salam 2 all! no dobt Dr. sahab ur views abt experience arecommendable. i agree with u. i remember Ashfaq Ahmad's viewson this topic. he z of the view that v educated ppl considerilletrate ppl inferior 2 us bcz they havnt read any buks but in factthey r as much respectable n aware as r the educated ppl. i thinkcombination of education n experience z an ideal thing. sosmthng must b done on these lines as well....http://www.forumpakistan.com/tajarbah-aur-os-ki-ehmiat-t13611.html #ixzz4Fh7Cvpx6_________________ Ahal-e-ilm izhar-e-khayaal farmaein
Mujhy eak mobile sms mila hai: Vina malik nay big boss kay baad film Om Mohammad signki hai. Mohammad naam kay sath hindu bhagwa om ka naamlagaya giya hai. Yah tohein rasalat hai.Pehlay lafz Om kay maeni jannay ki zarorat hai os kay baad kisiqisam ki karwaee ya ehtajaj karna monasib ho ga:OM,like Amen and Ahmeen means the Divine which manifests as allthat is.OM is the \"word\" as in; \"in the beginning was the word\" whichmeans primal sound or vibrations from which all other namesand forms arise and to which we all return.
OM is the Alpha and the Omega. http://users.bestweb.net/~om/yoga/MOM.htmlAum has more than hundred meaning and one of them isWelcome to the Godhttp://forum.spiritualindia.org/philosophy-spirituality/meaning- of-om-t3864.0.htmlOm /Aum:Eshwar ka sab se moqadas naam,haan waqaee, aameinFaroz ul lughat urdu, freed book depu, Dehli 1987Om is meant to be the sound of the universe.The vibration of everything at once.
It's meant to open you mind and enlighten...This word is used in the beginning of mantras, in hinduism.Mantras are the words we use while conversing with God.http://in.answers.yahoo.com/question/index?qid=20100113235425 AAYf8qEThe ancient syllable \"OM\" is the shortest of the Mantras and inIndian tradition it is a word suggestive of God.The scriptures tell us that \"OM\" is the planets primordialvibration from which the entire universe has arisen. All othersounds are contained within it.It is said that A represents the waking state. U the dream stateand M the state of deep dreamless sleep. the fourth state, soundsin the resonance following M.
http://www.earthways.co.uk/om.htmlSun Mar 04, 2012 3:35 pmI K QAZILocation: GermanyDear Dr.Bhai!!! Agar Aisa Ho Bhi To Achanbay Ki Baat Nahih.ALLAH, MOHAMMAD aur Dooray Muqadas PAIGHAMBARONk Darajaat, Azmat O Takreem Ka Ahsas un Loagon Ko Hota HaiJo samajhtay Hon.Ye Paisey K Liye Khud Ko Nanga KarnayWalay.Ye Nang e Qaom O Millat Kya Janain.Veena Malik,NoorType ki Ye Zaleel Makhlooq Auroton K Naam Par Dhaba Hain.JoHinduon K Saath Zindagi aur Ratain Guzar Sakhtain Hain.TouUney Mazhab,Ikhlaq aur Qaom Ki Kya Fikar.Haan Ye HumLoagon K Liye Lamha e Fiqar Hai Jo K MOHAMMAD (SAW) Ki
Azmat,Takreem aur Naam Par Marnay K liye Bhi Tayaar HotayHain.Kyun K ALLAH ney Humey Ye Hukam Diya Hai.HumeyChahiye K Inn Loagon Ko Ibrat Ka Nishan Banayain.Pata NahihInn Nang E Millat K Waledain Aur Bhai Kaisey Inn Halaat seysamjhota Kar Lehtay Hain. Haan Humarey Andar Bhi MunafiqatAur Kisi Cheez Ki Kami Hai K Hum Noor (film Actress) Ko QamiTV Par programm Karney Dehtay Hain balkay Uss sey Lutafandoz Bhi Hotay Hain. Mey aam zindagi Mey Adam TashadatKa qahil Insaan hoon.Lehkin Is Jaisey Muhamlay Mey Mein HarHad Sey Guzarnay Par Tayaar Rehta Hoon.Jis Insaan K Dil MeyMOHAMMAD (SAW) k MOHABAAT Ki Aag Na Sulag Rahi HonTou Wo Kaise Khud Ko Musalmaan kehla sakhta hai.Inn LoagonK Khilaaf bhi Aik \"Tehreek E MUSTAFA(SAW) chalanay KiZaroorat hai.
