Important Announcement
PubHTML5 Scheduled Server Maintenance on (GMT) Sunday, June 26th, 2:00 am - 8:00 am.
PubHTML5 site will be inoperative during the times indicated!

Home Explore MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA

MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA

Published by maqsood5, 2016-08-08 03:40:51

Description: abk_ksr_mh.786/2016

MAREEZ
KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
Az:
Maqsood Hasni
Paish'kar:
Prof. Niamat Ali Murtazai
Abuzar Barqi Kutab'khana
July 2016

Search

Read the Text Version

MAREEZKANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA Az: Maqsood Hasni Paish'kar: Prof. Niamat Ali Murtazai Abuzar Barqi Kutab'khana July 2016

Farist mazamein 1- Mareez kansar ke jusomay se nahain marta 2- Motwazan ghaza ka masla 3- Kansar koee fooq-ul-fitrat bimari nahain4- Alaj moaljay se pehlay khamir ke ajza par ghoor ki zarorat

MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTACencer koee Fooq-ul-Fitrat bimari nahain hai.Is kay jarsumay say bohat kam mareez foritoor par martay hain. Mareez kay marnay kiaur bohat sari vajohaat ho sakti hain. Oonmain say chand eak ka zikar kar raha hoonta'kah yah samjha ja sakay kah yah marazQabal-e-Alaj hai aur is ka shakar honay walaymareez ko mout kay monh main janay sayba'khobi bachaya ja sakta hai aur is ka koeemehnga alaj bhi nahain. Issay Daktar Hazrat kimali havas aur maal kamaee mohim kayhawala say mehnga samjh aur mehnga banadiya giya hai.MAREEZ KAY MARNAY KAY ASBAAB

JahalatSoni sanaee batoon par yaqein kar lainaPehlay say teh kar laina kah is maraz ka koeealaj nahain aur mareez ki mout yaqini aurteh'shuda baat hai.GhurbatZati aur logoon say sonay sana'ay totkoon parinhasar aur oon ka bila takalluf istamal.Ta'hum yah tootkay ba'maeni aur la'yaeni bhinahain hotay. In kay istamal kay moamla mainihtayat ki bari zarorat hoti hai.Alaj ki taraf tavajo karnay main dairiIs ka matlab yah nahain kah dusri ya taisristage samjh kar mareez ko maraz kayrehm-o-karam par choor diya ja'ay. Allahkarim nay her sata kay liay koee na'koee halzaroor rakha hai. Kisi cheez ko imkan saybahar nahain rakha. Os ka kehna hai kahmasusi gonah hai.

Mareez par khool diya jata hai kah ossaykansar hai. Woh yah son kar hi adha mar jatahai. Yah os ta'asar ka natija hai kah yah marazna qabal-e-alaj hai aur aakhar mout mareezka moqadar teharti hai.Yah ta'asar kah is maraz ka alaj hamaray haanmumkin nahain, bazaat-e-khud mout haihalankah baroon-e-mulak is marz ka alajmomkin hi nahain. Apnay hi alaqa main is kaalaj momkin ho sakta hai.Haspataloon main Daktar Hazraat kibila'moavza mareez kay moamla main tasahalpasandi,check up main dairi aur la'parvahiMareez ko koee relief dainay say pehlaytestoon ki bhar'maar.ya mehz pain killer adviyaat ka istamalya nasha'aawar adviyaat daina takah mareezsakoon se soya rahay aur ghar walay samjhainmareez behtari ki taruf aa raha hai.

