Important Announcement
PubHTML5 Scheduled Server Maintenance on (GMT) Sunday, June 26th, 2:00 am - 8:00 am.
PubHTML5 site will be inoperative during the times indicated!

Home Explore Maqsood Hasni Aur Samaji-o-Akjlaqi haqaeq

Maqsood Hasni Aur Samaji-o-Akjlaqi haqaeq

Published by maqsood5, 2016-08-07 06:32:37

Description: abk_ksr_mh.785/2016

Maqsood Hasni
Aur
Samaji-o-Akjlaqi haqaeq
Tadvein
Prof. Niamat Ali Murtazai
Abuzar Barqi Kutab'khana
Aguest 2016

Search

Read the Text Version

Maqsood Hasni AurSamaji-o-Akjlaqi haqaeq TadveinProf. Niamat Ali MurtazaiAbuzar Barqi Kutab'khana Aguest 2016

FaristIlm aur takabarKiya baiti eak bojh hai?!Bahar nikal kar to daikhoNaram goshaDushwar nahainkharbozay say kharbozayah na'siraf

kafi hota haiChar SouYah keh karTakabarJab insanZindgi kokiya yah sab layaeni hai?! Ilm aur takabarIlm aur takabar kabhi eak sath nahain

chal saktay kah aag aur pani ka nibhaimkan say bahar ki cheez hai. Ilm kaejz aur inksar say qorra milta hai. Kabkisi nay bharay bartan ki aawaz sonihai. Takabar ilm kay sab darwazayband kar daita hai. Shatan nay apnaymada-e-takhleq kay elava ilm par bhinaz kiya tha, maat kha giya aurraend-e-darga tehra. Nashukarrahonay ke sabab Aaqa ki ataoon saymehroom ho giya. Woh aur os kaysathi lanti qarar pa' ay. Jab'kahAadam safi ullah apnay ejaz ki

ba'doulat na'sirraf manzoor-e-nazarhoway balkah Khalifa kay laqab saymalqoob howay.Fri Sep 14, 2007 11:22 pm_________________ugwaraichSenior Proud Pakistaniukbohat khoob janab, bilkul sahi kaha.Sat Sep 15, 2007 5:55 am_________________

Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabbari bari meharbani janab.Allah aap ko kuch rakhy.Sat Sep 15, 2007 5:06 pm_________________luckyFull PK MemberusaKiya kehna hey, wah wah janab.

Mon Oct 15, 2007 4:24 am_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabaap ki es mohabat k liay dil-o-jan sayshukar'gozar hoon.Allah aap ko kush rakhy.Thu Oct 18, 2007 2:26 pm_________________Riya

Forum Family MemberIslamabadBohat khoob kaha hai aap nay !!Thu Oct 18, 2007 5:57 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabyah aap ki ata aur mohabat hai.Eshvar aap ka bhala karay aur kushrakhy.

Thu Oct 18, 2007 10:21 pm_________________RiyaForum Family MemberIslamabadDr Maqsood Hasni wrote:yah aap ki ata aur mohabat hai.Eshvar aap ka bhala karay aur kushrakhy.btw if u don't mind aap bataien gaykay aap kahan say hain ?

Fri Oct 19, 2007 12:22 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabtovajo'farmae k liay mumnoon hoon.muslim; kasur, punjab (pakistan)apna khayaal rakheaySun Oct 21, 2007 4:41 pm________________http://www.forumpakistan.com/ilm-aur-takabar- t2252.html#ixzz4GLI1eGoT

Kiya baiti eak bojh hai?!baiti kabhi bhi kisi door main waldainpar bojh nahain rahi. waaldain os saypiyar aur shafqat kartay aa'ay hain.assal masla yah tha aur hai kah os kaaata kal gher'mahmfooz samjha jataraha hai. yah surat-e-hal aaj kaydoor main bhi mojood hai. shaedaatay kal main bhi rahay. yah eakrovaeya/rujhan hai jis kay liay kabhikuch nahain kaha/kiya giya. is hawala

say wasee tanazur main mutwataraur tasalsal say baat cheet hoti rehnichahiay. is mozo par ahbaab sayguftagu ki istada ki jati hai.Mon Oct 01, 2007 10:00 pm_________________RiyaForum Family MemberIslamabadDr Maqsood Hasni wrote:baiti kabhi bhi kisi door main waldainpar bojh nahain rahi. waaldain os say