Sun Mar 04, 2012 8:36 pmDr Maqsood Hasniaap ne tovajo farmaee es ke liay ehsan'mand houn.Mon Mar 05, 2012 3:30 pmI K QAZIYe hum sab k liye ijtemai lamha e fiqriya hai.Inn loagon koqaraar waqiya saza milni chahiye aur inn ka samaji \"Boy cott\"bhi hona chahiye.Waisey inn Nang e Qaom Par Ziada TabsareyKarna Inney Numaya Karney Ka Sabab Banta Hai.Iss liye Inneydar guzar \"Ignore\" karna chahiye.Mon Mar 05, 2012 3:59 pmDr Maqsood Hasni
haan yah baat to thek haishukarriya janabThu Mar 08, 2012 2:40 pmI K QAZIMujh sey Mutafiq honay ka shukria!!Waisey ALLAH K HaanDhair Hai lehkin Andhair nahih.Inn Ko Apnay Gunahon Ki SazaZaroor Miley Gi!!!!!Thu Mar 08, 2012 8:30 pmDr Maqsood Hasniinsan zamein par khud hi apnay liay aag ya phoul jama kartahai. gaya woh apni banaee hoee jannat ya jahanum main basaira
kare ga.Fri Mar 09, 2012 3:34 pmI K QAZIYe Khaki Apni Fitrat Mez Na Noori Hai Na naari HaiRolling Eyes Rolling Eyes Rolling EyesSun Mar 11, 2012 7:18 pmwazzub saudiathanssssssssssssss so muchhhhhhhhttp://www.forumpakistan.com/ahal-e-ilm-izhar-e-khayaal-farm aein-t85957.html#ixzz4FhXHlyel
Aap ke nazdeekaap k nazdeek na'insafi kiya hai aur yah kayoun janum laiti hai?Mon Sep 05, 2011 12:18 am_________________I K QAZIModeratorGermanyJab Muhasharay mey \"Halal\" Aur Haraam Ki Tameez KhatamHo jaye.Jo muhashara Zindagi Ki Andhi Doarr Mey Nafsa NafsiKa Shikaar Ho jaye tou Wahan Na Insafi Janam Lehti Hai.Ba
hesiat E Musalman Hum Loag Ibadaat Par Ziada TawajoMarkooz Kartay Hain.Aksariat Namaz,Roazay waghaira kiPabandi Karthi Hai Aur Isey Hi Islam Ki Taleemat aur ALLAHTA'ALA ki Khushnoodi Ka Zariya Samajhti Hai,Lehkin Deen EIslam Aik Mukammal Zaabta e Ikhlaq Hai Jis Mey TamaamCheezon Ka Ahata Kiya Huwa Hai.Aur Isi Liye Humey Ibadaat KSaath saath Muhamlaat Ko Drust Karnay K Liye Kaha GayaHai.Ye Muhamlaat Kya Hain?Iss Mey Huqooq Ul Ibaad (DoosreyLoagon K Haqooq Ka Khayal) Rakhna,Apnay Haq Sey Ziada KaTaqaza Na Karna,Dosron Ki Izaat e Nafs ko Tais NaPoanchana,Dosron Ki Izaat,Maal Aur Jan Ka Tahafuz.Loagon seyLai Dehen,Tahluqaat,Rawabat,Rishtedari,Dosti waghaira meyInsaaf sey kaam Lehna shamil hai.Jis Muhasharay k Loagon ParNafs sawar ho kar Uss ki Laghaam Tham Leh ga.Tou wo Sahih
Soach,Fikar aur Insaaf se Beghana ho jaatay hain.Jis sey KMuhasharay Mey Na Insafi Janam Lehti Hai.Iss Par JabMuhasharay ya Mulk Mey Insaaf aur adalat fraham Karnay KaNizaam Ki Adam Mojoodgi Halaat Ko aur Bhi Bighaarr Dehti haiaur Loag Qanoon ko haath Mey Leh Lehtay Hain Jis seyMuhashara Inteshaar aur La Qanooniat Ka shikaar Ho jaataHai.Har Aik Shakhs Apnay Zulm,Ziadati aur Juraim Ki Toahjeeh Paish Karnay Laghta aur Apnay Juraim Ko \"Justify\" karnayki Koshish Karta Dikhai dehta hai.Achai Brai k Pehmanay badaljatay Hain Aur Tameez Mit Jaati hai.Yahan Mey Hazrat Ali(KAW) k Ail Qaol Ka Hawala zaroor dehna Chahoonga Jo KHumaray Liye Aik Masha e Rah Hona Chahiye wo ye k HakumatKufar par qaim rah sakti hai na insafi par nahi (An empirebased on infidelity can withstand, but not the one based on
injustice).Mon Sep 05, 2011 7:06 pm_________________Dr Maqsood Hasnipunjabjanab ne tovajo farmae, es k liay ehsand'mand houn.Allah aap ko kush rakhy.Mon Sep 05, 2011 7:17 pm_________________I K QAZIModeratorGermany
It is my pleasure!! ALLAH Aap Samet Tamaam Loagon ko Khushaur Aman sey Rakhay.AMEEN!!!Tue Sep 06, 2011 2:54 pm_________________faizal2000KSAمیرے خی ل میں مع شرے میں ن انص فی اس وقت جن لیتیہے ج م ک کے وس یل مراع ت ی فتہ طبقہ کے لیےمخصوص ہو ج تے ہیں۔Thu Oct 06, 2011 1:50 pm_________________humdanmunKarachi
faizal2000 wrote: میرے خی ل میں مع شرے میں ن انص فی اس وقت جنلیتی ہے ج م ک کے وس یل مراع ت ی فتہ طبقہ کے لیےمخصوص ہو ج تے ہیں۔Yes, bilkul sahi kaha aap ne,Fri Oct 07, 2011 11:08 am_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabaap donoun ki tovajo k liay ehsan'mand houn. Allah aapko kushrakhySun Oct 09, 2011 5:15 pm