Testoon ki report main dairi baz reports tomareez ki mout kay baad mosool hoti haiAlaj ka aghaz baray zalam injectionoon aursakht tarein adviyaat say kiya jata hai. Jab'kahos waqt tak mareez ki madafti qovatainintahae kamzoor par chuki hoti hain. Is taraossay dou mahazoon par larna parta hai.Natija-e-kar Kamzori kay baes shakast-e-fashsay dou char hoti hain.Gher mayari adviyaat ki dasyabi aur oon kidasyabi main roak toak/check na honaMareez ki aiyadat ko aanay walay, khsusanmohtaram khatein ki hum'dardi aurrikat'aamaiz guftagu khatam kar daiti hai.Attendant ki martay shakas kay sath ka sarovaeya, andaz aur salookMaraz say mail na khati ghaza,moashi-o-masharti tafakraat, malawat, girani,ganda pani, na'gowar mahool aur fiza,gharailu jhagray martay shakas ka sa salook

aur ravaeaya.Daktar aur is paisha say motalaq amlay kaqisabi rovaeya.Mareez ko mareez say ziyada maal kamanayka zariya samja jata hai. Daktaroon ki yah adana'siraf insaniat ka qatil hai bal'kah samajijuram bhi hai.Kaam say faragh karkay achay aur araam saydin gozarnay aur Allah Allah karnay ki talqeinkarna.Research ka qehat aur foqdanSiraf Allopathic par iktafa aur issay himawa-o-malja samjh laina aur digar tariqaha'ay alaj ko bai'kar qarar day diya janaMareez ko alag thalag se mukhlooq qarar daydaina aur karobar e hayat say faragh kardainaPain killer adviyaat ka bila'daraigh aurbai'tahasha istamal.

Dard door karnay ka chara karna bura nahainlaikin assal maslay ki taraf tavajo pehli tarjihona chahiay, jo sanvi darja ikhtayar kar gaeehaiBaray fakhar say bazari ashya-e-khudni kaistamalChatpati, khati mithi aur taizabiat bananaywali ashya ka ba'kasrat istamal.Sabzioon main, gher combination rakhnaywali ashya ka pakwanMasalai'dar pakwanBachay ko, sinay kay hosan ko barqararrakhnay kay liay dudh na pilana. Jab'kah dudhpilana bacha aur zacha, donoon kay liay zarorihaiPistanoon say bachay ka Sar lagna/takrana yakisi aur hawala say bai ehtayatiQabaz ka matwatar rehnaJald hazam na honay wali ashya ka istamal

Sabzi kay qimati aur ossay mutwazan rakhnaywalay ajza ko kat phankna (Chilka baijwaghera)Khana kha kar lait rehnaPaidal chalnay ka ravaj kam ya khatam sa hojanaKisi choot kay moamla main bai'ehtyati aur la'parwahi bartnaParishni, fikar'mandi, dukh wagheraDhowaan (smoke)VehamNasha aawar ashya ka istamal.Takleef main nasha day kar sola dainay karujhanOthtay hi high potency anti-biotic ka istamalya in ka omomi istamalBayak'waqt dou dou antibiotic adviyat kaistamal

Aaram talbiSadgi say doriBalgham ka akhraj roknaOperations(Eak fisad sahi, laikin yah sabab zaroor hai)Opertion se ziyada koee khatarnak amalnahain. Issi ke baes mareez mout ke monhmain chala jata hai.Moaljay mai baitara ki kotahi; maslan bokharhota hai bukhar otarnay ki dwa di jati haibukhar to koee bimari hi nahain ya pait maindard hota hai to Buscopan waghera day daitayhain halan'kah tap aur dard kisi aza kay amalmain kharabi ki nishan'dahi hai.Khana khanay kay foran baad cha'ay laina.Garam garam cha'ay pi lainaBachay ko zamein par khailnay say manakarnaSehat kay moamla main adam'tovajgi

Sadma,Kal parsoon ki baat hai, eak sahib ko pitay kakansar tha woh aaghi say pehlay dard mainsahi, ji raha tha. Jonhi ossay maloom howa toheart attack say chal basa.Mairay khayaal main ossay kuch din aurbimari kay sath jina tha. Kansar itni jaldi kabmarnay daita hai. Bohat waqt daita hai aurphir tarpa tarpa kar marta hai.Eak hanstay aur katay pitay aadmi kay hathghalti say kansar kay mareez ki report thamadi gaee. Woh dinoon main soch soch kar lakriho giya. Kansar ka moalja shuro ho giya. Heraglay din halat kharab hoee. Ossay dobara saytest ka mashwara diya giya. Ossay siray sayyah maraz tha hi nahain. Yaqein manain woheak haftay kay andar andar phir say pehlay saho gya.Libas aur colors main tabdili na lanaMutbadlaat ka nazar andaz hona.