piyar aur shafqat kartay aa'ay hain.assal masla yah tha aur hai kah os kaaata kal gher'mahmfooz samjha jataraha hai. yah surat-e-hal aaj kaydoor main bhi mojood hai. shaedaatay kal main bhi rahay. yah eakrovaeya/rujhan hai jis kay liay kabhikuch nahain kaha/kiya giya. es hawalasay wase tanazar main mutwatar aurtasalsal say baat cheet hoti rehnichahiay. es mozo par ahbaab sayguftagu ki estada ki jati hai.Waisay aap ki baat to sahi hai sirf

betiyan hee kiu bete bhi walden perbhoaj nahi hotayolad kaisi bhi ho wo Parents per bhojnahi hoti haiaur waisay kiya aap apnay Topic koclear karien gay kay samajhnay mainasani ho sakay ?Thu Oct 04, 2007 2:29 pm Viewuser's profile Send private messageDr Maqsood Hasnipunjabmein kehna yah chahata hoon

baitiaan piyari hoti hain haan eakrujhan aur rovaeya zaroor tha aur haikah woh bojh hoti hain. bitiaan jitnikhadmat aur piyar kirti hain baitaykab kartay hain. mujmoein surat toyah hai kah donoon oulaad hain aurolaad piyari hoti hai. es ghalt rujhanko khatanm hona chahiay aur ahbaabko es mozo par jitna mumkin holikhna chahiay.Thu Oct 04, 2007 6:35 pm_________________Riya

Forum Family MemberIslamabadDr Maqsood Hasni wrote:mein kehna yah chahata hoonbaitiaan piyari hoti hain haan eakrujhan aur rovaeya zaroor tha aur haikah woh bojh hoti hain. bitiaan jitnikhadmat aur piyar kirti hain baitaykab kartay hain. mujmoein surat toyah hai kah donoon olaad hain aurolaad piyari hoti hai. es ghalt rujhanko khatanm hona chahiay aur ahbaabko es mozo par jitna mumkin ho

likhna chahiay.Yani aap kay kehnay ka matlab haikay Jo betiyan hoti hain wo Achi hotihain aur jo Baitay hotay hain woachay nahi hotay haiaur Waldeen ko zeada tar Betiyon kotarjeh deni chahiay aur beton ko nahi?m i right MR.?Wed Oct 10, 2007 1:41 pm_________________Dr Maqsood Hasni

Senior Proud Pakistanipunjabmeharbani farmatay howay tehreerko dobara parnay zahmat gowarafarma lain, sawaal ka jawaab aap komil ja'ay ga.Wed Oct 10, 2007 2:06 pm_________________RiyaForum Family MemberIslamabadDr Maqsood Hasni wrote:

meharbani farmatay howay tehreerko dobara parnay zahmat gowarafarma lain, sawaal ka jawaab aap komil ja'ay ga.Shayad lekin i m sorry i can't got urpointwhat u want to say ! SadSat Oct 20, 2007 5:52 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjab

1-donoon Allah ki mukhlooq hain aurAllah bila tafreeq apni sari mukhlooqko aziz rakhta hai.2-maee baap k liay donoon oulaadhain.3-maee baap donoon say barabar kapiyar kartay hain.4-meri zati aur sonnay main aaeera'ay yah hai kah baitiaan apnaymaee baap say ziyada qurbat rakhtihain yahhi nahain piyar bhi ziyadakarti hain.

5-khadmat k moaamla main bhi bharkar hoti hain.Sun Oct 21, 2007 4:51 pm_________________http://www.forumpakistan.com/kiya-baiti-eak-boj h-hai-t2620.html#ixzz4GLI9OBQy Bahar nikal kar to daikhoZaat kay khool say bahar nikal kar todekho, eak eak karkay aaghi kay

saray darwazay tum par khul jaeingay.Thu Oct 25, 2007 9:44 pm_________________RiyaForum Family MemberIslamabadDr Maqsood Hasni wrote:Zaat kay khool say bahar nikal kar todaikho, eak eak karkay aaghi kaysaray darwazay tum par khul jaeingay.

