Important Announcement
PubHTML5 Scheduled Server Maintenance on (GMT) Sunday, June 26th, 2:00 am - 8:00 am.
PubHTML5 site will be inoperative during the times indicated!

Home Explore مقصود حسنی کی شاعری شعرا اور اہل ذوق کی نظر میں

مقصود حسنی کی شاعری شعرا اور اہل ذوق کی نظر میں

Published by maqsood5, 2016-08-16 13:22:08

Description: abk_ksr_mh.801/2016

مقصود حسنی کی شاعری
شعرا اور اہل ذوق کی نظر میں
پیش کار
پروفیسر نیامت علی مرتضائی
ابوزر برقی کتب خانہ
اگست ٢٠١٦

Search

Read the Text Version

So Nice and more beautiful poetry. I like your sharing. Well Done faiza222 Senior Proud Pakistani Pakistan Wed Nov 13, pm _________________ Some time it is difficult to express ones feelings.Or to convey what is in the heart inside.Sometime the other side do notconceive what you want to convey.But it is correct to say what you want say: I K QAZI Moderator Germany

‫‪Thu May 29, 2014 7:27 pm‬‬‫‪http://www.forumpakistan.com/aazad-kar-dou-t94057.html#ixzz4HPKrCW2R‬‬ ‫_________________‬ ‫کس منہ سے‬ ‫چ بھرتے ہ ت‘ اٹھ نہیں سکتے‬ ‫ہونٹوں پر فقیہ عصر نے‬ ‫چپ رکھ دی ہے‬ ‫کتن عظی تھ وہ شخص‬ ‫گ یوں میں‬ ‫رسولوں کے ل ظ ب نٹت رہ‬ ‫ان بولتے ل ظوں کو‘ ہ سن نہ سکے‬ ‫آنکھوں سے‘ چن نہ سکے‬

‫ہم رے ک نوں میں‘ جبر کی پوریں رہیں‬‫آنکھوں میں خوف نے پتھر رکھ دیے‬ ‫ہ ج نتے ہیں‘ وہ سچ تھ‬ ‫قول ک پک تھ‬ ‫مرن تو ہے‘ ہمیں ی د نہ رہ‬ ‫ہ ج نتے ہیں اس نے جو کی‬ ‫ہم رے لیے کی‬ ‫جی تو ہم رے لیے جی‬ ‫کتن عجی تھ‬ ‫زندہ اشوں ک د بھرت رہ‬ ‫سوئے ص ی چا ہ دیکھتے رہے‬ ‫نیزے چڑھ ہ دیکھتے رہے‬ ‫مرا جا راکھ اڑی ہ دیکھتے رہے‬ ‫اس کے کہے پر دو گ تو چا ہوت‬ ‫کس منہ سے ا‬ ‫اس کی راہ دیکھتے ہیں‬

‫ہ خ موش تم ش ئی‬ ‫مظ ومیت ک فقط ڈھونگ رچ تے ہیں‬ ‫بے ج ن جیون کے دامن میں‬ ‫غیرت کہ ں جو رن میں اترے‬ ‫ی پھر‬ ‫پس ل اس کی مدح ہی کر سکے‬ ‫چ و دنی چ ری ہی سہی‬ ‫آ‬ ‫اندرون ل دع کریں‬ ‫ان مول سی مدح کہیں‬ ‫‪Thu Jul 24, 2014 9:36 pm‬‬ ‫_________________‬‫‪Hamesha hi nahi rehte kabhi chehre naqabon main‬‬ ‫‪Sabhi kirdar khulte hain kahani khatm hone par‬‬

mobi_loger islamabad Thu Sep 11, 2014 3:53 pm _________________ khoobatay rahiay aur kuch na'kuch zaroor share karte rahiay Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Thu Sep 11, 2014 5:40 pm _________________

bohot nice Dr saab,,n Mobi yu wer also v nice,,,,,,keep sharing,, Ibn 5 Star Member Sun Sep 14, 2014 7:09 pm _________________is khasusi tovajo ke liay ehsan'mand hoon Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Mon Sep 22, 2014 9:12 pm