Jis tara saieb/apple ka mutbadal gajar hai.Taza gajar, saieb/apple kay hotay gajar kaymorabay kay khanay ka kya jawaz haiZana'kari,Jo khoof pashmani aur aza-e-raesa ki kamzorika sabab banti haiViraj ka ziya na'qabal-e-talafi noqsan hai. Isliay Zana'kari say ijtanab intahaee zarori hai.Issi tara hum'jinsi aur janwaroon se ghalt'karimadafti qovatoon ko mout ke ghat otaranayke motraduf hai.Islam main char shadioon ka jaez honabai'maeni aur bila'jawaz nahain hai.Bhook rakh kar na kana.Allah kay naam say aaghaz na karna aurikhtatam par Allah ka shukar ada na karna.Dant ki gher monasab safaee ya mail na khatipaste ka istamal.Yah bhi kah miswak ko nazar andaz kya jana

Nakhan bharana ya oon ka baqaedgi say katana janaKUCH MAZEED BATAINAakhar dudh, podinay, dhnay, anar danay,tulsi ya sada kachay piyaz kay sath rotikhanay main kya kharabi hai.Mati kay bartan main khana kayoon nahainpakaya aur khaya ja sakta.Gharay ka pani pinay main kya boraee hai?Kuch khanay kay baad tein bar koli kar lainaymain yaqinan kuch kharach nahain aata.Neem kay patay, haldi, phatkari, namak milaypani par pishaab karnay main koee kharachnahain aata.Mosam kay sastay phal khanay say qudratitoor par RBCs aur WBCs ki tarkeeb-o-tashkeelmain madad milti rehti hai .

Bazahar in main say kuch chaizain kansar saymotalaq maloom nahain hotien laikin yahchizain/batain kisi bimari ko takleef ponchatihain. In ka na hona kisi na'kisi bimari kasabab banta hai. Jo aagay ja kar shifa'yabi nahonay ki surat main kansar ka roop dhar laitihai. Yah sada aur mamoli chizain modaftiqowatoon ko sakti se nawazti hain.Sun Oct 26, 2008 1:46 pm_________________chahsanashrafModerator BahawalpurAp na bilkul tak laka ha ma na kudh is ketaklef ko apni eyes sa daka ha boot taklef hotiha mariz ko Allah raham karaSun Oct 26, 2008 3:00 pm_________________Dr Maqsood Hasni

Senior Proud Pakistanipunjabkansar-----------tovajo k liay shukar gozar hoon.jo aap nay daikha likhain ta'kah aap ktajarbay ki roshni main mazeed tehqeeq kakaam ho sakay.Sun Oct 26, 2008 3:25 pm_________________chahsanashrafModerator PakistanDr Maqsood Hasni wrote:tovajo k liay shukar gozar hoon.jo aap nay daikha likhain ta'kah aap ktajarbay ki roshni main mazeed tehqeeq kakaam ho sakay.mari papo ko chest cancer ho jia tha ajj sa 3

years pahla pir chest ko remove kar diadoctor na lakin cansor backbon ma cala jia thaore boot taklif the pir calna pirna katam ho jiaDr na kamya thropy shoro ke gis ka allag sa 4mount ma per sa calna pirna soro kar dia pir 4sa 5 mount bad acank dard hova ore isi rat kodeath ho gie is pora arsa ma takreban 2 sal hojia thaSun Oct 26, 2008 3:44 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabkansar-----------Allah sahib oon ko jannat main jaga day auroon ki rooh ko sakoon dayagar mazeed kuch bata dain gay to mumnoonhoon ga._________________

