Important Announcement
PubHTML5 Scheduled Server Maintenance on (GMT) Sunday, June 26th, 2:00 am - 8:00 am.
PubHTML5 site will be inoperative during the times indicated!

Home Explore اہل ذوق کی نظر میں افسانہ۔مزاح۔شاعری

اہل ذوق کی نظر میں افسانہ۔مزاح۔شاعری

Published by maqsood5, 2016-08-22 23:58:03

Description: abk_ksr_mh.803/2016

مقصود حسنی کا تخلیقی ادب
اہل ذوق کی نظر میں
افسانہ۔مزاح۔شاعری
پیش کار
پروفیسر نیامت علی مرتضائی
ابوزر برقی کتب خانہ
اگست ٢٠١٦

Search

Read the Text Version

‫پانیوں پر‬ ‫میں اشک لکھنے چلا تھا‬ ‫دیدہءخوں دیکھ کر‬ ‫ہر بوند‬ ‫ہوا کے سفر بر نکل گئی‬ ‫منصف کے پاس گیا‬ ‫شاہ کی مجبوریوں میں‬ ‫وہ جکڑا ہوا تھا‬ ‫سوچا‬ ‫پانیوں کی بےمروتی کا‬ ‫فتوی ہی لے لیتا ہوں‬ ‫ملاں شاہ کے دستر خوان پر‬ ‫مدہوش پڑا ہوا تھا‬‫دیکھا‘ شیخ کا در کھلا ہوا ہے‬

‫سوچا‬ ‫شاید یہاں داد رسی کا‬ ‫کوئی سامان ہو جائے گا‬ ‫وہ بچارہ تو‬ ‫پریوں کے غول میں گھرا ہوا تھا‬ ‫کیا کرتا کدھر کو جاتا‬ ‫دل دروازہ کھلا‬ ‫خدا جو میرے لریب تھا‬ ‫بولا‬ ‫کتنے عجیب ہو تم بھی‬ ‫کیا میں کافی نہیں‬‫جو ہوس کے اسیروں کے پاس جاتے ہو‬ ‫میرے پاس آؤ‬ ‫ادھر ادھر نہ جاؤ‬ ‫میری آغوش میں‬

‫تمہارے اشکوں کو پناہ ملے گی‬ ‫ہر بوند‬ ‫رشک لعل فردوس بریں ہو گی‬ ‫اک لظرہ مری آنکھ سے ٹپکا‬ ‫میں نے دیکھا‬ ‫شاہ اور شاہ والوں کی گردن میں‬ ‫بے نصیبی کی زنجیر پڑی ہوئی تھی‬ ‫» بروز‪ :‬اگست ‪« 2014 ,15‬‬ ‫******‬ ‫مکرم بندہ جناب حسنی صاحب‪ :‬سلام مسنون‬‫آزاد شاعری عام طور پر میرے سر پر سے گزر جاتی ہے۔‬ ‫جب تک میں اس کے تانے بانے سلجھاتا ہوں پچھلے‬‫پڑھے ہوئے مصرعے ذہن کی تہوں میں کہیں گم ہو جاتے‬‫ہیں اور میں پھر نظم پڑھنے اور سمجھنے کی کوشش میں‬ ‫گرفتار ہو جاتا ہوں۔ آپ کی اس نظم کے مطالعہ میں ایسا‬‫صرف ایک بار ہوا اور میں جلد ہی منزل ممصود تک پہنچ‬