_________________ boht umda sharing Smile Bin-Momin Forum Family Member Thu Jan 08, 2015 11:27 am _________________Wah g Wah bht zaberdast k yah hamy Poetry daikny ko mil rahe hn.... Razz doragames Islamabad Tue Oct 13, 2015 8:37 http://www.forumpakistan.com/kis-monh-se-t114540.html#ixzz4HPL2FmUT

_________________ Dr.Hasni aap kaa qalaam behtreen hai, dheron daad lekinJanaab kitne log isse parh sakte hain yeh mujhe maaloom nahin. Main khud agar text books kee tarah se likhaa ho to urdu asaanee se parh saktaa hoon warnaa zaraa mushkil hotee hai. icon_flower Clapping Smiley surindarn « September 26, 2014»http://www.yoindia.com/shayariadab/urdu-poets/%DA%A9%D8%B3-%D9%85%D9%86%DB%81-%D8%B3%DB%92-t117 236.0.html

Dil kay goshoon par Sagar pi kar Her qatra piyas somondar Palkoon ka sawun Janay kab barsay ga Faraat ka damun Sholay lay kay bhaga haiSahil shakti kis say mangay?! Mothi band kar lo Palkoon kay os par

Ratoon kay sapnay Suraj ki aankhoon main Bheek kay kokray Kali zulfoon kay mundarMaskan hain kali jiba waloon kay Janay say pehlayAankhoon main dhonwaan bhar lo Chand ka chehra Rawan ki bhagti lay kar Mosa kay koon say Dil kay goshoon par

Raban hi rab likh raha hai « ,2009 ,30 ‫ م رچ‬:‫» بروز‬ janaab Hasni SaaHeb: aadaab!aap kee naz^meN dekheeN. maashaa Allah aap bohat likh rahehaiN. meHnat aur shauq ke saath mut^aali,a'h bhee mil jaaYe to teHreer meN nikhaar baRh jaataa hai. apnee taKhleeqaat parmeree daad qubool keejiYe. is ke ba's do teen baateN kehne kee ijaazat chaahataa hooN. buraa nah maaneN. in baatoN se aap kee qadr-afzaayee maqSood hai, tanqeed naheeN. ek saath itnee bohat se naz^meN lagaane se log in ko dekh naheeN paate haiN. kam likhiYe aur dostoN ko paRhne aur raaYe dene kaa mauqa' deejiYe. warnah faa,idah kam ho gaa.

doosree baat yeh keh Roman Urdu kaa koyee saadah aur achhaaniz^aam apnaa leejiYe aur usee ko ista'maal keejiYe. maujoodah shakl meN aap kee teHreer paRhne aur samajhne meN diqqat hotee hai. teesre yeh keh likh kar Khud bhee paRh liyaa keejiyetaa.k Ghalat^iyaaN kam se kam hoN. aur sab se aaKhir meN yeh a'rZ^ hai keh agar naz^m kaa markazee Khayaal apne Zehn meN saaf rakheN aur us kee adaa,igee meN waZ^aaHat kaa ehitmaam kareN to sab ko ziyaadah faa,idah ho gaa. maiN is Khat^ ke tawassut^ se apne deegar dostoN se bheeiltimaas kartaa hooN keh woh Dr Hasni aur doosre nau-waarid dostoN kaa Anjuman meN istiqbaal kareN aur un keetaKhleeqaat par chand alfaaz^ hee sahee lekin kuchh likh diyaa kareN. isee t^araH chiraaGh se chiraaGh jaltaa hai. ham ek doosre se Ghaafil hoN ge to yeh chiraaGh bujh jaaYe gaa.

