaanHaan itni tashfi zaroor haiAakash ki shanakhat zamein hai

Main tairi shanakhat hoonAur tu mairy honay ka sabootAb main tujhay tairi ijazat say sochta hoonShararti KurriForum Family MemberSaudia Arabiawow vely nyssh Coolmu$aSenior Proud Pakistanihmm bohat khooob..

Dr Maqsood Hasnidonoon dostoon ki tovajo aur mohabat k liay mumnoon hoon.Allah aap donoon ko kush rakhy.Shararti KurriForum Family MemberSaudia Arabiadua k liye shukriya bhai Smile Coolhttp://www.forumpakistan.com/tairi-aankh-ka-kajal-abhi-phela-nahain-t48333.html#ixzz4KmCjSS8W

Subh ki aankh mainSubh ki aankh main jab phaila kajalMairi pardhan hoeTairi kay sar par khaak pariSur kay galu main sandhoor ka tikkaMaangay kay geet mushk aur umbar tehrayMakash kay naghmoon say tabla niklaDaram os main jidat tehraSawan nay dhoop barsaeJaith nay saya china

Goli kamzori ka laikh baniFaryadi andhairoon main dobaPiyas kay hathoon goyae ki mirti hoeChiti pagri chamchoon kay sar parHur apna sar,Gora house main dhondainChurch main sankh bajaHaq na'haq howaMinta kay sar par soo jotayNotoon par baithay baba ji kiJay jay karBin notoon kay her soo phat'kaar

Jis rukh suraj ki mirti hoeWo fatwa'gah tehraHakeem tabeeb gongay behrayDaktar kay hathoon main notoon ki boriSach ki aankh say machar,Jhout ka kajal koon nikalay?!Jo bolay woh baihaalJo na bolay woh nihaalPhir bhi sab bolo,Sath siri akaalAb main tujhay tairi ijazat say sochta hoon

Tairi Aankh ka kajal abhi phela nahainTairay boloon ki kalyaan abhi jowaan hainKalae kay talae churay ki khanakKab kal say joda hoe haiKuch bhi to badla nahainTairi dunyan main koe aur thaMain yah kaisay maan loonTu to wohi haiJis nay mairy soch kay darwazay parSabr ka phera batha rakha haiSochna yah hai

Kis karda jurm ki wo saza thiKah tu mujh say khafa thiYa yah koe annokhy adda thi?Tu kayoon mujh say bai'parwa thiTum nay mujh ko sochnay nahain diyaApni zaat kay jaziroon ko khojnay nahain diyaBand kowaroon kay pechayTujhy sochnay ki Aarzoo ka chehraKabhi jita tha kabhi marta thaMain sochay hoon?!Kaisay tum ko scoh sakoon gaMairi itni basaat kahaan

Tum wahaan ho jahaan main nahainMain zarra tu paharoon ka badshaMain zamein tu AasmaanHaan itni tashfi zaroor haiAakash ki shanakhat zamein haiMain tairi shanakhat hoonAur tu mairy honay ka sabootAb main tujhay tairi ijazat say sochta hoonAlex90905 Star MemberIt is a nice one, doc. Did you write it??

Dr Maqsood Hasnibari bari meharbani janab.ji haan,yah satrain mairay hi qalam se nikli thein.Alex90905 Star MemberThat makes it even more brilliant. Very touching and not a bit of itamateurish, NICE!Dr Maqsood Hasni

aap k qlam se nikle her lafz ne mujhy itabar diya hai. achy aurkhoob'surat log achi aur khoob'surat baat karte hain.ab to dil chahta hai aisi hi aur chizain paish nkaroon.Allah aap ko kush rakhyAatishForum Family MemberDXB !V.nICe ShArIng G.!!!Dr Maqsood Hasnitovajo k liay ehsan'mand hoon

Sohni Kurri5 Star MemberPakistan, Norwayzabardast!!!Dr Maqsood Hasniaap sab kitne ache aur mohabat kane wale log ho.Allah aap sab ko kush rakhy.Sohni Kurri5 Star Member

Pakistan, Norway Dr Maqsood Hasni wrote: aap sab kitne ache aur mohabat kane wale log ho.Allah aap sab ko kush rakhy.Ameen ,, or ap bhi hamesha khush rahehttp://www.forumpakistan.com/ab-main-tujhay-tairi-ijazat-say-sochta-hoon-t53362.htmlKagaz par jigarChand ki kirnoon say gazal ki bheek mangi

Os nay kasay main doo boondain rakh deinKeh gazal aankhoon ki thandak ho ja'aySeep nay marvareed diayKeh dil os ka pur'sakoon ho ja'ayQosoqaza nay surkhi bukhshiKeh rokh os ka misal-e-yaqoot ho jaeyTablay ki thaap nayGhungro ki jhunkar nay maus nahain kiyaNaseem-e-sahar say dast-e-sawal daraz kiyaQabroon kay katboon say bhiGazal ki bhek mang kay layaSimaab say baiqarari lay li

Lehroon nay Baghawat day diGolab kay pas bhi giyaOs nay kasay ko bosa diya(aur) Apni ek punkhri rakh diKasa labraiz ho giyaKhush tha----------'Aaj mairi mehnat rang la'ay giWoh mairi ho ja'ay giDaman maira khushoon say bhar ja'ay gaGazal kay chehray parHosein sa onwan likh day giKhalos ki tashtari main saja kar

Jab gazal mein nay paish kiJasarat par mairi woh bhiphar gaeZabt ki patri say oter gaeBoli,\"Bhikari---------------!Apna khoon-e-jigar nachoor kay laoKeh gazal say zindgi ki khushboo aaeRahat oon kay liayLahoo ki ek boondKaenat say bhari haiPhir os nayApni chati say joda karkay