_________________Jarhead121Senior Member PakistaniPandora. UKJustice.Mother of all sins in INJUSTICE. When people become greedy,Hippocrates, corrupt and don t do justice then crime prevails. Ifall Muslims just follow this one commandment from Allah: OYou who believe! Stand up firmly for justice, as witnesses untoAllah, even against yourselves, or your parents, or your kin, andwhether it be (against) rich or poor. Allah protects you both(much) better. So follow not the desires (of your hearts) , becauseyou may swerve, and if you distort justice, or decline to do justice;
Surely Allah is Well-Acquainted with all that you do. (Qur an,4:135), then all our problems will be solved. But who wants it?Sun Oct 09, 2011 7:38 pm_________________Jarhead121Pandora. UKJustice.Surah al-Hujurat ayah 9:...Fa in baghhat ihda huma ala al-ukhra fa qatilu allati tabghihatta tafi'a ila amr Allah......So if one of the (parties of the faithful) does wrong to the other,then fight against the one that does wrong until it comes back
around to the commandment of Allah...But in Pakistan s case all parties are corrupt and wrong doers soAllah has to root out this cancer in tahe hands of someone else.That someone else is knocking on the door now.Sun Oct 09, 2011 7:52 pm_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabaap ne tovajo farmae es k liay dil-o-jan se ehsan'mand houn.Allah aap ko kush rakhy._________________
http://www.forumpakistan.com/aap-k-nazdeek-t79186.html#ixz z4FhMa3PSKAllah Sahib kisi bhi sata par ghalt nahain kartaAllah Sahib kisi bhi sata par ghalt nahain karta ya is baat koyoun lay Lain kah Allah Sahib say ghalt nahain hota. Issi tarawoh kisi jan par ziyadti ya zulm nahain karta. Is liay kisi manficheez ko Allah Sahib ka mojza kehna kisi bhi surat main darustaur jaez baat nahain.Padaishi zehni ya jismani mazori ki kaee vajohaat biyan ki jatihain. Is main say eak qaribi reshtoun main shadi bhi shamil hai.
Behan bhaee kay sath ya bhaee behan kay bachoun kay gharshadi karni say kharabi ki surat nikal aati hai. Yah baat aamsonnay main aati hai kah 1st kazanz kay haan bachoun ki shadiaati nasal kay liay kharabi ka sabab ban sakti hai.Milaap kay doran ki sochain ya koee ghameer soch kay hawalasay kharabi ki surat nikal sakti hai.Hamal kay doran laga taar rehnay wali koee manfi soch yapaeshani bhi kharabi kay rastay nikal sakti hai.Zehni douri ya na'pasand ki shadi say bhi munfi rastay nikalsaktay hain.Jenz aur DNA kay hawala say bhi kharabi ki rahain nikal saktihain.Farioqain ki zehni mazouri say bhi aatay bachoun ko noqsan
ponch sakta hai.Mada manviya ya bacha'dani main aanay walay anday mainkharabi ho sakti hai. Is hawala say bhi mazour bacha janum laysakta hai.http://www.forumpakistan.com/allah-sahib-kisi-bhi-sata-par-gh alt-nahain-karta-t69742.html#ixzz4FhLcX5ZDJo bhi samjh lain Ghalt Allah se mansoob nahain kya ja sakta. Ismain kahein na kahein insan ka apna hi qasoor hota hai.farauon ko hi lay lain ossay kis ne kaha tha kah darya maingoray daal day. Insan apni kartoot ko janta hai. Ossay maloomhota hai kah woh kitnay pani main hai. Mossa kaleem ullahjantay thay kah yah Allah ka kaha hai is liay ghalt nahain hosakta lihaza onhoon ne darya main goray daal diay. goya
farauon apni karni main pakra giya. Yah baat her sata parbawar rehni chahiay kah Allah ghalt karta hi nahain, Woh toinsan ki sarbolandi chahta hai. Ab insan apnay paoon parkahari marta hai to marta rahay. Dard walo! Otho aur insan bachaoInsan ba'khoubi janta hai kah eak rooz ossay marna hai aurdonya ka maal doyan main hi chour jana hai. jab woh mar ja'ayga os ka maal os kay kuch kaam nahain aa'ay ga aur nahi wohlog jinhain woh apna samjh raha hai os kay sath jaein gay. Os
kay janay kay baad sab kuch hasab-e-sabiq chalta rhay ga. oskay apnay khaein piein aur gaein gay bhi aur apni nasl kobarahaein gay. Kabhi kisi baat kay hawala say ossay yaad karlain gay warna shaed woh kisi ko yaad tak na rahay. Yah zindalogoun ki zindgi kay hawala say majbori hoti hai. oon kay pasapni tarjihaat hoti hain.In omour ko jantay howay bhi insan donyan ko sab kuch samjhbaithta hai. zindgi kay tamam hawalay apni zaat tak mahdoudkarnay ki tak-o-dou main zindgi gozar daita hai. Woh is mainkisi aur ko shareek karma kofr khayaal karta hai. Kisi aur kishirkat ossay sakht na'kush aur na'gowar gozarti hai. Barichalang laga'ay ga to zindgi ko apnay pariwar tak khuol day galaikin wahan bhi bukhal say kaam laita hai zara aagay bhartahai to zindgi ko konba, qabila, alaqa, rang nasal, zaat paat,