http://www.forumpakistan.com/mareez-kansar-kay-jarsumay- say-nahain-marta-t17362.html#ixzz4GGZIXh9p Motwazan ghaza ka maslaBaigun arbi/aalu ho ya shalgum; kado ho yaghiya tori, karailay hoon ya bhindi tori ho yagoasht mufrad ya marakab, ghobi aalu ho yafaraee tainday, sab apni zaat main apnaytamam tar ajza kay sath mokamal aurmotwazan ghaza hain.In main say her koee ghee, tamatar/dahi,adkar (Adrak), thoom piyaz waghera saymarakab ho kar aur aatesh milnay kay baadpakwan kay darja par faez ho kar matwazanghaza ka darja hasal kartay hay.Her pakwan eak waqt hi khaya jata hai.Dosray waqt koee aur cheez li jati hai.Bawar rehna chahiay salan kay sath chapatibhi lazma rehti hai. Lowazmay main salad bhi

dastar khan ka hissa banta hai.Dosray waqt ki khorak kay darmiyan mainhum kuch na kuch zaroor khatay rehtay hain.Goya hamaray jism ko kisi na'kisi hawala say22 ouns khorak din main mil hi jati hai.Issi tara mithay main kheer ho kah kastad,gajar ka halwa ho ya sohan halwa matlobazarorat ko pora kartay rehtay hain.Jo cheez hum pasand nahain kartay aur ossaykhorak nahain banatay os ka motbadalhamari khaesh farahum kar daiti hai.Khorak ko motwazan karni ki fikar main humgher zorori chizain kha jatay hain jo faeday kibaja ay noqsan ka sabab banti hain. Khorak koaam sada aur gharailu sa rakheay. Takalfaatsay dori hamain bimari say door rakhti hai._________________Sun Nov 30, 2008 9:54 pmamber ali

5 Star MemberLONDONthanks 4 good infoSun Nov 30, 2008 10:33 pmDr Maqsood HasniSenior Proud PakistanipunjabAllah Sahib aap k zooq-e-aaghi ko barkat day_________________Sun Nov 30, 2008 11:50 pmurfi67Forum Family Memberkeep it up , Dr HasniMon Dec 01, 2008 9:45 amDr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjab

‫توجہ کے لیے شکر گزار ہوں۔‬‫ہ ص ح آپ کوخوش رکھے۔‬‫اپن اور اپنے والدین ک خی ل رکھیں‬http://www.forumpakistan.com/motwazan-ghaza-ka-masla-t1 9016.html#ixzz4GGpKU5Kc KANSAR KOEE FOOQ-UL-FITRAT BIMARI NAHAINHer bimari kisi na'kisi androni aza maintabdiliz/kharabi ka natija hoti ab mein kehtahoon gher mehsous andaz say mojoda aur adimamolaat main tabdili laee ja'ay to is saymairi marad androni aur bahar kay mamolaathotay hain.Baroni tabdiliaan:1- Majoda rehan sehan aur os say motalqaat

2- Naya mahool aur na'ay atwar ki farahmi3- Mosamoon ki tabdili4- Othnay baithnay kay momolaat5- Khanay pinay ki tarteeb6- Khanay pinay kay oqaat main tabdili7- Pasand na'pasand main tabdili8- Pasand na pasand ki tarteeb main tabdili9- Her qisam kay tasalsal aur tawatar ko tabdeel kya ja'ay10- Roz mara kay momolaat tabdeel ki'ay jaein11- Rangoon ki viraity tabdeel hoti rehni chahiay12- Nafrat say mohabat aur mohabat kay mamolaat aur atwar main tabdili13- Tovajo batanay kay sabqa atwar

14- Doctor ki sar par sawari taqriban khatam ki ja'ay mareez kay sathsath motalqein say rabta bananay ko bhi tarji main rakha ja'ay.15- Aanay janay kay rastoon tak main tabdililaee ja'ay16- Jism ko eak hi dwa ka adi na banaya jaylihaza adviyaat main dosray chothay tabdililaee ja'ay ya kam az kam oon kay oqaattabdeel kartay rehna chahiay17- Khanay porana hai to bartan pehlay walayna rahainAndroni aza kay function main tabdiliaanlanay ki baat bila shuba hiran'kon aurahmqana si lagti hai laikin yah otna hi zarorihai jitna baroni tabdilioon ka lana zarori hotahai. Masana- khorak ki tabdili say

