Pardhne Ka Mazaa Milta Rahega,. Nice One,. Azeem Aarzu « April 01, 2009, AM » ********* aap sahiban ki mohabat mairay liay bari anmool hai. Ehvar ki kirpa aap sab par bani rahay Dr Maqsood Hasni «Reply #4 on: April 01, 2009, 09:31:07 AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/sonnay-main-aaya-hai-t45018.0.html ********* Mein janta hoon
Tumharay aanay ki aasha Din bhar,Mujh ko zinda rakhti hai Suraj kay sath Mein bhi mar jata hoon Suraj ki mirtu parGharab lahoo se obalta hai Talu kay sath hi Yaas ki lahad say Aas, Mujhy otha lati hai
Mairi aankhain Mairi palkain Jivan ki dehleez par Saj sanwar kay Baith jati hain Mein janta hoon Jab tum Mairay kochay say Gozro gayTumharay aanay ka wo pal Mout ka pal ho ga
Tumharay na aanay ka Yah pal Sadyoon say Jivan aur mirti kay bich Diwar-e-chin ban kar Hael chala aata haiTumharay aanay ki ommeed Din bhar Mujh ko zinda rahti hai ********* sajid_ghayel
Bohat khoob Dr. Saheb aap ek bilkul naye andaz me apne kalampesh karte hain, jo kabile tareef hain. Aapki ek ghazal padhne ki badi ummeed hain.... «Reply #1 on: April 01, 2009, 05:43:12 AM » ********* Wow .. Lovely Thumbs UP Roja « April 01, 2009, AM » ********* Bohot Khoob Hasni Ji Celmira « April 01, 2009, AM »
********* Bohat Achche Maqsood Ji, Nice One,. Azeem Aarzu « April 01, 2009, 07 AM » *********aap dost mujhy apni yaad main rakhtay hain yah mairay liay bohat bara izaz hai. Allah aap sab ko kuch rakhy Dr Maqsood Hasni «April 01, 2009, 09:39:08 AM » http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/mein-janta-hoon-t45032.0.html *********
Sadyoon say Ankh somondar Jaisay tabeer say oljha khaab Paimanay say lipti sharaabLehrain samait kar soya somondar Chop main khoya somondar Magar bala ka chasham shanas Khoon main dobi piyas Dam toorti aas Shanakht odas odas Kinaray somondar kay
Pur sakoon sahi Magar teh main samri ka bhachra Aur saleeb-e- Essa Ai kash koee aa ay Bond bond piyas la ay Rooh ki bhook mita ay Kirishan kay geet sona ayMagar boti boti anna ki maslihat ki qabr Koch kay qaflay kohlu kay baiel Bai himat hoslay Zindgi ka qraz hain
Sadyoon say karbala Odasi ka somondar ********* wah wah,Bahut hi khoob... Applause {Angel} «April 03, 2009, AM » *********Bohat Achche Maqsood Ji,. Azeem Aarzu « April 03, 2009, AM »
*********banda'navazi k liay aap donoon ka shukarreya. Dr Maqsood Hasni « April 03, 2009, AM » ********* bahoot khoob DR. Ji Nysha « April 03, 2009, AM » ********* bari bari meharbani janab. « April 03, 2009, PM »
Dr Maqsood Hasnihttp://www.yoindia.com/shayaaridab/shairi-e-zindagi/sadyoon-s ay-t45050.0.html ********* Teh karnay say pehlay Yah teh karnay say pehlay Kah ab doo rastoon par chaltay hain Zara sochna Dil say niklo gay kaisay Yah bhi kah Tairay mun aangan main
Mairi mohabatoon kay dairay hain Soch ki sirioon par Wafa kay naqash-e-marmarein Phailay howay hain Yah teh karnay say pehlay Zara sochna Rastay anjanay hainKahein iqrar kay somandar ki gehraeyaan Kahein bai noqi inkar ki khaeyaan Bhoji aankhoon kay sitaray Dohaee dain gay
Lot aaooTum kab doo rastoon kay rahi ho Yah teh karnay say pehlay Zara sochna Mairay baichain rat jagay Taira rasta rokain gay Damun say pakrain gay Chopa kar cehra tum apnaMairi mohabatoon kay suraj say Kayoon kar nikal pao gay?! Yah teh karnay say pehlay