« 2009 ,01 ‫ اپریل‬:‫»بروز‬ Sarwar A. Razhttp://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=3347.0 Raam bhali karay ga Hath kay badlay hath Khon kay badlay khon Jan kay badlay jan Adoo nay Magar loot liya hai

Kis say faryaad karain Wohi monsaf howa hai Jis kay hath main pathar Baghal man khanjar Maqola yah baqi hai Char ja baita suli Raam bhali karay ga « ‫ صبح‬,2009 ,01 ‫ اپریل‬:‫» بروز‬ mukarramee Hasni SaaHeb: aadaab! aap ko UrduAnjuman meN dekh kar masarrat huyee.Khush-aamadeed! yaqeen hai keh yahaaN ke dost aur maaHaul

aap ko pasand aaYeN ge aur aap apnee shirkat se Urdu kaa kaam baRhaane meN hamaaree madad kareN ge. shukriyah. aap kee muKhtaSar naz^m dekhee. aaj kal ke Haalaat par achhaa tabSirah hai. aur is Haalat kaa koyee Hal bhee naz^arnaheeN aataa. aap ke Khayaalaat achhe haiN aur in kaa iblaaGh bhee Zarooree hai. bayaan meN behtaree kee gunjaa,ish hai.meraa Khayaal hai keh aap ko sab se pehle yeh sochnaa ho gaa keh kaun see Sinf meN likhaa jaaYe, ya'nee paaband naz^m,aazaad naz^m yaa nacree naz^m? us ke ba'd unheeN uSooloN par likhaa aur parkhaa jaa saktaa hai. Anjuman meN aate rahiYe. hameN aap kee Z^aroorat hai. aur apne dostoN ko bhee da'wat deejiye. shukriyah. Sarwar A. Raz

«2009 ,01 ‫ اپریل‬:‫بروز‬,»http://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=3369.0 PALKOON PAR SHAAM Godaz palkoon par shaam gozari Her mosam yaad ka nishter Her subh Sehra ka pather (Suraj) Binaee ka mamba Aakhain kho baitha Her Aasha zakhmi zakhmi

Her nagama Izraeli IsrafiliKhoon main bhiga Aanchal Gunga ka Her rasta Chup ka kaidi Darya kinaray Moun daikhay hain Bai'aab nadi main Gulab ki kashain Pani pani

Palkain, Sanpoon kay ghar Janein kidher Palkoon ki shaam Her shaam par bhari hai ********* bahut umdah Janaab, dheron daad. surindarn December 08, 2014,http://www.yoindia.com/shayariadab/urdu-poets/palkoon-par-R eply

Mujh ko mun mandar main saja lo Kah aankh darichoon sayQos-e-qaza kay rangoon main dhal kar Ganga jal main dhol kar Baharoon kay mosam jhankain Khursheed shabad Jiwan dharti ko binaee bakhshain Tairi aaghosh main palti moskanain Mairi tairi mirti ko Amarta kay bardan main tankain Mujh ko mun mandar main saja lo

Kah Kaam Daiva Her bar kab, Khush bahti ka mangal sutar Golab galo main rakhta hai Kali ratoon main Hontoon ki hidat bharta haiMujh ko mun mandar main saja lo Kah tairay aankh darichoon say Baharoon kay mosan jhankain *** Bohat khoob Dr Maqsood ji...

honeyrose « March 29, 2009, 08:53:11 AM » Good One Hasni Ji !!!!! «March 30, 2009,AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/aankh-da richoon-say-t44935.0.html Sheh ki lathi Anarkali kay Diwaroon main chonnay ka Jab bhi mosam aata hai

Aas kay mosam mar jatay hain Her jatay hain Chand aur suraj Aaksh aur dharti Ziast kay sab rang Phikay par jatay hain Kal ki mang sajanay koIshq phir bhi zinda rehta hai Dukh sukh sehta hai Yah khail sha zadoon ka hai Sha zaday kab martay hain

Sheh ki lathi Anar kali kay sar par Mandlati rehti hai Kamzoor ozoo parSab mosam bhari hotay hain ***accha likha hai aapne Dr. ji Roja «March 30, 2009, AM » ***Bohat Achche Maqsood Ji,./

Nice One. Azeem Aarzu «March 30, 2009, AM » *** aap ahbaab maira sarmaya hain. Allah Sahib aap sab ko kush a Dr Maqsood Hasni «March 30, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/sheh-ki-lathi-t44994.0.html ********* Shaam bhi mairi hai