b- walk aur warzesh kay mukhtalif harboonsayc- sochoon main tabdili la kard- jumla havas par mukhtalif hawaloon sayasar andaz ho kare- mosmoon kay tafawat kay zariayf- Mashrobaat main tabdili sayg- Khush rakh karh- Tarjihaat main tabdili la kari- chalnay prirnay aur othnay baithnay ke andaz o atwar badal karj- badal badal kar saman-e-tafree farahum kiya j'ay.Adviyaat mainCalc flour (6) TDS yaeni tein martabasiraf char qatray pani main dal karKali Phos (30) OD yaeni eak martaba,

khas tour par sotay waqt.preshani ya kisi afsurda halat main dohraeinKa kisi bhi surat main naga nahain honachahiay.Digar mainApes (30)Belladonna (30)Selenium (30)Naja (30)Thoja (30)Ya jo bhi dwa laga rakhti ho mareez kay baltaymazaj aur badalti halat kay motabaq di jinaichahiay. Yaad rehna chahiay mareez ka herlumha mazaj, halat, zarorat, rujhan, khaeshwaghera main tabdili aati rehti hai is liay eakhi dwa ka daina monasab/soud'mand na hosakay ga. Ghar waloon ko is moamla mainbara hi sensitive hona paray ga.Attendant ko moalaj ki si hasiat hasal hoti hai

woh mareez ki halat zarorat waghera koba'chasham-e-khud daikhta rehta hai is liayossay choti choti tabdilioon ko nazar mainrakhna ho ga.Is kay liay ossay lamha lamha ki khabr likhtayjana chahiay is say mareez kay Doctor ko alajmain aasani rahay gi.Note: likh nahain sakta to moti motu batoonko yaad main rakhe.Adviyaat kay sath sath:1- Khiray ki jhaag ko pani main mala kar dija'ay2- Eak waqt main eak sabzi ki yakhni bana karos main say eak chamach jab mareez panitalab kary, pani kay glass main mala di ja'ay3- Her qisam ka phal mareez ko diya ja'ay.Pabandi

na rakhi ja'ay jitna ji chahay kha'aychahay eak qash hi kayoon na lay.4- Phal ka juice nikal kar rakh lain. Jab mareezpani talab kary, pani kay glass main eakchamcha mala diya ja'ay.5- a. Gosht ko soka aur masala'dar napakwaein. b. Gosht ka shorbay wala aur kammasaoon wala hona chahiay. c. Ziyada chiknaee se parhaiz karain. d. Gosht main chahay eak hi kash sabzi kizaroor dain. Os kash ko khaein na'khaeinyah zarori

nahain haan os ka dalna zarori hai.Rang aur Shmsi tavanaeeRang zindgi main bara aham kirdar rakhtayhain. Mareez ko jo rang pasand ho, os rang kibotal ya phir os rang ka patla kaghaz boltallipait lain. Pani say bhari yah botal 6 ta 8ghaintay kari dhoop main rakhain baad azaanossay thainda karkay mareez ko dain aur yahamal tawatar say hona chahiay.is pani ko ahista ahista gira'ay aur os parpaishab ki dhar maray.Wasael omuman sad-e-rah bantay hain aurghurbat kaam bigarti hai laikin ghurbat mainbhi mamolaat main tabdili lana mushkal kaamnahain. Rastoon ki tabdili, dhoop main chaoonki khaesh, pakwan kay zaeqay badal kar,namak kam rakh kar namak ki khaesh paidaho sakti hai, mirch ziyada rakh kar kam mirchkay liay rujhan ho sakta, tovajo tabdeelkarkay waghera waghera qisam kay aqdamaur harboon main koee dushwari ya kharach