‫گیا۔ یہ شاید اس لئے ہوا کہ آپ کی نظم پر دلسوزی اور‬‫خلوص دل کی مہر لگی ہوئی ہے جیسے آپ اپنی آپ بیتی‬ ‫بیان کر رہے ہوں۔ نظم پڑھ کر متاثر ہوا۔ نظم کا پیغام عام‬‫سہی لیکن اہم ضرور ہے۔ ہم اہل دنیا بے تحاشہ اہل التدار‬ ‫کی جانب بھاگتے ہیں اور اس تگ و دو میں بھول جاتے‬‫ہیں کہ دینے والا تو کوئی اور ہی ہے۔ الله رحم کرے۔ ایسے‬ ‫ہی لکھتے رہئے۔ الله آپ کو ہمت اور طالت عطا فرمائے۔‬‫صلاحیت اور توفیك سے تو اپ بھر پور ہیں ہی۔ بالی راوی‬ ‫سب چین بولتا ہے۔‬ ‫سرور عالم راز‬ ‫» بروز‪ :‬اگست ‪« 2014 ,16‬‬ ‫‪adaab‬‬ ‫‪cholo daiar baad sahi, Allah ke ehsan se aap se baat karnay ka‬‬

mujh na'cheez ko sharaf to hasil howa. aap ka her lafz mujhyshakti daan karta hai. sachi baat hai taza dam ho jata hoon.thakan aur bimari shamari bhool jata hoon. aap ke lafzoon seandaza ho jata hai chalo khuch na'kuch to kar hi raha hoon. janab bohat bohat shukarriya. Allah aap ko khush rakhe maqsood hasni « ,2014 ,17 ‫ اگست‬:‫بروز‬http://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=9132.0 ‫آزاد کر دو‬

‫غرب سے امن سلیمہ اترا‬ ‫اجالا مرے آنگن کا‬ ‫بے ولار ہوا‬ ‫بےکار ہوا‬ ‫گرداب میں کھڑا‬ ‫استعارہ بول رہا تھا‬ ‫پتھر کو رلص دو‬ ‫سب موسم دبوچ لو‬ ‫جب خوشبو کی ردا‬ ‫اوڑھ کر‬ ‫زیست کا صحیفہ اترا‬ ‫اک کفن بردار‬ ‫بڑا ہی ذی ولار‬ ‫تلوار کی دھار پر‬ ‫کہے جا رہا تھا‬

‫آنکھ کے سارے جگنو‬ ‫آزاد کر دو‬ ‫آزاد کر دو‬ Thu Dec 06, 2012 4:39 pm _________________Kabi Waqt mila to Suljhaonga teri Uljhaneinabhi Uljha hon bht Waqt ko Suljhane me !!! iqbal Full PK Member Wed Dec 19, 2012 2:39 am _________________

tovajo ke liay shukarriya janab Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Fri Jan 18, 2013 3:07 pm _________________ EyMan 5 Star Member Nice.... _________________ bari bari meharbani janab

Allah aap sab ko khush rakhe Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Thu Mar 14, 2013 7:26 pm _________________ Esa karty hn, tum py marty hn,Hum ny yun bhi to mar he jana hy Ibn 5 Star Member Sun Mar 17, 2013 1:35 am

_________________ os pe is pe marme ki baat na karainAllah aap ko Allah par marne wali zindgi ata farma'ay Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Sat Mar 23, 2013 9:53 _________________ Esa karty hn, tum py marty hn, Hum ny yun bhi to mar he jana hy,, Ye sahi hey.....

EyMan 5 Star Member Tue Apr 09, 2013 3:49 pm _________________haan marna to hai hi kayoon'na halal mout mara ja'ay. zindgieak bar milti hai is se bai'waqat kisi bare kaz ke hawala se monh mora ja sakta hai. Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Mon Apr 15, 2013 10:24 pm _________________ Very Nice and beautiful heart touching poetry

IramShah Lahore Wed Jun 05, 2013 9:30 pm _________________ahbaab ki tovajo ke liay ehsan'mand hoon. Allah aap sab ko khush rakhe Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Mon Jun 24, 2013 8:45 pm _________________ nice poetry shair ki ha ap ne

thanks dear friend 77tahmina Thu Aug 01, 2013 4:34 pm ________________ shukarriya janab............. Allah aap ko khush rakhe Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Sat Sep 21, 2013 10:03 pm ________________So Nice and more beautiful poetry. I like your sharing. Well Done

faiza222 Senior Proud Pakistani Pakistan Wed Nov 13, pm _________________ Some time it is difficult to express ones feelings.Or to convey what is in the heart inside.Sometime the other side do notconceive what you want to convey.But it is correct to say what you want say: I K QAZI Moderator Germany Thu May 29, 2014 7:27 pm