Tairay jivan ki her nikhri subh Dar mairay par, sajda kartay gozri Khushoon ki sari kalyaan Mairay qadmoon main dhar kar Eak naam maira tairay hisay aaya Yah kali ratain Khoof par bhari ratain Damun main tairay rakh kar Aasha ki mirti ka Kayoon saman karoonTairi subh mairay mathay ka jhomar

Tairi shaam maira oran hai Tairi subh bhi mairi thi Tairi shaam bhi mairi hai ***Bahut hi khoobsurat likha hai aapne.. {Angel} «March 30, 2009, AM » *** Bahut khoob Applause Roja «March 30, 2009AM »

*** aap donoon k liay mairay dil main bari izzat aur ehtaram hai Eshvar aap donoon ki her kamna puri Dr Maqsood Hasni «March 30, 2009AM » *** Nysha wah wah very nice gain. superb! «March 30, 2009, PM » ***mohabat aur itna piyar dainay k badlay mein na'cheez kiya day sakta hoon.

mairay pas duaoon k siwa kiya hai?! Allah sahib aap ko barkat day. Dr Maqsood Hasni « March 30, 2009, PM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/shaam-bhi-mairi-hai-t44996.0.html Mujhy ik Khaab likhna hai Mujhy ik khaab likhna hai Aankhoon main mahtaab likhna hai Aankhain hi kiya Sar Bil ki tajori main para hai

Mairay purkhoon ki yah kamaee Os kay hath kaisay aaee Mairay kisi apnay nay Apni zarorat kay liay Kuch takoon main Kahein os ko na day aaya ho Pochna to ho ga Maira sar borida jism Mohtasib tak ja ay kaisayFaraz ka qaraz choka ay kaisay Kiya sonay, sona ay kaisay

Aaj baishak, Mal-o-manal aziz rakhta hai Apni aankhoon kay evaz Day sakta hoon mein Khizr ki chaap Jo ab mairi zarorat nahain Mujhy ik khaab likhna haiAankhoon main mahtaab likhna hai *** Nice One Again Maqsood Ji,. Azeem Aarzu

«March 30, 2009, AM » ***Wah wah dr. sb. aap bahut accha likhte ho. Daad kabul kijiyega. and be regular. Roja «March 30, 2009,AM » *** Once again so nice to read such lines from you.. You write really well.. Keep writing plz {Angel} « March 30, 2009,AM » ***

lafzoon kay moamla main kam hi kamzoor parta hoon likin aaj janay lafz kahaan gay kah shukarriya ada karnay k qabil bhi nahain raha. aap sab maira asasa hain. Eshvar aap sab ko hamaisha salamat rakhy. Dr Maqsood Hasni «March 30, 2009, AM » *** Wow Very nice Dr Ji. kya khoob likha hai. keep writing.... Nysha «March 30, 2009,AM » {Angel}

« March 30, 2009,AM » ***Khoobsurat Alfaazon ko hamesha taarifein hi milti hia... {Angel} «March 30, 2009, 12:00:57 PM » *** shukarreya janab Dr Maqsood Hasni « March 31, 2009, AM » *** Bahoot khoob Dr. Hasni ji!

Rau «March 31, 2009, AM » *** tovajo k liay, bari bari mehar'bani janab. Dr Maqsood Hasni March 31, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/mujhy-ek -khaab-likhna-hai-t44995.0.html Bai'nawa dastak

Reet bot ki shanasaee mangayIshq karbala si aabla paee mangay Hosn talu kay dosh Bala ka gol nosh Chasham ba kaf nikla Zist nay hathoon hath liya Dhoop main saya-e-shajar tehraKoee ossay namood-e-sahar samjha Wo paikar-e-firdous Aankh kay sab tarkash Jo sath laya tha

Kab chala paya tha Apnay sa ay say lot giya Aaena patharoon sayApni kichioon ki binaee mangay Lafzoon ki bai nawa dastakFakhtaoon say bai riyaee mangay Parsaee mangay Darya bareshSehra badloon say rihaee mangay Zist ka hr naqsh Sila-e-bai radaee mangay