nahain aata.In tamam iqdamaat ka kya faeda ho ga?Rozmara kay mamolaat khorak ki tabdili say:1-Androni aza kay function main tabdili aa'aygi jab kah bimiri kay garaseem sabqamukhsous halaat main parwan charay hotayhain. Wo tabdiloon kay ammal main apnisurvival barqarar na rakh paein gay.Dosra khanay pinay kay mamolaat, taste,ouqaat, variety aur pakan ki cooking mamoolsay hatnay say oon main baichaini bharay ginatija kar oon ki bahmi thun ja'ay gi. eakdosray ko marain ge aur apni khorak banaeinge.Os ki zinda ki missal yah hai kah karoroonsperms main say eak do ya kuch hi uterusmain dakhal ho patay hain baqi eak dosraykay hatoon mout kay ghat otar jatay hain.Ya yah missal lay lain eak aadmi mukhsousmasaloon main bhona howa ghost khata raha

hai aur wo is ka arsa daraz say aadi hai. Abossay pehlay masaloon say hat kar masaloonmain paka shorbay wala ghost khanay ko diyajata hai. Yah ammal androni tabdilioon kasabab banay ga.Eak shakas bhanis ka doodh pita chal;a aaraha hai ab bhanis kay doodh ki bajay onthni,bakri ya phir ga'ay ka doodh pinay ko diyaja'ay.Eak shakas hot tea ka adi hai ab ossay ice/coldtea di ja'ay.Eak aadmi chaoon walay rastay say gozartahai aur yahhi hamaisha say os ka mamoolraha hai. Ab ossay dhoop walay rastay saygozarna parta hai. Andar chaoon ki khaeshpaida ho gi. Yah khaesh pehlay routine kizarorat ho gi. Puri na honay kay sabab andarkay function main tabdiliaan la'ay gi. Yahtabdiliaan bimari kay jarasimoon ko kisi bhihawalsa say khush na aaein gi.Is moamla main eak zarori baat note karni

chahiay kah bar bar tabdiliaan laee jaein. Eakmamool na rehnay di ja'ay.2-Blood cells ki haiat-e-tarkibi main tabdiliaa'ay gi. Es hawala say bannay wala khoonbimari kay jarasemoon kay liay kisi kaam kana ho ga. Es tara wo bhokoon marain gay yahphir eak dusray ki khorak ban jaein gay.3-Madafti fooj na ay saray say eak dusrayandaz aur nae qisam ki tavanae kay sathtaiyar ho gi. Yah fooj jarasimoon ki kisi tarabardast na karay gi aur na'ay andaz aur na'aytariqa ha'ay kar say jang ka aaghaz karay gi. Isfooj ki taqat aur larnay kay atwar say bimarikay jaraseem motahammal na ho sakain gay.4- jis kamzoor hissa main bimari kay jaraseemponahain ge wahaan bilkul mukhtalif qisamka khoon ja sakay ga. Is kay doo fawaed hoongay:a- wo hissa zindgi ki taraf lotna shoru kar dayga aur os ka function pehlay say mukhtalifandaz aur toor ka ho ga aur yah bimari kay

jarasimoon kay liay mohlak sabat ho ga.b-yah naee tara ka khoon aur is kay RBCsbimari kay liay kisi kaam kay na hoon gay. Ishawala say bimari kay jarasimoon kinash-o-nama rok ja'ay gi aur lamha-ba-lamhakamzoor partay jaein gay.Panch moalgein ki zaroratHamaray haan baad qismati yah hai kamareez ko madi laclach ki vaja say bohat hikaam waqt diya jata hai. Warna is mozi marzkay liay panch masihaoon ki zarorat hoti hai:1- Qualified Record keeper jo bari zimadarisay mareez ki naqal-o-harqat waghera konote karay2- Mahar-e-Nafasyaat jo marz kay khatamaymain bara aham kirdar ada kar sakta hai aurwoh:

a- mareez ki soch kay dharay badal sakta haib- jinay ki khaesh ko do'chand kar sakta haiAagay bharnay say pehlay batoor hawala eakmissal paish kana zarori samjta hoon. Eakshakas kisi ko qatal karnay kay liay barayghusa say dhora chala jar aha hai. Rasta mainkoee ossay rook kar moamla pochnay baithjata hai aur woh dil khool kar sara majra/qisakeh daita. Keh dainay kay baad woh kisi koqatal karny ki pozishan main nahain rehta.Halan kah ossay samjaya nahain giya hota.3- Baroni mamolaat main gher mahsousandaz/tariqa say tabdiliaan lanay wala4- Khorak kay zariay androni aza maintabdiliaan lanay wala5- Adviyaat kay hawala say is mozi maraz kay jaraseem kay khalaaf jang larnay wala