‫‪http://www.forumpakistan.com/aazad-kar-dou-t94057.html#ixzz4HPKrCW2R‬‬ ‫_________________‬ ‫کس منہ سے‬ ‫چلم بھرتے ہات‘ اٹھ نہیں سکتے‬ ‫ہونٹوں پر فمیہ عصر نے‬ ‫چپ رکھ دی ہے‬ ‫کتنا عظیم تھا وہ شخص‬ ‫گلیوں میں‬ ‫رسولوں کے لفظ بانٹتا رہا‬ ‫ان بولتے لفظوں کو‘ ہم سن نہ سکے‬ ‫آنکھوں سے‘ چن نہ سکے‬ ‫ہمارے کانوں میں‘ جبر کی پوریں رہیں‬

‫آنکھوں میں خوف نے پتھر رکھ دیے‬ ‫ہم جانتے ہیں‘ وہ سچا تھا‬ ‫لول کا پکا تھا‬ ‫مرنا تو ہے‘ ہمیں یاد نہ رہا‬ ‫ہم جانتے ہیں اس نے جو کیا‬ ‫ہمارے لیے کیا‬ ‫جیا تو ہمارے لیے جیا‬ ‫کتنا عجیب تھا‬ ‫زندہ لاشوں کا دم بھرتا رہا‬ ‫سوئے صلیب چلا ہم دیکھتے رہے‬ ‫نیزے چڑھا ہم دیکھتے رہے‬ ‫مرا جلا راکھ اڑی ہم دیکھتے رہے‬ ‫اس کے کہے پر دو گام تو چلا ہوتا‬ ‫کس منہ سے اب‬ ‫اس کی راہ دیکھتے ہیں‬

‫ہم خاموش تماشائی‬ ‫مظلومیت کا فمط ڈھونگ رچاتے ہیں‬ ‫بے جان جیون کے دامن میں‬ ‫غیرت کہاں جو رن میں اترے‬ ‫یا پھر‬ ‫پس لب اس کی مدح ہی کر سکے‬ ‫چلو دنیا چاری ہی سہی‬ ‫آؤ‬ ‫اندرون لب دعا کریں‬ ‫ان مول سی مدح کہیں‬ ‫‪Thu Jul 24, 2014 9:36 pm‬‬ ‫_________________‬‫‪Hamesha hi nahi rehte kabhi chehre naqabon main‬‬ ‫‪Sabhi kirdar khulte hain kahani khatm hone par‬‬

mobi_loger islamabad Thu Sep 11, 2014 3:53 pm _________________ khoobatay rahiay aur kuch na'kuch zaroor share karte rahiay Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Thu Sep 11, 2014 5:40 pm _________________

bohot nice Dr saab,,n Mobi yu wer also v nice,,,,,,keep sharing,, Ibn 5 Star Member Sun Sep 14, 2014 7:09 pm _________________is khasusi tovajo ke liay ehsan'mand hoon Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Mon Sep 22, 2014 9:12 pm

_________________ boht umda sharing Smile Bin-Momin Forum Family Member Thu Jan 08, 2015 11:27 am _________________Wah g Wah bht zaberdast k yah hamy Poetry daikny ko mil rahe hn.... Razz doragames Islamabad Tue Oct 13, 2015 8:37 http://www.forumpakistan.com/kis-monh-se-t114540.html#ixzz4HPL2FmUT

