bahoot khoob Dr. ji behad umada likha hai aapne... kadi gehrai hai isme Nysha « March 31, 2009, AM » *** tovajo farmae k liay shukar'gozar hoon. Allah aap ko kush rakhay. Dr Maqsood Hasni «March 31, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/baibawa- dastak-t45002.0.html *********
Mein jo bhi hoon Mein jo bhi hoon Is say kiyaChaand aur suraj ki kirnoon par Maira bhi to haq hai Dharti ka her mosam Khuda ka her ghar Maira bhi to hai Quran ho kah Gita
Romrain ka her qissa Baebal ka her warqa Garanth ka her panna Maira bhi to hai Taqseem ka dar Jab bhi khulta hai Laat kay daftar ka her munshi Barood ka malik Parchi ka mangatTaqseem ka dar band kar daita hai Daftari molaan kay monh main
Kheer ka chancha rehta hai Pandat aur Father Madrassay ka mashtarHaan naan kay pul par baithay Totay ko fakhta kehtay hain Dad’gar kay dar ka sawali Pani balota hai Kam’tar say bhi kam’tar Kalaj ka monshi Jivan'dan hawa ko tarsay Gholamoon kay sum pitay
Barshoon ki zad main hai Sab acha ka tilk saja kar Sofaid ghar kay chamchay Toni kay karchay Taqat kay pait mainKorbal korbal kartay yah kirayAjmal ka monh charatay hain Raam aur Esa kay bool Maical Jaksan ki phorti Kareshma ki chosti main Rol khol gay hain
Masael ki rori par baitha Mein gonga behra Zakhmi zakhmiMadinay walay ki rah daikhay hoon Ali Ali pokaray hoon Nanak say bhudhi'maan Lakchaman aur Baha say Veer Talashay hoon Mein jo bhi hoon Is say kiya Mithay boloon par
Maira bhi to haq hai *********Aap ki feelings aapki soch...bohot hi umdah... Bohot hi Khoob Hasni Ji Celmira « March 31, 2009, AM » ********* khasusi tovajo k liay ehsan'mand hoon. Dr Maqsood Hasni « March 31, 2009, AM » http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/mein-jo-bhi-hoon-t45014.0.html *********
Sonny main aaya hai Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hainSuraj ab sharaq say othta hai?!Sofaid ghar kay mundar ka bout Kis Mahmood nay tora hai?! Os ki gardan ka sarya Kis Tipu nay phora hai?! Pound satarling dallor Ropay kay dou miltay hai?!
Sonny main aaya haiHum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain Baiwa ko tok milta hai,Woh pait bhar khati hai?! Ghareeb ki bitya Doli charti hai?! Jo jivan dan karay Wo daroo ki shishi Moft main milti hai?! Sonny main aaya hai
Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain Mosa ho kah EsaGirjay aur Haikal kay zindan say Mokt howay hain?! Budh Ram Baha Kah Nanak kay pairo hoon Ya phir Chirad Shrif kay basi Apna jivan jitay hai?! Sonny main aaya hai
Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain Gotay aur Bali Taigor tay Jami Sue Feng aur Shelle Sab kay tehray hain?! Molaan Pandat aur Gijay ka warisInsanoon ko insanoon kay kaam aanay ki kehta hai?! Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain
Shair aur bakri Eak ghaat pay pani pitay hain, Eak kach main rehtay bastay hain?! Saithoon ki basti mainMil bant kar khanay ki charcha hai?!Khail rishwat ka na’kaam howa hai?! Monsaf,Kayoon’kar Iman Quran ki kehta hai?! Sonny main aaya hai Hum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain
Mun tan ka waris Tan mun ka bhaidi Jab bhi tehray ga Jivan ka her sukh Qadmoon ki thokar Ambar kay os par Insan ka ghar ho ga Sonny main aaya haiHum aagay bhar gay hain Taraqi kar gay hain *********
Bohot Khoob Hasni Ji Celmira « April 01, 2009, AM » *********wow Very nice! bhaoot khoob likha hai aapne. Nysha « April 01, 2009, AM » ********* Nice One Again Maqsood Ji,. Yunhi Likhte Rahiye,. Pardhne Ka Mazaa Milta Rahega,.