Reet bot ki shanasaee mangay Ishq karbala se aabla pae mangay ***bahoot khoob Dr. ji behad umada likha hai aapne... kadi gehrai hai isme Nysha « March 31, 2009, AM » *** tovajo farmae k liay shukar'gozar hoon. Allah aap ko kush rakhay. Dr Maqsood Hasni «March 31, 2009, AM »

http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/baibawa- dastak-t45002.0.html ********* Mein jo bhi hoon Mein jo bhi hoon Is say kiya Chaand aur suraj ki kirnoon par Maira bhi to haq hai Dharti ka her mosam Khuda ka her ghar

Maira bhi to hai Quran ho kah Gita Romrain ka her qissa Baebal ka her warqa Garanth ka her panna Maira bhi to hai Taqseem ka dar Jab bhi khulta haiLaat kay daftar ka her munshi Barood ka malik Parchi ka mangat

Taqseem ka dar band kar daita hai Daftari molaan kay monh main Kheer ka chancha rehta hai Pandat aur Father Madrassay ka mashtar Haan naan kay pul par baithay Totay ko fakhta kehtay hain Dad gar kay dar ka sawali Pani balota hai Kam tar say bhi kam tar Kalaj ka monshi

Jivan'dan hawa ko tarsay Gholamoon kay sum pitay Barshoon ki zad main hai Sab acha ka tilk saja kar Sofaid ghar kay chamchay Toni kay karchay Taqat kay pait mainKorbal korbal kartay yah kirayAjmal ka monh charatay hain Raam aur Esa kay bool Maical Jaksan ki phorti

Kareshma ki chosti main Rol khol gay hain Masael ki rori par baitha Mein gonga behra Zakhmi zakhmiMadinay walay ki rah daikhay hoon Ali Ali pokaray hoon Nanak say bhudhi'maan Lakchaman aur Baha say Veer Talashay hoon Mein jo bhi hoon

Is say kiya Mithay boloon par Maira bhi to haq hai *********Aap ki feelings aapki soch...bohot hi umdah... Bohot hi Khoob Hasni Ji Celmira « March 31, 2009, AM » ********* khasusi tovajo k liay ehsan'mand hoon. Dr Maqsood Hasni « March 31, 2009, AM »

http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/mein-jo-bhi-hoon-t45014.0.html ********* Sonny main aaya hai Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain Suraj ab sharaq say othta hai?! Sofaid ghar kay mundar ka bout Kis Mahmood nay tora hai?! Os ki gardan ka sarya Kis Tipu nay phora hai?! Pound satarling dallor

Ropay kay dou miltay hai?! Sonny main aaya haiHum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain Baiwa ko tok milta hai,Woh pait bhar khati hai?! Ghareeb ki bitya Doli charti hai?! Jo jivan dan karay Wo daroo ki shishi Moft main milti hai?!

Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain Mosa ho kah EsaGirjay aur Haikal kay zindan say Mokt howay hain?! Budh Ram Baha Kah Nanak kay pairo hoon Ya phir Chirad Shrif kay basi Apna jivan jitay hai?!

Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain Gotay aur Bali Taigor tay Jami Sue Feng aur Shelle Sab kay tehray hain?! Molaan Pandat aur Gijay ka warisInsanoon ko insanoon kay kaam aanay ki kehta hai?! Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain

Taraqi kar gay hain Shair aur bakri Eak ghaat pay pani pitay hain, Eak kach main rehtay bastay hain?! Saithoon ki basti mainMil bant kar khanay ki charcha hai?!Khail rishwat ka na kaam howa hai?! Monsaf,Kayoon kar Iman Quran ki kehta hai?! Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain

Taraqi kar gay hain Mun tan ka waris Tan mun ka bhaidi Jab bhi tehray ga Jivan ka her sukh Qadmoon ki thokar Ambar kay os par Insan ka ghar ho ga Sonny main aaya haiHum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain

********* Bohot Khoob Hasni Ji Celmira « April 01, 2009, AM » *********wow Very nice! bhaoot khoob likha hai aapne. Nysha « April 01, 2009, AM » ********* Nice One Again Maqsood Ji,. Yunhi Likhte Rahiye,.


Like this book? You can publish your book online for free in a few minutes!
Create your own flipbook