_________________ Dr.Hasni aap kaa qalaam behtreen hai, dheron daad lekinJanaab kitne log isse parh sakte hain yeh mujhe maaloom nahin. Main khud agar text books kee tarah se likhaa ho to urdu asaanee se parh saktaa hoon warnaa zaraa mushkil hotee hai. icon_flower Clapping Smiley surindarn « September 26, 2014»http://www.yoindia.com/shayariadab/urdu-poets/%DA%A9%D8%B3-%D9%85%D9%86%DB%81-%D8%B3%DB%92-t117 236.0.html

Dil kay goshoon par Sagar pi kar Her qatra piyas somondar Palkoon ka sawun Janay kab barsay ga Faraat ka damun Sholay lay kay bhaga haiSahil shakti kis say mangay?! Mothi band kar lo Palkoon kay os par

Ratoon kay sapnay Suraj ki aankhoon main Bheek kay kokray Kali zulfoon kay mundarMaskan hain “kali jiba” waloon kay Janay say pehlayAankhoon main dhonwaan bhar lo Chand ka chehra Rawan ki bhagti lay kar Mosa kay koon say Dil kay goshoon par

“Raban” hi rab likh raha hai « ,2009 ,30 ‫ مارچ‬:‫» بروز‬ janaab Hasni SaaHeb: aadaab!aap kee naz^meN dekheeN. maashaa Allah aap bohat likh rahehaiN. meHnat aur shauq ke saath mut^aali,a'h bhee mil jaaYe to teHreer meN nikhaar baRh jaataa hai. apnee taKhleeqaat parmeree daad qubool keejiYe. is ke ba's do teen baateN kehne kee ijaazat chaahataa hooN. buraa nah maaneN. in baatoN se aap kee qadr-afzaayee maqSood hai, tanqeed naheeN. ek saath itnee bohat se naz^meN lagaane se log in ko dekh naheeN paate haiN. kam likhiYe aur dostoN ko paRhne aur

raaYe dene kaa mauqa' deejiYe. warnah faa,idah kam ho gaa.doosree baat yeh keh Roman Urdu kaa koyee saadah aur achhaaniz^aam apnaa leejiYe aur usee ko ista'maal keejiYe. maujoodah shakl meN aap kee teHreer paRhne aur samajhne meN diqqat hotee hai. teesre yeh keh likh kar Khud bhee paRh liyaa keejiyetaa.k Ghalat^iyaaN kam se kam hoN. aur sab se aaKhir meN yeh a'rZ^ hai keh agar naz^m kaa markazee Khayaal apne Zehn meN saaf rakheN aur us kee adaa,igee meN waZ^aaHat kaa ehitmaam kareN to sab ko ziyaadah faa,idah ho gaa. maiN is Khat^ ke tawassut^ se apne deegar dostoN se bheeiltimaas kartaa hooN keh woh Dr Hasni aur doosre nau-waarid dostoN kaa Anjuman meN istiqbaal kareN aur un keetaKhleeqaat par chand alfaaz^ hee sahee lekin kuchh likh diyaa

kareN. isee t^araH chiraaGh se chiraaGh jaltaa hai. ham ek doosre se Ghaafil hoN ge to yeh chiraaGh bujh jaaYe gaa. « 2009 ,01 ‫ اپریل‬:‫»بروز‬ Sarwar A. Razhttp://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=3347.0 Raam bhali karay ga Hath kay badlay hath Khon kay badlay khon Jan kay badlay jan

Adoo nay Magar loot liya hai Kis say faryaad karain Wohi monsaf howa hai Jis kay hath main pathar Baghal man khanjar Maqola yah baqi hai Char ja baita suli Raam bhali karay ga« ‫ صبح‬,2009 ,01 ‫ اپریل‬:‫» بروز‬ mukarramee Hasni SaaHeb: aadaab!