Nice One,. Azeem Aarzu « April 01, 2009, AM » ********* aap sahiban ki mohabat mairay liay bari anmool hai. Ehvar ki kirpa aap sab par bani rahay Dr Maqsood Hasni «Reply #4 on: April 01, 2009, 09:31:07 AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/sonnay-main-aaya-hai-t45018.0.html ********* Mein janta hoon
Tumharay aanay ki aasha Din bhar,Mujh ko zinda rakhti hai Suraj kay sath Mein bhi mar jata hoon Suraj ki mirtu parGharab lahoo se obalta hai Talu kay sath hi Yaas ki lahad say Aas, Mujhy otha lati hai
Mairi aankhain Mairi palkain Jivan ki dehleez par Saj sanwar kay Baith jati hain Mein janta hoon Jab tum Mairay kochay say Gozro gayTumharay aanay ka wo pal Mout ka pal ho ga
Tumharay na’aanay ka Yah pal Sadyoon say Jivan aur mirti kay bich Diwar-e-chin ban kar Hael chala aata haiTumharay aanay ki ommeed Din bhar Mujh ko zinda rahti hai ********* sajid_ghayel
Bohat khoob Dr. Saheb aap ek bilkul naye andaz me apne kalampesh karte hain, jo kabile tareef hain. Aapki ek ghazal padhne ki badi ummeed hain.... «Reply #1 on: April 01, 2009, 05:43:12 AM » ********* Wow .. Lovely Thumbs UP Roja « April 01, 2009, AM » ********* Bohot Khoob Hasni Ji Celmira « April 01, 2009, AM »
********* Bohat Achche Maqsood Ji, Nice One,. Azeem Aarzu « April 01, 2009, 07 AM » *********aap dost mujhy apni yaad main rakhtay hain yah mairay liay bohat bara izaz hai. Allah aap sab ko kuch rakhy Dr Maqsood Hasni «April 01, 2009, 09:39:08 AM » http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/mein-janta-hoon-t45032.0.html *********
Sadyoon say Ankh somondar Jaisay tabeer say oljha khaab Paimanay say lipti sharaabLehrain samait kar soya somondar Chop main khoya somondar Magar bala ka chasham shanas Khoon main dobi piyas Dam toorti aas Shanakht odas odas Kinaray somondar kay
Pur’sakoon sahi Magar teh main samri ka bhachra Aur saleeb-e- Essa Ai kash koee aa’ay Bond bond piyas la’ay Rooh ki bhook mita’ay Kirishan kay geet sona’ayMagar boti boti anna ki maslihat ki qabr Koch kay qaflay kohlu kay baiel Bai’himat hoslay Zindgi ka qraz hain
Sadyoon say karbala Odasi ka somondar ********* wah wah,Bahut hi khoob... Applause {Angel} «April 03, 2009, AM » *********Bohat Achche Maqsood Ji,. Azeem Aarzu « April 03, 2009, AM »
*********banda'navazi k liay aap donoon ka shukarreya. Dr Maqsood Hasni « April 03, 2009, AM » ********* bahoot khoob DR. Ji Nysha « April 03, 2009, AM » ********* bari bari meharbani janab. « April 03, 2009, PM »
Dr Maqsood Hasnihttp://www.yoindia.com/shayaaridab/shairi-e-zindagi/sadyoon- say-t45050.0.html ********* Teh karnay say pehlay Yah teh karnay say pehlay Kah ab doo rastoon par chaltay hain Zara sochna Dil say niklo gay kaisay Yah bhi kah
Tairay mun aangan main Mairi mohabatoon kay dairay hain Soch ki sirioon par Wafa kay naqash-e-marmarein Phailay howay hain Yah teh karnay say pehlay Zara sochna Rastay anjanay hainKahein iqrar kay somandar ki gehraeyaan Kahein bai’noqi inkar ki khaeyaan Bhoji aankhoon kay sitaray
Dohaee dain gay Lot aaooTum kab doo rastoon kay rahi ho Yah teh karnay say pehlay Zara sochna Mairay baichain rat’jagay Taira rasta rokain gay Damun say pakrain gay Chopa kar cehra tum apnaMairi mohabatoon kay suraj say Kayoon’kar nikal pao gay?!
Yah teh karnay say pehlay Kah ab doo rastoon par chaltay hain Zara sochnaMairi bahoon main aakash si vosatain hain Tairay thakay qadmoon ko Mairay hath sehlaein gay Tairi garam sansoon ko Aanch jazboon ko Mairi chahat kay mashroob Pinay ko milain gay Phir kehta hoon
Yah teh karnay say pehlay Kah ab doo rastoon par chaltay hain Zara sochna Kah ehal-e-wafa ka itbaar baqi rahay ********* Bohot Khoob Hasni Ji Celmira « April 03, 2009, PM » *********janab ki tovajo aur mohabat k liay dil-o-jan say ehsan'mand hoon.