Mareez ka attendant bhi qabal, zimadar,maraz ki noeat samjnay wala hona chahiay.Yah baat zehan nashein rehni chahiay kahcharoon ka bahmi rabta aur sala mashwararehna chahiay. Goya woh eak team ka sakirdar ada karain. Kaam mukhtalif laikinmaqsad eak. Giyara khilari apnay apnayhawala say eak marboot khail khail kar goalkarnay ki thantay hain. Zindgi kay liaymoalajein khilari ki si lagan kay sath yahqabal-e-izzat masiha Sahiban kaam kayoonnahain kar saktay?!http://www.forumpakistan.com/kansar-koe-fooq-ul-fitrat-bim ari-nahain-t17372.html#ixzz4GGpVkOgBALAJ MOALAY SAY PEHLAY KHAMIR KAY AJZA PAR GHOOR KI ZARORAT

Allah Sahib ka kehna hai kah insan ko tein(Mati) say takhleeq/paida kya giya hai. HazratAmir (AS) is ki wazahat kay zomray mainapnay eak khutbay main arshad farmatayhain, insan ko mukhtalif amarja ki mattiakathi karkay banaya giya. GoyaInsan matti say banaYah mati mukhtalif amarja say li gaeeMatti mokhtalif ajza say tarkeeb paee hai aurher joz ki taseer dosri say alag hai.Issi tara mukhtalif amarja ki matti kay ajzamain faraq hai. Mamasal ajza ki taseer mainbhi yaqinun tanasab aur taseer ka faraq rehtahai.In ajza main pani miqdar main ziyada hotahai. Issi tara mokhtalif jagoon kay pani kitaseer alag say hoti hai. Ajza-e-tarkibi kaytanasab main bhi faraq hota hai. Yahhi suratdigar ajza ki taseer kay sath dar paish rehtihai.

Is hawala say daikha ja'ay to mareez kona'siraf os kay apnay hawala se daikhnay kizarorat hoti hai balkah os alaqa kay matti paniki taseer aur ajza e-tarkibi ko bhi daikhnayki zarorat ko nazr main kanay ki zarorat rehtihai. Is hawala say dou kaam karna hoon gay:1- Os alaqa ki matti pani ki majmoee taseeraur ajza-e-tarkibi kay tanasab saywaqfiyat rakhna paray gi.2- Madafti qowatoon ki mazboti issi tanazarmain baqarar rakhna ho gi.Jahaan alaj moalja ahum hasiat rakhta haiwahaan madafti qowat ko mazboot saymazboot karnay ki zarorat ko nazar andazkarna kharabi say nipatnay main kamzoridaikhana ho gi. Jab yah maloom hai kahkansar, aid aur yarqan (Hapataitas B) jaisay

mozi marzoon kay liay zalim qisam kainjekshan /adviyaat daina hai to madaftiqowat ko bhi taqviat daina ho gi. Mareez kimadafti qowat bimari say naburd azma ho gikah in adviyaat kay sakhat tarein raad-e-amalsay barsar-e-paikar ho gi. Yah baat mein nay ishawala say bhi arz ki hai kah hamaray haanailopaithik aur apraishan par hi yaqein rakhajata hai jab kah digar tariqa ha'ay alaj sayparhaiz hi rakha jata hai. Ta'hum koee bhimoaljay kay liay tariqa ikhtayar kiya ja'aymadafti qowatoon ko sahara daina hi ho ga.Madafti qowatoon ko sambhala dainay kayliay matti panikay ajza-e-tarkibi ki janchkarna pary gi. Androni nazam main kisi bhiwaja say in ajza-e-tarkibi main say kisi eak kikami waqay ho sakti hai ya os main azafa hosakta hai. Is kami ya ziyadti ko pura kiya ja'ay.Ajza main kami baishi ka andaza moalajyahaan tak kah ghar walay ba khobi lagasaktay hain. Wo is tara