nazriya, mazhab waghera tak hi mehdoud rakhta hai. Wohsamjhta hai kah os kay bana'ay hisaar say bahar jo bhi hai kiramakora hai, insan nahain. Os kay hisaar say bahar kay logoun kizindgi, ana, jazbaat, ehsasaat, maal, jan, izzat koee maeniviatnahain rakhtay.Insan nay apnay bana'ay howay hisaar kay andar bhi bohatsaray chotay chotay daeray khanch rakhay hain. Goya insanmakhous daeroun say mota'alaq logoun say dilchaspi rakhta hai.In daeroun say dour kay log kisi bhi surat main insani haqouqkay mostahiq log nhain hain aur onhain moash, moashrat,nazriay, mazhab, izhar-e-ra'ay waghera ka haq milalay ya namilaly khair hai, koee baat nahain. Haan os ka aur os kaydareray say mota'alaq logoun ka haq ghasab nahain honachahiay. Yah nazriya aur soch khuli insaniat ki tohein hai. Is
qisam ka rovaeya soch, andaz aur amal kisi bhi hawala saydarust nahain.Is monafiq aur khud gharz ehad main jo log insan aur sirafinsan say mota'alaq sochtay hain yaqinun bohat baray log hain.Mein mazhibi aur siyasi logoun ko sonta aur parhta rehta houn.Woh sab zaat kay qaidi nazar aatay hain. Koee kahein aur kisipar bhi zulm rava rakhta hai os ki mazmat hi nahain os kamohasba bhi hona chahiay. Ossay is liay moafi kay khatay mainnahain rakha jana chahiay kah woh falaan makhous tabqay,qabilay, alaqay ya phir nazriay ka admi hai.Issi tara jab kisi say pusha jata hai kah aap koun hain to wohbatata hai kah mein hindu houn, sikh, mosalman, esae wagherahoun. Baat yahaan tak hi mahdoud nahain yah taqseem ka amal
is say kahein aagay bhar giya hai. mosalmamoun ko hi lay lain,jo mosalman kam wahabi, barailvi, hanfi, devbandi, jamati,nadvi, shiya waghera ziyada hain. Mein nay to yahaan takdaikha hai kah agar dosray mazhab ka koee masjid main aa karnamaz parh laita hai to woh farash tak okhar daitay hain.Eak alama sahib jo ab Allah kay ehsan aur karam say marhoumho gay hain, farmaya kartay thay agar konvain main kota gir ja'ay to itnay bokay nikal kar pani saaf kiya ja sakta hai laikin kisiwahabi kay gir janay say konvaan paak saaf nahain hota balkahkonvaan hi pour daina chahiay. Issi tara wahabi hazrat kikartoutain daikhain to shadeed sharmindgi aur dukh ka samnakarna parta hai. Yah her os baat ya Hadees ko darust mantayhain jo oon kay aqiday say mail kha rahi hoti hai. yah log to haaddarjay kay ziddi aur hat dharam sabat hotay hain.
Goya insan tisri sata par chala giya hai yaeni pehlay soni wahabiwaghera phir mosalman aur os kay baad insan. yah eak dosrayko doshnam kartay hain. Yahhi nahain eak dosray ko kafar takkeh jatay hain.Mazahib kay olma nay Dein ko baap ka maal samjh rakha haiaur is ki jarain roti say jour di hain. Yah log barsar-e-aam eakdoray ko bora bhala kehtay hain. Eak dosray kay jazbaat ko thaisponchatay hain. Apnay kehay ko sach sabat karnay kay liaydalael kay ambaar laga daitay hain. Agar monh say nikal giyakah hathi anday daita hai to is baat ko sabat karnay kay liayzamein aasman eak kar daitay hain.Onhain is baat say koee kaam nahain hota kah hathi kuch bhinahain daita, yah kaam hathni kh hai. choun'kah oon kay monh
say nikal giya hota hai kah hathi anday daita hai lihaza yahhihaqiqat aur yahhi donya ki sab say bari sachae hoti hai. Jo is sachke khalaf ja'ay ga woh kafir ho ga. Mein in batoun ko daikhtayhoway aksar sochta houn kah yah eak dosray ko kafar qarardaitay hain to phir mosalman kahaan aur koun hain?!Aaj tamam mazahib kay log khasusan mosalman donyaan mainzaleel-o-khar aur toswa ho rahay hain. Inhain aur qomoun saykahein ziyada in ki kartotoun kay sabab litar par rahay hain. Iszillat-o-khari ki dou vajo samjh main aati hain:1- Her kisi nay apni dhar eint ki masjad bana rakhi hai aurwoh issi ko darust qarar dainay par tola howa hai. yahhi nahainis moamlay main aourun ko khatam kar dainay ki thanay howayhai. Taqseem kay amal nay insan say os ki insaniat chein li hai.