Kah ab doo rastoon par chaltay hain Zara sochnaMairi bahoon main aakash si vosatain hain Tairay thakay qadmoon ko Mairay hath sehlaein gay Tairi garam sansoon ko Aanch jazboon ko Mairi chahat kay mashroob Pinay ko milain gay Phir kehta hoon Yah teh karnay say pehlay
Kah ab doo rastoon par chaltay hain Zara sochna Kah ehal-e-wafa ka itbaar baqi rahay ********* Bohot Khoob Hasni Ji Celmira « April 03, 2009, PM » *********janab ki tovajo aur mohabat k liay dil-o-jan say ehsan'mand hoon. Allah aap ko salamat rakhy. Dr Maqsood Hasni
« April 04, 2009, AM » *********wah wah kya baat hai Dr. ji. behad umda likha hai . keep writing ...... Nysha «April 04, 2009, AM » *********mein janab ki tovajo mohabat aur hosla'afzae k liay shukar'gozar hoon. Dr Maqsood Hasni « April 04, 2009, AM » *********
Bahut bahut khoobsurat shayri hai, har ek alfaaz dilko chhu jaata hai... {Angel} « April 04, 2009, AM » ********* bari bari mehar'bani janab. Allah aap ko kush rakhy. Dr Maqsood Hasni « April 04, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/teh-karna y-say-pehlay-t44993.0.html *********
Ik Pal Ik pal nay Aaksh aur dharti koIk dhagay main bon kay Rang dhanak ochalay Doja palJo bhik tha pehlay pal ki Khisay say otraMathay ki raikha tehra Kirpa aur dan ka pal
Phun chakar ka maraGirta hai monh kay bal Silwat say pak sahi Phir bhi, Hantal say karwa Otran ka phal Ulfat main, Kuch day kar Panay ki icha Hatam say hai chal Gairat say aari
Halaq main tapka wo qatra, Soqrat ka zahir Na Ganga jalMehar mohabat say bhar poor Neem ka pani Na karwa na khara Wo to Aab-e-zam zam Os main Rehman ka bal Her farzana
Ehad say mokti chahay Her diwana Ehad ka bandiMar mitnay ki batain Taltatay rehna Kal ta kal Jab bhi Pal ki bigri kalDar Nanak kay baitha Baikal, baikal *********
Bohot Khoob Hasni Ji Celmira« March 29, 2009, PM » ********* Good 1 Hasni ji Roja« March 29, 2009, PM » ********* Nce one hasni ji jannatjahan« March 29, 2009, PM »
*********Great, Hasni Ji !!!!!!!!! karndhar« March 30, 2009, AM » ********* -Rahim-«March 30, 2009, AM » Nice one Hasni jee ********* Dr Maqsood Hasni« March 30, 2009, AM »
aap sab mairay liay bari maniviat rakhtay hain. mein aap sab ki mohabat ka qaraz'dar hoon. Palan'har aap sab ko kush rakhay ********* Nysha «March 30, 2009, AM » Very NICe Hasni Ji ********* Dr Maqsood Hasni «March 30, 2009, AM » bari bari meharbani janab
********* Pooja « April 06, 2009, PM » bahoot khoob Hasni ji ********* tovajo kay liay ehsan'mand hoon. Eshvar aap par apni kirpa banay rakhy. Dr Maqsood Hasni « April 06, 2009, PM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/ek-pal-t44961.0.html *********
Jagtay rehnChoor tairay sohaag ki choriaan chora na lay Jagtay rehnaChanda ki koe mast kiran aankhoon ki masti Hontoon ki surkhi Chora na lay Jagtay rehna Hawa ka koee jhonka Tairay badan, tairay cehray Haya-o-taqadas kay sab reshtay
Apnay na pak lams say Choor choor na kar day Jagtay rehnaShab kay pechlay pehar ki anaetoon main Khuda tujh ko bhi shareek kar lay Jagtay rehna Gholab chanda ki ragoon say Sari shabnum nachoor na lay Jagtay rehna Raqeeb tujh ko tairi mohabatoon say Mehroom na kar day
Jagtay rehna, Mairay dost jagtay rehna Jaagna hi zindgi, Jagtay hi aazad hain ********* sajid_ghayel « April 13, 2009, AM » Bohat khoob Doctor Saheb... *********aap ki mohabat aap ki tovajo mairay liay bari maneviat ki hamil hai. Allah aap ko kush rakhy