aap ko UrduAnjuman meN dekh kar masarrat huyee.Khush-aamadeed! yaqeen hai keh yahaaN ke dost aur maaHaul aap ko pasand aaYeN ge aur aap apnee shirkat se Urdu kaa kaam baRhaane meN hamaaree madad kareN ge. shukriyah. aap kee muKhtaSar naz^m dekhee. aaj kal ke Haalaat par achhaa tabSirah hai. aur is Haalat kaa koyee Hal bhee naz^arnaheeN aataa. aap ke Khayaalaat achhe haiN aur in kaa iblaaGh bhee Zarooree hai. bayaan meN behtaree kee gunjaa,ish hai.meraa Khayaal hai keh aap ko sab se pehle yeh sochnaa ho gaa keh kaun see Sinf meN likhaa jaaYe, ya'nee paaband naz^m,aazaad naz^m yaa nacree naz^m? us ke ba'd unheeN uSooloN par likhaa aur parkhaa jaa saktaa hai. Anjuman meN aate rahiYe. hameN aap kee Z^aroorat hai. aur

apne dostoN ko bhee da'wat deejiye. shukriyah. Sarwar A. Raz «2009 ,01 ‫ اپریل‬:‫بروز‬,»http://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=3369.0 PALKOON PAR SHAAM Godaz palkoon par shaam gozari Her mosam yaad ka nishter Her subh Sehra ka pather (Suraj) Binaee ka mamba

Aakhain kho baithaHer Aasha zakhmi zakhmi Her nagama Izraeli IsrafiliKhoon main bhiga Aanchal Gunga ka Her rasta Chup ka kaidi Darya kinaray Moun daikhay hain Bai'aab nadi main

Gulab ki kashain Pani pani Palkain, Sanpoon kay ghar Janein kidher Palkoon ki shaam Her shaam par bhari hai *********bahut umdah Janaab, dheron daad. surindarn December 08, 2014,

http://www.yoindia.com/shayariadab/urdu-poets/palkoon-par- Reply Mujh ko mun mandar main saja lo Kah aankh darichoon say Qos-e-qaza kay rangoon main dhal kar Ganga jal main dhol kar Baharoon kay mosam jhankain Khursheed shabad Jiwan dharti ko binaee bakhshain Tairi aaghosh main palti moskanain

Mairi tairi mirti koAmarta kay bardan main tankainMujh ko mun mandar main saja lo Kah Kaam Daiva Her bar kab, Khush bahti ka mangal sutar Golab galo main rakhta hai Kali ratoon main Hontoon ki hidat bharta haiMujh ko mun mandar main saja lo Kah tairay aankh darichoon say

Baharoon kay mosan jhankain *** Bohat khoob Dr Maqsood ji... honeyrose « March 29, 2009, 08:53:11 AM » Good One Hasni Ji !!!!! «March 30, 2009,AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/aankh-da richoon-say-t44935.0.html Sheh ki lathi

Anarkali kay Diwaroon main chonnay ka Jab bhi mosam aata haiAas kay mosam mar jatay hain Her jatay hain Chand aur suraj Aaksh aur dharti Ziast kay sab rang Phikay par jatay hain Kal ki mang sajanay ko

Ishq phir bhi zinda rehta hai Dukh sukh sehta haiYah khail sha’zadoon ka haiSha’zaday kab martay hain Sheh ki lathi Anar’kali kay sar par Mandlati rehti hai Kamzoor ozoo parSab mosam bhari hotay hain ***accha likha hai aapne Dr. ji

Roja «March 30, 2009, AM » *** Bohat Achche Maqsood Ji,./ Nice One. Azeem Aarzu «March 30, 2009, AM » ***aap ahbaab maira sarmaya hain. Allah Sahib aap sab ko kush a Dr Maqsood Hasni

«March 30, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/sheh-ki-lathi-t44994.0.html ********* Shaam bhi mairi hai Tairay jivan ki her nikhri subh Dar mairay par, sajda kartay gozri Khushoon ki sari kalyaan Mairay qadmoon main dhar kar Eak naam maira tairay hisay aaya Yah kali ratain