2- Insan ki taqseem kay natija main jah aur maal pasand log,logoun kay moash aur moashrat ka satyanas maar rahay hain.Is dour main zarourat Is amar ki hai kah insani haqouq kaythaiky'dar insan ko in moash dushman jonkoun say bachaeinaur tafreeq kay amal ko rokain. Gonda qovat jo auroun ko topaband karti hai laikin ossay apni pabandi qaboul nahain.Adaroun ko taqat say aazad karanay aur onhain oon kaydaera-e-kaar main kaam karnay ki ijazat milni chahiay. Onhainis kay liay tein hawaloun say kaam karna ho ga:a. logoun ko yah bawar karwanay ki zarorat hai kah woh kuchbhi honay say pehlay insan hain aur her insan barabar hai. Issitara her insan ka dosray insan par haq faeq hai. Dukh takleef yamosibat main koee bhi ho, os ki madad karna hi insaniat hai.
b. Moashi jonkoun kay liay joun'mar dawa bananay ki saee kijani chahiay.c. Siyasisi aur mazhabi logoun ka daera tang kiya janachahiay ta'kah woh insan ko taqseem na karain.d. Her koee apnay mansabi kaam tak mahdoud rahay. Zarorihai kah woh pehlay sochay kah ossay kiya karna hai is kay baadwoh os paishay ko ikhtaiar karay. Bai' shumar daktar, anjiniarwaghera malain gay jo nach ganay, iqtadari dafatar, mazhab saymonsalik ho kar os shubay kay mamay khan banay howay hain.Jo yah mazhab ya khidmat day rahay hain insan ko is kizarourat nahain. Eak shakhas kansar ya phir aids main mobtalahai woh nach ganay taqareer, siyasat ya mazhab ko kiya karayossay dawa ki zarouat hai jo in kam'kosoun nay taiar hi nahain
ki aur nahi is janib in ki koee tovajo hai. insan ko aaj insanbananay ki zarourat hai na'kah wahabi soni shiya bananay saykoee matlab hai.e. Ghonda qovat ko lagam di ja'ay aur insani akath main os kira'ay bhi dosroun kay barabar honi chahiay na'kah sab ki ra' ayko vito ka istamal karkay haraf-e-ghalt ki tara mita kar rakh day.Agar insani haqouq kay daee aisa nahain kartay ya kam az kamis qisam ki aawaz nahain othatay to phir onhain insani haqouqkay daway aur nambar'dari say alag ho jana chahiay Ba'suratdigar log samjhnay par majbour ho jaein gay kah yah bhi khalizoban kay dhani hain amal sach aur haqiqat say in ka koeeta'alaq wasta nahain.Paiat pojari logoun ko mairi batain talakh lagi houn gi laikin
zara giriban main monh daal kar to daikhain onhain mairakaha sach dikhaee day ga. Onhain is jahan main wah wah aurjay jay kaar to mil ja'ay gi laikin qiyamat kay rouz oon kay galaymain baad nasibi ka touq ho ga yah'hi nahain aati naslain oonpar phatkar aur lantain bhaijain gi.Dard walo!Otho otho,Khuda kay liay jago aur insan bachao agar aap nay apni sikoshesh na ki to na'siraf apnay sath ziyadti karo gay balkah aatinasloun par bhi oon kay Na'karda gonahoun kay hawala sayzulm dhao gay.Otho aur insan bachao mohim shuru kar doo.Bhalaee kay kamoon main Allah barkat zaroor dalta hai.