Beshak !Fri Oct 26, 2007 12:52 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud PakistanipunjabBahar nikal kar to dekho Reply withquote Edit/Delete this postshukarreya janab.Fri Oct 26, 2007 6:15 pm_________________

http://www.forumpakistan.com/bahar-nikal-kar-t o-dekho-t2858.html#ixzz4GLIHNfNf Naram goshaBachoon aurtoon aur borhoon kay liaynaram gosha na rakhnay walagolaboon main bhi nashat talashnaysay mehroom rehta hai. Os ki umarghat jati hai aur ehsas ki doulat kabhimayassar nahain aati. Os ki zindgiraaig'mar say ziyada khurdari ho jatihai. Bachoon aurtoon aur borhoon kay

liay naram gosha rakhnay wala jaldzaat ki shanakht say behrawar ho jatahai. Haq kay kurb say behr’yabi koeemamoli inaam nahain.Tue Jul 10, 2007 5:58 pm_________________AyeshaSenior Member PakistaniBuhat achi baat kahi aap ney.Thu Jul 12, 2007 1:23 am_________________

aliSenior Member PakistaniNew YorkBuhat Khoob.Thu Jul 12, 2007 1:28 am_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabapnay donoon ahbab ki dhar sarimohabat k liay dil-o-jan say

shukar'gozar hoon.Thu Jul 12, 2007 3:35 pm_________________ http://www.forumpakistan.com/enaam-t1174.ht ml#ixzz4GLIOiVvx Dushwar nahainYah baat samjhna itna dushwarnahain kah Ramzan barkatoon kamahina hai laikin is amar ki qatansamjh nahain aati kah ratoon raat

ashya-e-saraf ki qimatoon ko kayoonaag lag jati hai. Ghaliban yah zaminibarkatain hain. Chalo aisa bhi hai to issay roza dar istafaday ka ziyadamostaheq hai, Nakah bai'roza'dar.Dokan dar ko nafa kama kar zaminisawaab mayasar aa jata hai laikinmara bai'roza'dar jata hai, naaasmani sawaab milta hai aur na'hizamini. Lihaza takhsees kay liay doualag say qimatain moqarar ki janichaein, eak roza'dar kay liay dosribai'roza'dar kay liay.

Hakomat-e-Waqt ko is janeb towajokarkay apnay hissa ka sawaabkamanay main diar nahain karnichahiay.Thu Sep 13, 2007 7:05 pm_________________Sangeeta_HaqEngish PleaseSun Sep 16, 2007 1:13 am_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistani

punjabkiya arz karoon?!aati nahai ya yah forum urdu ka hai.aap nay towajo farmaee is k liayshukar'gozar hoon.Allah aap ko kush rakhy.Sun Sep 16, 2007 9:49 pm_________________ShaziaGlobal ModeratorDr. Sahib nice tehrir. Your urdu is

really great.Sun Sep 16, 2007 11:03 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabyah to aap ki mohabat aurbanda'parvari hai.Allah aap ko kush rakhy.Mon Sep 17, 2007 1:38 am_________________

shakeelmscwShayari ModeratorUnited Arab EmiratesNice posting Dr. Sahib,Allah hum sabb ko khush rakhayWed Nov 21, 2007 7:37 pm_________________Shakeel AhmedA happy person is not a person in acertain set of circumstances, butrather a person with a certain set ofattitudes

Thu Nov 22, 2007 5:49 pm_________________kamranonlineFull PK MemberEdmonton, Canadahasel karoThu Nov 22, 2007 7:48_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjab

shakeelmscw,aap ki mohabat tovajo aur tehseemmeray liay bari manveat ki hamal hai.Allah aap ko her dukh say mehfoozrakhay.Sat Nov 24, 2007 4:14 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabfard ashkhas, ashya, mahol, halaat,tagheraat waghera say hasel karta

rehta hai.\"hasel karo\"kamranonline nay doo lafzoon mainbari bailag baat ki hai.Allah onhain kush rakhy.Sat Nov 24, 2007 4:19 pm_________________shakeelmscwShayari ModeratorUnited Arab EmiratesDr Maqsood Hasni wrote:

shakeelmscw,aap ki mohabat tovajo aur tehseemmeray liay bari manveat ki hamal hai.Allah aap ko her dukh say mehfoozrakhay.Bahout Shukriya Brother, Iss forumper mujhay bahout achaay achaaydost/sathi millay hain. Unn sab kayli-ay aur humari next generation kaliay aik bahout he sabbaq ammozstoryThere was a little boy visiting his

grandparents on their farm.He was given a slingshot to play without in the woods. HePracticed in the woods, but he couldnever hit the target. GettingA little discouraged, he headed backfor dinner. As he wasWalking back he saw Grandma's petduck.Just out of impulse, he let theslingshot fly, hit the duckSquare in the head, and killed it. He

was shocked and grieved.In a panic, he hid the dead duck inthe wood pile, only to seeHis sister watching! Sally had seen itall, but she said nothing.After lunch the next day Grandmasaid, \"Sally, let's wash theDishes.\" But Sally said, \"Grandma,Johnny told me he wanted to help inThe kitchen.\" Then she whispered tohim, \"Remember the duck?\" SoJohnny did the dishes.