1- mareez kay roz mara mamolaat maintabdili mehsous karkay2- mareez kay badaltay atwar say3- mareez ki badalti khahshaat say4- mareez kay badaltay sabha aur mazaj say5- mareez ki badalti pasand na'pasand say6- mareez ki pehlay aur mojoda ki bool chaalkay andaz say7- aza main mehsous hoti tabdilioon kayhawala se8- kahein dard rehnay say9- bukhar ki halat say10- susti waqay honay say11- dilchaspioon ki tabdili say12- omomun koee taklif rehnay say

13- bhook ki kami baishi se14- khorak main kisi cheez ki masalsal barhtikhaesh se15- napasand ki pasand seGharz aaghaz hi say aisi bohat sari chizoon sayandaza lagaya ja sakta hai aur ossi hawala saymoalja sood'mand sabat ho sakta hai. Maslana-mareez main khurdni namak ki khaesh bharya kam ho sakti hai.Gosht khori ki khaesh main kami baishi aasakti hai.Ziyada pani paina shuro kar daita ha yapehlay ki nisbat pani kam pita hai.Kisi khas sabzi ki taraf raghbat bhar sakti hai.Pasand ki sabzi say nafrat ho sakti hai.Khnay main naqs nikalna shuro kar daita hai

Bartanoon ki tabdili ki khaesh karnay lagtahaiKhnay kay hawala say bohat tara ki tabdilioonko mehsus kiya ja sakta haib-Kisi mukhsous shakas say pehlay ka sarovaeya nahain rehta.Mazaj main chirchara'pun aa sakta hai.Baat baat par jhagra khara kar daita haiBatain bholnay lagtqa haiBaat ko olta laita haiItmad ki kami aa sakti haiKisi par itmad nahain kartaAuroon say ziyada omidain wabasta kar laitahaiOltay saidhay khaab daikhnay lagta haiHawaee qalay tameer karna shuro kar daitahai

Khoof aur haras main rehnay lagta hai yah kisikhas baat say darta hai aur os say doriikhtayar karta haiMazaji atwar ki bohat sari tabdilioon ko notekiya ja sakta hai.Khoraki aur mazaji tabdilioon kay hawala saykhorak say mota'aluq kisi joz main kami yaazafay ka andaza karna koee dushwar kaamnahain. Is kami baishi ko ajza say hi pura kyajana momkin hai. Eak shakas main namak kikaesh bhar gaee os ki is khaesh ko din maintein baarNat Mur (6)nay pura kar diya giya jis say woh aati bimarisay bach gya.Her shakas apnay khamir ki matti kaymotabaq khoraqi ajza laita hai is liay os saymota'aluq aaghi hasal karna koee mushkalkaam nahain. Jab hum os ko ibtada mainmehsous nahain kartay aur os kay badaltay

atwar par nazar nahain kartay to woh aataykal ko kisi khoof'nak bimari main mobtala hojata hai. Ibtada main hi tovajo day di ja'ay toyah achi aur sehat'mand baat hai dairi ki suratmain koee pachidgi paida ho sakti hai ta'humyah nahain kaha ja sakta kah ab mout hi os kamoqadar bun chuki hai aur ossay halaat kayreham-o-karm par choor diya ja' ay. Charabahar toor akhri sansoon tak puri shidat aurdilchaspi say hotay rehna chahiay.http://www.forumpakistan.com/alaj-moalay-say-pehlay-khami r-kay-ajza-par-ghoor-ki-zarorat-t17376.html#ixzz4GGpgwypT MAREEZKANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA

Az: Maqsood Hasni Paish'kar:Prof. Niamat Ali MurtazaiAbuzar Barqi Kutab'khana July 2016


Like this book? You can publish your book online for free in a few minutes!
Create your own flipbook