Makhlooq e arzi o falki ke hath bai'ikhtiyar oth jatay hain.Mon Feb 28, 2011 8:51 pm_________________I K QAZIModerator GermanyDr.Sahib Mey ney oopar Unwaan mey thorri si tashih ki hai!!Merey Khayal Mey Tou Har Afaqi Mazhab Ka Paigham AurFalsafa Tamaam Insaniat Ki Bhalai K liye Hota Hai. Asal MeyHum Loag Jo Inn Mazahib Ki Taqleed Karnay Walay Hotay HainIss Mey Dandi Mar Lehtay Hain.Yani \"Pick & Choose\".Jo CheezHumaray Matlab Ki Hoti Hai Uss Par Zoar Dehtay Hain Lehkin
Jo Cheez humey Nahih Sajti Uss K Ya Tou Ghalat TashreehKartay Hain Ya Phir Uss Ka Zikar Hi Goal Kar Jaatay Hain.JaiseyK Islam Ko Deen qarar Diya Gaya Hai Kyun k Ye MukamalZaabta e Zindagi.Yani Ye Aik Mukamal \"Package\" Hai.Hum LoagSirf Ibadaat Par Zoar Dehtay Hain Ya isi Par Iktefa Kartay HainYani Hum Ney Isey Yahan Tak Mehdood Kar Diya Hai.Jab KIslam Mey \"Al Deen Ul Muhamla\" ka Matlab Humaray MukamalMuhamalaat Ka Ehaata Karna Hai.Yani Humey Apney KarobaarMein,Leh/Dain Mein,Rawaiyon Mein,Rawabat/rishteydarionWaghaira Mein Islami Taleemaat Aur Ahkaam Ko Mad e NazarRakhna Chahiye.Doosray Insanon K Haqooq Mey TamaamAmanaat Shamil Hain.Yani Doosray Insanon K Jan/Maal,Amlaak,Zindagi,Izaat/Abroo Waghaira Ki Hifazat Hum Par FarzHai.(Yahan Zoar Insaan Par Hai Sirf Musalmaan Par
Nahih.Kyun k ALLAH TA'ALA Rab Ul Halimeen Hain.AurHumarey Mehboob Paighambar MOHAMMAD(SAW)\"REHMAT ULLIL HALIMEEN HAIN). Aam Ibadaat yaniNamaz,Roza,Zakaat,Hajj Etc Hum par Farz Hain.Lehkin Inn KaTahalur Humari Apni Zaat sey Hai.Aur Ye Banday Aur ALLAHkA MUhaamla Hai.ALLAH TA'ALA GHAFOOR AUR RAHIMHain Wo Iss Mein Kami Baishi Ko Muhaaf Karnay Par QadarHain.Lehkin Doosray Loagon K Haqooq Jis MeinJan/Maal,Amlaak,Izat/Abroo Waghaira K Ilawa Kisi Ka DilThoarrna Bhi Shamil Hai.Ko ALLAH TA'ALA Uss Waqt HiMuhaaf Karaingain Jab Wo Mutasara Shaks Usay Muhaaf KarDey.Hum apnay Roz Mara K Mushaiday Mey Dekhtay Hain KLoag Namaaz/Roza Waghaira Ki Pabandagi Tou KartayHain.Lehkin \"Haqooq Ul Ibaad\" Ka Kam Hi Khayal Rakhtay
Hain.Jo K Humari Imaan Ki Kami Ki Taraf Ishaara Hai.Read more:http://www.forumpakistan.com/mazahib-aur-haqooq-ul-ebad-ki-ehmiat-t86760.html#ixzz4FhWfghxx_________________ Kafir Koun?!sarfarazlovesuSenior Proud Pakistanitaliban chahay jo bhi hon it is only ALLAH who can decide thatwho will go to heaven and who will go to hell
baqi shia sardar k kafir honay main koi shak tu hai hi nahijo Abu Bakr razi ALLAH ko kafir samjhay woh khud kafir hai!Tue Jun 07, 2011 10:55 pm....................................Koee bhi mosalman hazrat abu bakar, hazrat umar farouq,hazrat usman ghani, hazrat abu sufyan, hazrat amir moaviyabin hind, yazeed bin moaviya waghera (1) ka kalma parh karmosalman nahain howa aur nahi mosalman ho sakta hai. Sarayashaba, sulaihein, peeroun faqiroun, sadiqoun waghera kotasleem kar lain laikin Hazour Karim (Aap ki khidmat mainun'haad Daroud-o-Salam) ko tasleem na karo ya os tara say namano jis tara say mannay ka haq hai, koee shakhas mosalmanho hi nahain sakta.
kufr os waqt ho ga jab koee baad'bakht Aaqa Karim (Aap kikhidmat main un'haad Daroud-o-Salam) ki Rasalat aur Dinihaisiat aur martabay (2) say inkar karay ga ya na tasleem karayga.Kufr ka fatwa sadar kartay waqt ihtyat ki zarourat hai.Is hawala say liaya ja'ay to eak bhi mosalman nazar nahain aa'ayga aur yahhi kufr ki pehli aur aakhri khaesh hai. Hanfi, barailviwaghera moshrik (3), wahabi, salfi, devbandi waghera kafir,shiya kafir. Bataeay phir mosalman kahaan hain. Molvi aurbaad'bakht morakh nay taqseem kay darwazay khoul karyahoud-o-nasara par bara ehsan kiya hai. Is taqseem kay sabab,aaj joutay khana mosalmanoun ka naseeb sa ban giya hai. Jabtak yah log tafreeq mita kar akhathay nahain ho jatay jotiyaan
khana in ka moqaddar rahay ga.Khuda kay liay kisi na'kisi hawala say mosalmanoun kay bahmiethaad ka koee rasta nikalain. Mosalmanoun ki taqseem kaydarwazay band karnay ki kosheah karian. Sab ko oon kay aqidaypar rehnay dain bas eak dosray kay liay qorbat ki gonjaesh karasta talashain. Jab tak yah dil say eak dosray ko bardashtnahain kar laitay, gari patri say otri rahay gi.Yah waqt jazbati ho kar sochnay ka nahain balkah intihaeeehtiyat say lafz zoban say nikalain ta'kah dorioun main azafahonay ki baja'ay kami waqay ho.Mairay bhai dandi na marain is moamlay ko bhi Allah par chourdain Woh behtar janta hai kah hazrat abu bakar ya dosray logkis mazhabi status kay log thay. Hum os waqt thay hi nahain
lihaza woh achay thay ya boray, yah moamlah Allah ka hai is liayis hawala say khamoshi ziyada behtar hai.Shiya sadar ka yah biyan malahza farmaein. Koee is tara saypakistan kay liay bola hai?!US plans to sabotage Pak nuke facilities: AhmadinejadUpdated at: 2205 PST, Tuesday, June 07, 2011TEHRAN: Iranian President Mahmoud Ahmadinejad onTuesday accused Washington of planning to sabotage Pakistan'snuclear facilities, during a media conference in Tehran.\"We have precise information that America wants to sabotage thePakistani nuclear facilities in order to control Pakistan and toweaken the government and people of Pakistan, \"the presidentsaid.