Dr Maqsood Hasni « April 13, 2009, AM » *********Wah wah Dr. Ji wah kya baat hai. bahoot khoob likha hai. Nysha «April 13, 2009, AM » ********* janab nay apni mohabat anaet aur tovajo main rakha, yahhi maira hasal hai. Eshvar ki daya aur kirpa aap par bani rahay. issi tara apni yaad main rakheay
Dr Maqsood Hasni «April 13, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/jagtay-rehna-t45333.0.html ********* Laaj Fart-e-Jajbaat main jab tum nay Anabi hont apnay Hontoon par mairay rakh diay Zidagi! Mein to Oon lamhoon ki laaj nibha raha hoon *********
Azeem Aarzu « April 17, 2009, »Bohat Achche Maqsood Ji, Nice One,. ********* Dr Maqsood Hasni « April 17, 2009, PM » shukarreya janab ********* Rajesh Harish «April 17, 2009, PM » Nice one Hasni Ji
********* Dr Maqsood Hasni «April 17, 2009, PM » shukarriya janab Eshvar ki kirpa aap par bani rahayhttp://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/laag-t45454.0.html ********* Yaksaan Taqat ki khudaee Odher ho kah edhar
Kha jati haiReham aur kirpa kay shabad Ozv-e-zaeef par Yaksaan rehtay hainKhizaan aur bahar kay mosam ********* khamosh_aawaaz«April 18, 2009, 01:02:06 AM » VERY NICE LINES ....DR SB K_A *********
Dr Maqsood Hasni «April 18, 2009, AM »janab ki es tovajo aur mohabat k liay mumnoon hoon. ********* Nysha «April 18, 2009, AM » Very Nice Dr , Maqsood Ji! ********* Tanha(Saurabh) Maqbool Shayar « April 18, 2009, 10:15:17 AM »
bohat khoob Hasni ji! ********* Dr Maqsood Hasni «April 18, 2009, AM » janab ki tovajo nay maira hosla boland kiya hai. Allah Sahib aap ko kush rakhy.http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/yaksaan-t45460.0.html ********* Sanjh Bahmi ehtaram say nibh rahi hai Bai luos sanjh hai hamari
Jab woh roth jatay hain Hum mana laitay hain Hum rothain to, Raqeeb ki ban aati haiSar-e-Mehfal tohein kay dar say Hum khud hi man jatay hain ********* Azeem Aarzu « April 17, 2009, PM »Nice One Again Maqsood Bhai,. *********
Rajesh Harish«April 17, 2009, PM » Nice one Hasni Ji ********* Dr Maqsood Hasni« April 17, 2009, PM » navazesh, meharbani janab ********* khamosh_aawaaz« April 18, 2009, AM »
NICE LINES............DR SB. ********* Dr Maqsood Hasni « April 18, 2009, AM » shukarreya janab ********* Nysha « April 18, 2009, AM »Very Nice Dr, Ji! Keep writing................ ********* Dr Maqsood Hasni
« April 18, 2009, AM » janab nay hamaisha mairi hosla afzae farmae hai.nahain janta aap ka kin alfaz main shukariya ada karoon. Eshvar aap ko her moamla main safal rakhy. http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/sanjh-t45455.0.html ********* Taraqqi Tariki mehman bani ojaloon ki « April 19, 2009, AM » *********
wah ji wa kiya baat hai. saaz_haldwanvi « April 21, 2009, PM » ********* ye mehman sahar hone tak haimaqsood se mash-hoor hone tak hai a-daab ! [saaz haldwanvi] ********* Dr Maqsood Hasni
« April 21, 2009, PM » aap ki mohabat aur pazirie k sabab kuch na'kuch qalam say nikal jata hai. dua hai,aap par sada Hazrat Barana ji ki kirpa ka hon barsta rahay aur kushaan aap ka moqadar rahain. http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/taraqqi-t45485.0.html ********* Door ofaq main Jin ko hum pojtay thay Ramooz-e-khuda'wandi say na aashna niklay
Mairay vote nay Masnd-e-khudaee bakhshi thi jin ko Aaj subh hi say Door ofaq main Roposh ho gay hain ********* khamosh_aawaaz « April 19, 2009, AM »KYAA BAAT HAI DR SB............. NETAAON KAA YAHI HAAL HAI ********* Dr Maqsood Hasni