Allah aap ko salamat rakhy. Dr Maqsood Hasni « April 04, 2009, AM » *********wah wah kya baat hai Dr. ji. behad umda likha hai . keep writing ...... Nysha «April 04, 2009, AM » ********* mein janab ki tovajo mohabat aur hosla'afzae k liay shukar'gozar hoon. Dr Maqsood Hasni
« April 04, 2009, AM » *********Bahut bahut khoobsurat shayri hai, har ek alfaaz dilko chhu jaata hai... {Angel} « April 04, 2009, AM » ********* bari bari mehar'bani janab. Allah aap ko kush rakhy. Dr Maqsood Hasni « April 04, 2009, AM »
http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/teh-karn ay-say-pehlay-t44993.0.html ********* Ik Pal Ik pal nay Aaksh aur dharti ko Ik dhagay main bon kay Rang dhanak ochalay Doja pal Jo bhik tha pehlay pal ki
Khisay say otraMathay ki raikha tehra Kirpa aur dan ka palPhun chakar ka maraGirta hai monh kay bal Silwat say pak sahi Phir bhi, Hantal say karwa Otran ka phal Ulfat main, Kuch day kar
Panay ki icha Hatam say hai chal Gairat say aari Halaq main tapka wo qatra, Soqrat ka zahir Na Ganga jalMehar mohabat say bhar’poor Neem ka pani Na karwa na khara Wo to
Aab-e-zam zamOs main Rehman ka bal Her farzanaEhad say mokti chahay Her diwana Ehad ka bandi Mar mitnay ki batain Taltatay rehna Kal ta kal Jab bhi Pal ki bigri kal
Dar Nanak kay baitha Baikal, baikal *********Bohot Khoob Hasni Ji Celmira« March 29, 2009, PM » ********* Good 1 Hasni ji Roja« March 29, 2009, PM » *********
Nce one hasni ji jannatjahan« March 29, 2009, PM » *********Great, Hasni Ji !!!!!!!!! karndhar« March 30, 2009, AM » ********* -Rahim-«March 30, 2009, AM » Nice one Hasni jee
********* Dr Maqsood Hasni « March 30, 2009, AM »aap sab mairay liay bari maniviat rakhtay hain. mein aap sab ki mohabat ka qaraz'dar hoon. Palan'har aap sab ko kush rakhay ********* Nysha «March 30, 2009, AM » Very NICe Hasni Ji *********
Dr Maqsood Hasni «March 30, 2009, AM » bari bari meharbani janab ********* Pooja « April 06, 2009, PM » bahoot khoob Hasni ji ********* tovajo kay liay ehsan'mand hoon.Eshvar aap par apni kirpa banay rakhy. Dr Maqsood Hasni
« April 06, 2009, PM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/ek-pal-t44961.0.html ********* Jagtay rehn Choor tairay sohaag ki choriaan chora na lay Jagtay rehna Chanda ki koe mast kiran aankhoon ki masti Hontoon ki surkhi Chora na lay
Jagtay rehna Hawa ka koee jhonka Tairay badan, tairay cehray Haya-o-taqadas kay sab reshtay Apnay na’pak lams say Choor choor na kar day Jagtay rehnaShab kay pechlay pehar ki anaetoon main Khuda tujh ko bhi shareek kar lay Jagtay rehna Gholab chanda ki ragoon say
Sari shabnum nachoor na lay Jagtay rehnaRaqeeb tujh ko tairi mohabatoon say Mehroom na kar day Jagtay rehna, Mairay dost jagtay rehna Jaagna hi zindgi, Jagtay hi aazad hain ********* sajid_ghayel « April 13, 2009, AM »
Bohat khoob Doctor Saheb... *********aap ki mohabat aap ki tovajo mairay liay bari maneviat ki hamil hai. Allah aap ko kush rakhy Dr Maqsood Hasni « April 13, 2009, AM » ********* Wah wah Dr. Ji wah kya baat hai. bahoot khoob likha hai. Nysha «April 13, 2009, AM »