The United States would then use the UN Security Council \"andsome other international bodies as levers to prepare the groundfor a massive presence (in Pakistan) and weaken the nationalsovereignty of Pakistan,\" he added.Ahmadinejad said Pakistan is the only Islamic nation withnuclear weapons, and has close relations with Iran. (AFP)(http://www.geo.tv/6-7-2011/82226.htm)____________________1. koee bhi ashabi; jo waqitun ashabi tha, ossy dushnam karnaywala baad'tameez, `baad zoban, bai'lihaz, baad'kalaam wagherazarour kaha ja saktahai, kafir nahain.2. Aap (Aap ki khidmat main un'haad Daroud-o-Salam) thay,hain aur ta'abad rahain gay.
3. Shirk kufr say bhi baad'tarein aur mohlak bimari hai.Wed Jun 08, 2011 9:01 am_________________http://www.forumpakistan.com/kafir-koun-t75367.html#ixzz4FhKp8VLM Baat to hoti rehni chahiayBara ajeeb dour aa giya hai admi apna haq nahain lay sakta.apnay sath honay wali na'insafi kay khalaaf aawaz nahain othasakta. agar koee aawaz othata hai to koee sonta hi nahain, pochtahi nahain. baz'oqaat apna haq mangay walay ko azaab say
gozarna parta hai. kehtay raho wapsi jawab wasoul nahain hota.her babu aur os kay na'hanjar afsar ko chup si lagi hoee hai yakan hi nahain hain jo joun ringnay ki zahmat gowaray farmay.baz'oqaat dou kanoun ki tafheim yah samjh main aati hai kaheak kan sonnay kay liay hota hai aur dosra sona howa nikalnaykay liay takhleeq kiya giya hai. yah baat kisi eak ki nahainyahaan to aaway ka aawa hi bigra howa hai. babu ko maloumhota hai kah sael kiay kar lay ga afsar to os kay hath ka hai yahafsar ki aish-o-eshrat ossi kay dam say chal rahi hai. woh kabhibhi opar say nahain bolay ga jab bolay ga nichay say hi bolay ga.kuch bhi sahi baat to hoti rehni chahiay.Wed Jun 29, 2011 2:19 pm_________________
Miss_HiraSenior Member Pakistanii don't understand what you want to explore in your discussion...Thu Jun 30, 2011 10:01 am View user's profile Send privatemessageDreamzZForum Family MemberDr Shahib,I know what you are trying to say but the root of the problemgoes to each and every single one of us , so we have to work onour selves before we demand it from others.
So now a days every one say phele jaan tey baad main jahanwhich is not going to work we should be like the way we aresuppose to be as our beloved prophet Mohammad SAw told us..If we don't follow the rules and regulations told us so we gonnasee the same issues.Thu Jun 30, 2011 10:25 am_________________Dr Maqsood HasniSenior Proud Pakistanipunjabaap donoun nay tovajo farmae es k liay ehsan'mand houn.Allah aap donoun ko kush rakhay.
koe baat samjh na aa'ay to phir parhain phir samjh na aa'ay toeak bar phir parhain. yaqinun baat samjh main aa ja'ay gi.waisay es tehreer main to koe ibhaam hi nahain jo wazahtitehreer likhi ja'ay.Thu Jun 30, 2011 3:25 pm_________________seemeeFull PK MemberI don't understood what you want to explain in this?Mon Jul 18, 2011 1:08 pmsarfarazlovesuSenior Proud Pakistani
Confused is spreading confusionMon Jul 18, 2011 10:41 pmhttp://www.forumpakistan.com/baat-to-hoti-rehni-chahiay-t76678.html#ixzz4FhJuVgao Woh eak aankh daikhta hai.woh hi os ehhad ka dajjal hai hum omoman kisi manfi qovat kayliay alamtun ya tashbian kisi na kisi talmeh ka estamal kartayrehtay hain. moashi hawala say qaroun ka naam aata hai. zulmaur jabr kay liay faraoun, yazeed, shadaad waghera ka naamlaitay hain.