Apni bachi mairi goud main rakh di(main nay daikha),Mumta ki bahoon main gazal thiMumta ki nigahoon main gazal thiBachi kay laboon parBachi ki onglioon mainBachi ki sansoon mainMagar bachi to sarapa gazal thi(mashahiday main hi tha)Os nay bachi mujh say lay liMairi goud main sharmindgiDamandgi rakh di

Apnay aur maangay ki cheez mainkitna faraq hota haiWoh laeq-e-fakhr-e-saad iftakhar thiPur'waqar thiMain tinkay say bhi bai'waqar thaOs ka sar tana howa thaMaira sar jhuka howa thaKeh gazal kay chehray parBheek ka paiwand laga howa thaGazal ka badan zair-e-atab thaMain bhi to har gaya thaWoh moskra rahi thi

Gazal satpata rahi thiEjtihaad ka dar wa howaRawaet ka deep bujh giyaHaqiqat say parda oth giyaSha'ir nahain, main to bhikari thaKursheed zaef ho giyaMahtab zard par giyaGolab murjha giyaTablay ka pool khul giyaJhankar thum gaeSamundar nadamat pi gaeKasa doo lakht howa

Jo jis ka tha lay giyaAblees kirchaan chunnain lagaBhikari mar giyaQabroon ko apna diya mil giyaSha ir jaga-------,Zaat main kho giyaKhamshi sha gaeZaat main inqalab aa giyaAndar ka lawa obalnay lagaHaad say gozarnay lagaAblees kay qehqahoon ka sisala rok giyaAb zaat thi

Sha'ir thaAankhoon main lahoo ki bundainHath main qalam thaAur kagaz par jigar thaWaqt kaisa azaab laya haiWaqt kaisa azaab laya hai Tum kab laeq-e-mohabat ho?Aaenay main apni shakal to daikhoQasid yahhi jawab laya haiGoya khat main ataab laya hai

Jo sar kay bal chalay thayNa kaam tehrayPar ghar golab laya haiZelikha ka eshq sacha sahiWoh barhana pa kab chali thiPaya omodi chal chala haiHer zinda qabr mainAankh daikhti nahainKan sontay nahainWaqt kaisa inqalaab laya haiBaresh qaraz dar badloon kiBadil binae ko tarsain

Zakhmi zakhmiHer sohagan ki kalaeBaiwa sola sangar main haiWaqt kaisa inqalaab laya haiWaqt kaisa azaab laya haiAb main tujhay tairi ijazat say sochta hoonTairi Aankh ka kajal abhi phela nahainTairay boloon ki kalyaan abhi jowaan hainKalae kay talae churay ki khanakKab kal say joda hoe hai

Kuch bhi to badla nahainTairi dunyan main koe aur thaMain yah kaisay maan loonTu to wohi haiJis nay mairy soch kay darwazay parSabr ka phera batha rakha haiSochna yah haiKis karda jurm ki wo saza thiKah tu mujh say khafa thiYa yah koe annokhy adda thi?Tu kayoon mujh say bai'parwa thiTum nay mujh ko sochnay nahain diya

Apni zaat kay jaziroon ko khojnay nahain diyaBand kowaroon kay pechayTujhy sochnay ki Aarzoo ka chehraKabhi jita tha kabhi marta thaMain sochay hoon?!Kaisay tum ko scoh sakoon gaMairi itni basaat kahaanTum wahaan ho jahaan main nahainMain zarra tu paharoon ka badshaMain zamein tu AasmaanHaan itni tashfi zaroor haiAakash ki shanakhat zamein hai

Main tairi shanakhat hoonAur tu mairy honay ka sabootAb main tujhay tairi ijazat say sochta hoonhttp://www.forumpakistan.com/ab-main-tujhay-tairi-ijazat-say-sochta-hoon-t53361.html#ixzz4KmAGEJJSGher qanoniYah to mehaz kehnay ki baat hai warnaRait ki diwarainQaem nahain rehteinGher qanoni ortoon say dost

Khala main rehti haiAur khala main parwaz kartay parindayAgarchah zamein kay bhi mehtaj hainLaikin,Khala hi oon ka watan haihttp://www.forumpakistan.com/gherqanoni-t25737.html#ixzz4Km8uAi2tqehar nazarZindgi tujhy kayoon aawaz doonLao khud hi pi laita hoonMunsaf ka qalam

Kisi ki qehar nazarQalam kar gae haiDou Nasri HaikuUrdU: Maqsood HasniSindhi Tarjama: (Late) Mahar KacheelviRangan jo paband mosawarJuon jo rangein tasawarKein dase saghndooChand raat hiak ajnabiMun mi dajla jee

Preveo ochDr Maqsood Hasnishukariya janabAllah aap ko kush rakhypaish karoun.fizagul44 KARACHIThis pair of small eyes,This pair of small eyes,Help in saying big things,

Love not expressed from lips,Is confessed by a wink.At any place in the world,Her eyes keep searching for me,Sparkle of her eyes is moved to her lips,After she finds me.Dr Maqsood HasniAllah aap ko khush rakhehttp://www.forumpakistan.com/dou-nasri-haiku-t55716.html#ixzz4Km5BnbqO maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain ‫پیش کار‬

‫پروفیسر نیامت علی مرتضائی‬ paish'kar prof. niamat Ali murtazaee ‫ابوزر برقی کتب خانہ‬ ٢٠١٦ ‫نومبر‬ abuzar barqi'kutab'khana nov.2016


Like this book? You can publish your book online for free in a few minutes!
Create your own flipbook