Later that day, Grandpa asked if thechildren wanted to goFishing and Grandma said, \"I'm sorrybut I need Sally to help makeSupper.\" Sally just smiled and said,\"Well that's all right because JohnnytoldMe he wanted to help.\" She whisperedagain, \"Remember the duck?\" So SallyWent fishing and Johnny stayed tohelp.After several days of Johnny doing

both his chores and Sally's,He finally couldn't stand it any longer.He came to Grandma and confessedthat he had killed the duck. Grandmaknelt down, gave him a hug, and said,\"Sweetheart, I know. You see, I wasstanding at the window and I saw thewhole thing, but because I love you, Iforgave you. I was just wondering howlong You would let Sally make a slaveof you.\"Thought for the day and every daythereafter?

Whatever is in your past, whateveryou have done... And the devilKeeps throwing it up in your face(lying, cheating, debt, fear, badHabits, hatred, anger, bitterness, etc.)....whatever it is....You need to knowthat God was standing at the windowand He saw the whole thing..... He hasseen your whole life. He wants you toknow that He loves you and that youare forgiven.He's just wondering how long you willlet the devil make a slave Of you.

The great thing about God is thatwhen you ask for forgiveness, HeNot only forgives you, but He forgets .It is by God's grace andMercy that we are saved.Go ahead and make the difference insomeone's life today. ShareThis with a friend and alwaysremember:God is at the window.Sat Nov 24, 2007 8:14 pm*(`' . (`' . * * . ' ) . ' )*

` .Shakeel Ahmed .. `*( . ' ( . ' * *`' . )`' . )*_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabkhloos aur mohabat ka jawabhamesha khaloos aur mohabat hi honachahiay.Sun Nov 25, 2007 3:21 pm_________________

Anne5 Star MemberPakistanNice story Shakeel.Good Lesson........Thanks for sharing!Sun Nov 25, 2007 4:03 pm_________________http://www.forumpakistan.com/sawaab-t2233.ht ml#ixzz4GLIXCDZH kharbozay say kharboza

Jab bhi zindgi ko kisi aur ki aankh saydaikha jata hai kuch bhi itdal mainnahain hota. Ya to khoob surti nazaraati hai. Koee kaji ya khrabi daikhaeenahain parti. Hum smjhtay hain sabthek hai. Kahein kuch ghalt nahain.Aisa bhi mumkin hai kuch bhi achi aurdhang ka nazar nahain aati. Her achicheez main bhi un'haad kharabiaannazar aati hain. In donoon kay bar'aksjab hum kisi dosri aankh ki mahtajiqabool nahain kartay aur humain apni

shanakht main koee shak nahain hotato khair aur shar donoon ka motwazivajood nazar aata hai. Os waqt humbegri ko Sonvartay hain aur achaee komazeed sonvarnay ki koshesh kartayhain yahhi nahain ossay boraee saydoor rakhnay ki saee kartay hain kahkharbozay say kharboza rang laita hai.Sat Sep 15, 2007 5:17 pm_________________sahibaFull PK Member

Is baat main koyee shak nahi kehkharbozay say kharboza rang laytahai. Buhat achi tehrir hey.Sun Sep 16, 2007 2:27 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabbari bari meharbani janab.Allah aap ko kush rakhy.

Sun Sep 16, 2007 10:36 pm_________________madnannkeeon nahee. Allah sab k laee khairkarayMon Dec 03, 2007 10:12 am_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabsab k liay kher mangnmay par

mumnoon hoon.Allah aap ko kush rakhyMon Dec 03, 2007 2:18 pm_________________http://www.forumpakistan.com/kharbozay-say-kh arboza-t2272.html#ixzz4GLIiedDG yah na'sirafPareshini main havas kho do gay toasal samt kay kuray say bahar nikaljao gay. Yah na’siraf muflasi ko dawat

ho gi balkah karvi kasili aur tanziyabatoon ki zad main bhi aa jao gay.Thu Jun 14, 2007 9:25 am_________________sahibaFull PK MemberI cannot understand the heading ofthis posting. I think you tried to writeurdu but Sad cannot suceeded towrite.Wed Jun 13, 2007 5:29 pm_________________


Like this book? You can publish your book online for free in a few minutes!
Create your own flipbook