«April 19, 2009, AM » shukariya janabEshvar aap ko her moamaly main safl rakhy. ********* Tanha(Saurabh) Maqbool Shayar «April 20, 2009, AM » bohat khoob kaha aapne hasni sahab..... ********* Celmira
« April 20, 2009, AM » Nice one Hasni Ji ********* Dr Maqsood Hasni « April 20, 2009, AM »aap donoon dostoon ki es mohabat aur inyat k liay mumnoon hoon. Allah Sahib aap ko kush rakhy. http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/door-ofaq-main-t45484.0.html ********* Ab main tujhay
Ab main tujhay tairi ijazat say sochta hoon Tairi Aankh ka kajal abhi phela nahain Tairay boloon ki kalyaan abhi jowaan hain Kalaee kay talaee churay ki khanak Kab kal say joda hoee hai Kuch bhi to badla nahain Tairi donyan main koee aur tha Main yah kaisay maan loon Tu to wohi hai Jis nay mairy soch kay darwazay par
Sabr ka phera batha rakha hai Sochna yah hai Kis karda jurm ki wo saza thi Kah tu mujh say khafa thi Ya yah koee annokhi adda thi? Tu kayoon mujh say bai'parwa thi Tum nay mujh ko sochnay nahain diyaApni zaat kay jaziroon ko khojnay nahain diya Band kowaroon kay pechay Tujhy sochnay ki Aarzoo ka chehra Kabhi jita tha kabhi marta tha
Main sochay hoon?! Kaisay tum ko scoh sakoon ga Mairi itni basaat kahaan Tum wahaan ho jahaan main nahain Main zarra tu paharoon ka badsha Main zamein tu Aasmaan Haan itni tashfi zaroor hai Aakash ki shanakhat zamein hai Main tairi shanakhat hoon Aur tu mairy honay ka sabootAb main tujhay tairi ijazat say sochta hoon
Mon May 31, 2010 10:30 pm _________________ Alex9090 5 Star Member It is a nice one, doc. Did you write it?? ________________ Dr Maqsood Hasni punjab bari bari meharbani janab. ji haan,yah satrain mairay hi qalam se nikli thein.
Tue Jun 01, 2010 2:12 pm _________________ Alex9090 5 Star MemberThat makes it even more brilliant. Very touching and not a bit of it amateurish, NICE! Tue Jun 01, 2010 9:42 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjabaap k qlam se nikle her lafz ne mujhy itabar diya hai. achy aur
khoob'surat log achi aur khoob'surat baat karte hain.ab to dil chahta hai aisi hi aur chizain paish nkaroon. Allah aap ko kush rakhy Wed Jun 02, 2010 1:51 pm _________________ Aatish Forum Family Member V.nICe ShArIng G.!!! Wed Jun 02, 2010 3:38 pm _________________ Dr Maqsood Hasni
Search
Read the Text Version
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
- 6
- 7
- 8
- 9
- 10
- 11
- 12
- 13
- 14
- 15
- 16
- 17
- 18
- 19
- 20
- 21
- 22
- 23
- 24
- 25
- 26
- 27
- 28
- 29
- 30
- 31
- 32
- 33
- 34
- 35
- 36
- 37
- 38
- 39
- 40
- 41
- 42
- 43
- 44
- 45
- 46
- 47
- 48
- 49
- 50
- 51
- 52
- 53
- 54
- 55
- 56
- 57
- 58
- 59
- 60
- 61
- 62
- 63
- 64
- 65
- 66
- 67
- 68
- 69
- 70
- 71
- 72
- 73
- 74
- 75
- 76
- 77
- 78
- 79
- 80
- 81
- 82
- 83
- 84
- 85
- 86
- 87
- 88
- 89
- 90
- 91
- 92
- 93
- 94
- 95
- 96
- 97
- 98
- 99
- 100
- 101
- 102
- 103
- 104
- 105
- 106
- 107
- 108
- 109
- 110
- 111
- 112
- 113
- 114
- 115
- 116
- 117
- 118
- 119
- 120
- 121
- 122
- 123
- 124
- 125
- 126
- 127
- 128
- 129
- 130
- 131
- 132
- 133
- 134
- 135
- 136
- 137
- 138
- 139
- 140
- 141
- 142
- 143
- 144
- 145
- 146
- 147
- 148
- 149
- 150
- 151
- 152
- 153
- 154
- 155
- 156
- 157
- 158
- 159
- 160
- 161
- 162
- 163
- 164
- 165
- 166
- 167
- 168
- 169
- 170
- 171
- 172
- 173
- 174
- 175
- 176
- 177
- 178
- 179
- 180
- 181
- 182
- 183
- 184
- 185
- 186
- 187
- 188
- 189
- 190
- 191
- 192
- 193
- 194
- 195
- 196
- 197
- 198
- 199
- 200
- 201
- 202
- 203
- 204
- 205
- 206
- 207
- 208
- 209
- 210
- 211
- 212