dajjal to her dour main raha hai.aaj kay dajjal ko koun nahain janta?!jab aakhri Adam aa'ay ga to yah os dour main mosbat ko manfibananay kay liay hasab-e-sabiq aa'ay ga. aaj ki tara bachoun,bohroun kam'zoroun, oratoun ki lashain nazar aaein gi.goya yah kam'bakht rouz-e-awal say picha karta rouz-e-aakhirtak apna kirdar ada karay ga.kiya havas dijali amal nahain hai?kiya auroun ka haq chein kar apnay paiat par hath phairnadijali fael nahain hai?bairehmi dajali kaam nahain hai?woh eak aankh (manfi) say daikhta hai.
goya jis main bhi manfi anasar apnay kamal ko ponchain gaywohhi os ehhad ka dajjal hai.http://www.forumpakistan.com/do-you-know-about-dajjal-t768 41.html#ixzz1SM8APpKoFaixan5 Star MemberlolInsan kabi apni Ghaltio ko nahi manta..Hamesha Dosro pe blame rakhta he . Dajjal , shetan etc...Mon Jul 18, 2011 2:23 pmsarfarazlovesu
Senior Proud PakistaniWho is the Dajjaal and what are his attributes?Praise be to Allaah.Meaning of the word Maseeh (Messiah)There are over fifty scholarly comments on the meaning of theword Maseeh (Messiah). They said that this word is applied bothto the Truthful One [True Messiah, i.e., Eesa (Jesus)] and to themisleading liar [the antichrist or Dajjaal]. The Messiah isthe Truthful One, Eesa ibn Maryam (Jesus the son of Mary),the Messiah of guidance, who healed those who were born blindand lepers, and brought the dead to life by Allaah s Leave.The false messiah (al-maseeh al-dajjaal) is the liar who leadspeople astray, the messiah of misguidance who will tempt people
Search
Read the Text Version
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
- 6
- 7
- 8
- 9
- 10
- 11
- 12
- 13
- 14
- 15
- 16
- 17
- 18
- 19
- 20
- 21
- 22
- 23
- 24
- 25
- 26
- 27
- 28
- 29
- 30
- 31
- 32
- 33
- 34
- 35
- 36
- 37
- 38
- 39
- 40
- 41
- 42
- 43
- 44
- 45
- 46
- 47
- 48
- 49
- 50
- 51
- 52
- 53
- 54
- 55
- 56
- 57
- 58
- 59
- 60
- 61
- 62
- 63
- 64
- 65
- 66
- 67
- 68
- 69
- 70
- 71
- 72
- 73
- 74
- 75
- 76
- 77
- 78
- 79
- 80
- 81
- 82
- 83
- 84
- 85
- 86
- 87
- 88
- 89
- 90
- 91
- 92
- 93
- 94
- 95
- 96
- 97
- 98
- 99
- 100
- 101
- 102
- 103
- 104
- 105
- 106
- 107
- 108
- 109
- 110
- 111
- 112
- 113
- 114
- 115
- 116
- 117
- 118
- 119
- 120
- 121
- 122
- 123
- 124
- 125
- 126
- 127
- 128
- 129
- 130
- 131
- 132
- 133
- 134
- 135
- 136
- 137
- 138
- 139
- 140
- 141
- 142
- 143
- 144
- 145
- 146
- 147
- 148
- 149
- 150
- 151
- 152
- 153
- 154
- 155
- 156
- 157
- 158
- 159
- 160
- 161
- 162
- 163
- 164
- 165
- 166
- 167
- 168
- 169
- 170
- 171
- 172
- 173
- 174
- 175
- 176
- 177
- 178
- 179
- 180
- 181
- 182
- 183
- 184
- 185
- 186
- 187
- 188
- 189
- 190
- 191
- 192
- 193
- 194
- 195
- 196
- 197
- 198
- 199
- 200
- 201
- 202
- 203
- 204
- 205
- 206
- 207
- 208
- 209
- 210
- 211
- 212
- 213
- 214
- 215
- 216
- 217
- 218
- 219
- 220
- 221
- 222
- 223
- 224
- 225
- 226
- 227
- 228
- 229
- 230
- 231
- 232
- 233
- 234
- 235
- 236
- 237
- 238
- 239
- 240
- 241
- 242
- 243
- 244
- 245
- 246
- 247
- 248
- 249
- 250
- 251
- 252
- 253
- 254
- 255
- 256
- 257
- 258
- 259
- 260
- 261
- 262
- 263
- 264
- 265
- 266
- 267
- 268
- 269
- 270
- 271
- 272
- 273
- 274
- 275
- 276
- 277
- 278
- 279
- 280
- 281
- 282
- 283
- 284
- 285
- 286
- 287
- 288
- 289
- 290
- 291
- 292
- 293
- 294
- 295
- 296
- 297
- 298
- 299
- 300
- 301
- 302
- 303
- 304