*********janab nay apni mohabat anaet aur tovajo main rakha, yahhi maira hasal hai. Eshvar ki daya aur kirpa aap par bani rahay. issi tara apni yaad main rakheay Dr Maqsood Hasni «April 13, 2009, AM »http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/jagtay-rehna-t45333.0.html ********* Laaj Fart-e-Jajbaat main jab tum nay
Anabi hont apnay Hontoon par mairay rakh diay Zidagi! Mein toOon lamhoon ki laaj nibha raha hoon ********* Azeem Aarzu « April 17, 2009, »Bohat Achche Maqsood Ji, Nice One,. ********* Dr Maqsood Hasni « April 17, 2009, PM »
shukarreya janab ********* Rajesh Harish «April 17, 2009, PM » Nice one Hasni Ji ********* Dr Maqsood Hasni «April 17, 2009, PM » shukarriya janab Eshvar ki kirpa aap par bani rahayhttp://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/laag-t45454.0.html
********* Yaksaan Taqat ki khudaee Odher ho kah edhar Kha jati haiReham aur kirpa kay shabad Ozv-e-zaeef par Yaksaan rehtay hainKhizaan aur bahar kay mosam
********* khamosh_aawaaz «April 18, 2009, 01:02:06 AM » VERY NICE LINES ....DR SB K_A ********* Dr Maqsood Hasni «April 18, 2009, AM »janab ki es tovajo aur mohabat k liay mumnoon hoon. ********* Nysha
«April 18, 2009, AM » Very Nice Dr , Maqsood Ji! ********* Tanha(Saurabh) Maqbool Shayar « April 18, 2009, 10:15:17 AM » bohat khoob Hasni ji! ********* Dr Maqsood Hasni «April 18, 2009, AM »janab ki tovajo nay maira hosla boland kiya hai.
Allah Sahib aap ko kush rakhy.http://www.yoindia.com/shayariadab/shairi-e-zindagi/yaksaan-t45460.0.html ********* Sanjh Bahmi ehtaram say nibh rahi hai Bai’luos sanjh hai hamari Jab woh roth jatay hain Hum mana laitay hain Hum rothain to, Raqeeb ki ban aati hai
Search
Read the Text Version
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
- 6
- 7
- 8
- 9
- 10
- 11
- 12
- 13
- 14
- 15
- 16
- 17
- 18
- 19
- 20
- 21
- 22
- 23
- 24
- 25
- 26
- 27
- 28
- 29
- 30
- 31
- 32
- 33
- 34
- 35
- 36
- 37
- 38
- 39
- 40
- 41
- 42
- 43
- 44
- 45
- 46
- 47
- 48
- 49
- 50
- 51
- 52
- 53
- 54
- 55
- 56
- 57
- 58
- 59
- 60
- 61
- 62
- 63
- 64
- 65
- 66
- 67
- 68
- 69
- 70
- 71
- 72
- 73
- 74
- 75
- 76
- 77
- 78
- 79
- 80
- 81
- 82
- 83
- 84
- 85
- 86
- 87
- 88
- 89
- 90
- 91
- 92
- 93
- 94
- 95
- 96
- 97
- 98
- 99
- 100
- 101
- 102
- 103
- 104
- 105
- 106
- 107
- 108
- 109
- 110
- 111
- 112
- 113
- 114
- 115
- 116
- 117
- 118
- 119
- 120
- 121
- 122
- 123
- 124
- 125
- 126
- 127
- 128
- 129
- 130
- 131
- 132
- 133
- 134
- 135
- 136
- 137
- 138
- 139
- 140
- 141
- 142
- 143
- 144
- 145
- 146
- 147
- 148
- 149
- 150
- 151
- 152
- 153
- 154
- 155
- 156
- 157
- 158
- 159
- 160
- 161
- 162
- 163
- 164
- 165
- 166
- 167
- 168
- 169
- 170
- 171
- 172
- 173
- 174
- 175
- 176
- 177
- 178
- 179
- 180
- 181
- 182
- 183
- 184
- 185
- 186
- 187
- 188
- 189
- 190
- 191
- 192
- 193
- 194
- 195
- 196
- 197
- 198
- 199
- 200
- 201
- 202
- 203
- 204
- 205
- 206
- 207
- 208
- 209
- 210
- 211
- 212
- 213
- 214
- 215
- 216
- 217
- 218
- 219
- 220
- 221
- 222
- 223
- 224
- 225
- 226
- 227
- 228
- 229
- 230
- 231
- 232
- 233
- 234
- 235
- 236
- 237
- 238
- 239
- 240
- 241
- 242
- 243
- 244
- 245
- 246
- 247
- 248
- 249
- 250
- 251
- 252
- 253
- 254
- 255
- 256
- 257
- 258
- 259
- 260
- 261
- 262
- 263
- 264
- 265
- 266
- 267
- 268
- 269
- 270
- 271