Khoof par bhari ratain Damun main tairay rakh kar Aasha ki mirti ka Kayoon saman karoonTairi subh mairay mathay ka jhomar Tairi shaam maira oran hai Tairi subh bhi mairi thi Tairi shaam bhi mairi hai ***Bahut hi khoobsurat likha hai aapne.. {Angel}

«March 30, 2009, AM » *** Bahut khoob Applause Roja «March 30, 2009AM » ***aap donoon k liay mairay dil main bari izzat aur ehtaram hai Eshvar aap donoon ki her kamna puri Dr Maqsood Hasni «March 30, 2009AM » ***

Nysha wah wah very nice gain. superb! «March 30, 2009, PM » ***mohabat aur itna piyar dainay k badlay mein na'cheez kiya day sakta hoon. mairay pas duaoon k siwa kiya hai?! Allah sahib aap ko barkat day. Dr Maqsood Hasni « March 30, 2009, PM » http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/shaam-bhi-mairi-hai-t44996.0.html

Mujhy ik Khaab likhna hai Mujhy ik khaab likhna haiAankhoon main mahtaab likhna hai Aankhain hi kiya Sar “Bil” ki tajori main para hai Mairay purkhoon ki yah kamaee Os kay hath kaisay aaee Mairay kisi apnay nay Apni zarorat kay liay Kuch takoon main

Kahein os ko na day aaya ho Pochna to ho ga Maira sar borida jism Mohtasib tak ja’ay kaisayFaraz ka qaraz choka’ay kaisay Kiya sonay, sona’ay kaisay Aaj baishak, Mal-o-manal aziz rakhta hai Apni aankhoon kay evaz Day sakta hoon mein Khizr ki chaap

Jo ab mairi zarorat nahain Mujhy ik khaab likhna hai Aankhoon main mahtaab likhna hai *** Nice One Again Maqsood Ji,. Azeem Aarzu «March 30, 2009, AM » ***Wah wah dr. sb. aap bahut accha likhte ho. Daad kabul kijiyega. and be regular. Roja

«March 30, 2009,AM » *** Once again so nice to read such lines from you.. You write really well.. Keep writing plz {Angel} « March 30, 2009,AM » ***lafzoon kay moamla main kam hi kamzoor parta hoon likin aaj janay lafz kahaan gay kah shukarriya ada karnay k qabil bhi nahain raha. aap sab maira asasa hain. Eshvar aap sab ko hamaisha salamat rakhy.

Dr Maqsood Hasni «March 30, 2009, AM » ***Wow Very nice Dr Ji. kya khoob likha hai. keep writing.... Nysha «March 30, 2009,AM » {Angel} « March 30, 2009,AM » ***Khoobsurat Alfaazon ko hamesha taarifein hi milti hia... {Angel}

«March 30, 2009, 12:00:57 PM » *** shukarreya janab Dr Maqsood Hasni « March 31, 2009, AM » *** Bahoot khoob Dr. Hasni ji! Rau «March 31, 2009, AM » *** tovajo k liay,

bari bari mehar'bani janab. Dr Maqsood Hasni March 31, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/mujhy-ek -khaab-likhna-hai-t44995.0.html Bai'nawa dastak Reet bot ki shanasaee mangay Ishq karbala si aabla paee mangay Hosn talu kay dosh

Bala ka gol’nosh Chasham ba’kaf nikla Zist nay hathoon hath liya Dhoop main saya-e-shajar tehraKoee ossay namood-e-sahar samjha Wo paikar-e-firdous Aankh kay sab tarkash Jo sath laya tha Kab chala paya tha Apnay sa’ay say lot giya Aaena patharoon say

Apni kichioon ki binaee mangay Lafzoon ki bai’nawa dastakFakhtaoon say bai’riyaee mangay Parsaee mangay Darya bareshSehra badloon say rihaee mangay Zist ka hr naqsh Sila-e-bai’radaee mangay Reet bot ki shanasaee mangayIshq karbala se aabla pae mangay ***


Like this book? You can publish your book online for free in a few minutes!
Create your own flipbook